American action say oil ki trades per bohot assar parnay wala hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    American action say oil ki trades per bohot assar parnay wala hay
    Assalamu Alaikum Jaisa ki aap sab log Jante Hain Ki America ka bahut jyada masla chal raha hai Wadhwa Ke Chakkar Mein FIR Raha Hai Ram Ke Upar usne Kafi Jyada Humne Barah karna start kar Diye Hain Is Se Bhi forest ki market ke upar Kafi Jyada Asar padta hai Kyunki yah Ek news Hai Jiski vajah se oil ki prices hai ja sakti hain to aap ise Mukta art Rahe
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: American action say oil ki trades per bohot assar parnay wala hay

    G han crude oil ki price recently jes teezi key sath aur jes speed key sath increase hoti hay USA petroleum group es par koch na koch action zaror len gey aur crude oil ki price ko decrease karny ki har possible koshish be karen gey, 2 weeks me bahot hi zeyada teezi be dekny me ai hay aur big movement be dekny me ai hay, agar es par action leya gia aur crude oil ki price ko mazeed increase hony se ruka gia to market ki price per se back price par a sakti hay.
    • #3 Collapse

      Re: American action say oil ki trades per bohot assar parnay wala hay

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men America aur Iran ki kasheedgi ki waja se oil pe bara effect ho ga kiun k irna dunia men 5th bara oil production karnay wala country hey aur American sanctions ki waja se oil international market men bahut mehngha ho jay ga aur forex trading men oil 70 ko cross kar jay ga
      • #4 Collapse

        Re: American action say oil ki trades per bohot assar parnay wala hay

        hamy oil ke movement ko samj kar kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai free account bana jar be kam kari sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain yai aik amm business ke nisbat acha or legal business hain
        "The mind is everything, What you think you become"
        • #5 Collapse

          Re: American action say oil ki trades per bohot assar parnay wala hay

          Assalam o alikum dosto. Ap sab janty han ka news ka asar market par bahut zeyada parta ha kabhe kabhe to market bahut zeyada uoset ho jati ha jasy ajkal ha amrica na iran ka jurnal ko ura diya ye new any ka market bahut he zeyada bad mode main ha ab jab tak ye dono apas main larty rahen ga market ki samjh nhe aye gi islye trade karty hovy kisi kism ka koi risk na len
          • #6 Collapse

            Re: American action say oil ki trades per bohot assar parnay wala hay

            G brother america r iran k darmiyan kasheedgi ko waja se aesa hai k oil mazeed up chal jay international markete mai is ki price mazeed high ho sakti hai iran hi wo mulk hai jo oil produce kerny waly country mai 4th no per ata hai r halat aesy hi chalty rhy to mazeed up ja sakta hai r isy stable hony mai tome lagy ga cl mai creful ho ker trade open ki jay
            • #7 Collapse

              Re: American action say oil ki trades per bohot assar parnay wala hay

              oil aik risky pair hain hamy is main expert ban kar he kam karna chahey hum is main din main be kam kar sakty hain or hum is main rat main be kam kar sakty hain market 24 ganty open rahte hain hamy is main meyare kam karna chahey per he hum is main ache capital gain kar sakty hain yai online ke duna main king business hain
              • #8 Collapse

                Re: American action say oil ki trades per bohot assar parnay wala hay

                forex jasa koi or business nahi hain hum is mai mahnet sy or twajo sy kam kary gy to hamy kamayebe haisal ho j ge forex aik legal business hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain forex mai hamy oil mai ahteyat sy kam karna chahey pher he hum agay baerr saky gy is mai hum apny boss kud ap he hoty hain
                • #9 Collapse

                  Re: American action say oil ki trades per bohot assar parnay wala hay

                  american action sy oil py asar ho sakta han is liye hamy ahteyat kar ky kam karna ho ga pher he hum pasi kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamaybe hasal ho jy ga forex aik asa business hain jo hmy learning be deta hain or hamy earning be deta hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: American action say oil ki trades per bohot assar parnay wala hay

                    Forex k kam aik international kam hay is per ise lye international affaiars ka bhut gehra asar hota hay jese k 4th january 2020 ko america iran conflict k waja se cruide oil k prices men aik din men 4 % izafa dekha gay jo aik din men bhut bara change hay ise tarah ab jo tension chal rehe hay forex market per is k bhut asar hotahay aik kamyaab forex trader news per nazar rekhta hay r is se faida uthata hay so keep tarding.
                    • #11 Collapse

                      Re: American action say oil ki trades per bohot assar parnay wala hay

                      Ji han bhai jaan yah Baat maine bhi note ki hai American action se oil per bahut asar pad rahi hai jo ki Ham trader ke liye bahut nuksan de sabit ho sakti hai To Hamen is bar bahut hi jyada hoshiyar rahana hoga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: American action say oil ki trades per bohot assar parnay wala hay

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: wahab0007 پيغام ديکھيے
                        Assalamu Alaikum Jaisa ki aap sab log Jante Hain Ki America ka bahut jyada masla chal raha hai Wadhwa Ke Chakkar Mein FIR Raha Hai Ram Ke Upar usne Kafi Jyada Humne Barah karna start kar Diye Hain Is Se Bhi forest ki market ke upar Kafi Jyada Asar padta hai Kyunki yah Ek news Hai Jiski vajah se oil ki prices hai ja sakti hain to aap ise Mukta art Rahe
                        America aur Iran ke between Jo tension se chal rahi thi vah ab khatm ho gaye hain aur ab oil ki price down Ja Rahe Hain Mujhe To Lagta Hai Ya Aur Bhi Jyada down Ja sakte hain lekin Main To oil per buy Lagai hui thi aur trading Karke loss Ho Gaya
                        FRD 07 TRADING JOURNAL

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X