Pak forex my humy bar bar koshish karni chiay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pak forex my humy bar bar koshish karni chiay.
    Pak forex ak bohat acha business Hy .forex my kamayab hony ka liay har insan ko bohat achi mehanat karana party Hy .agar hum Pak forex forum my kamayab ni hoty to hum forex my bar bar koshish karny chiay .agar insan ak bar ni to dosry bar zaror kamayab ho jay ga or acha profit zaror hasil karayn ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pak forex my humy bar bar koshish karni chiay.

    Asalam o Alaikum dear fellows
    G han shi kha apne forex main Hume bar bar koshish krni chahye forex online buht acha business h forex main agr Hume nakami hoti h to preshan hone ki zrort ni h Hume bar bar koshish krni chahye or mahnt k st or phr zror Hume kamyabi hasil hogi q k har k agay jeet h or achi profit hasil kr saky gy
    • #3 Collapse

      Re: Pak forex my humy bar bar koshish karni chiay.

      G han dear ye bat tu hai kay forex mai humain kosesh kartye rhaina chye kiyu kay kamyabi tabhi mitye hai jub hum es mai mahnet aur lagan kay sath kam kartye hain jub kay es mai hum naqamj kay bad bhi es mai kosesh jati rakhtye hain na
      • #4 Collapse

        Re: Pak forex my humy bar bar koshish karni chiay.

        How are you frnd me umeed krta ho ap SB thk ho gy g bulkul forex business me ham ko bar bar try krni chiya yeh business bht acha business hy is jesa koi or business ni hy all world me famous bht hy agr hm ko loss ho bhi Jay to phr bhi try krty rehna chiya kbhi to profit bhi ho gaaa himat ni harni chiya
        • #5 Collapse

          Re: Pak forex my humy bar bar koshish karni chiay.

          g friend hmain kamyabi k liay koshish kartay rehna chaiay aur hamesha achay ki umeed rakhni chaiay, agr hmain start ma koi problems aen to unko face karain aur un ka solution talash karain ho sakta ha aik do bar hm sa mistakes b hon mgr at the end hm forex ma zarur kamyab hotay hain
          • #6 Collapse

            Re: Pak forex my humy bar bar koshish karni chiay.

            Yes starting mein to wese BHI seekh rahe hote Hain kaam to nakami ho he skti hai iss liye haar Nahi manni chahye aur try Kari rkhni chahye Kuch Baar nakami hui BHI to kamyab ho Skte Hain baad mein but learning lazmi kren I think
            • #7 Collapse

              Re: Pak forex my humy bar bar koshish karni chiay.

              G han dear members trading main Kam krty howy AP op chahay k mehnat krain AP ki mehnat r lagan AP ki kamyabi hy AP ko chahay k saber krain r ek a accha experience hasil krny ki koshish krain AP ki mehnat r lagan AP ki kamyabi hy AP ko soch samjh k posts krna chahay.
              🌼 Never Give Up 🌼
              • #8 Collapse

                Re: Pak forex my humy bar bar koshish karni chiay.

                G han dear ap nay bahut achi bat ki hay hamain pak forum par aur trading main bar bar koshish karni chaheay q kah pehli dafa koshish karnay par ham nakam bi ho saktay hain aur forex market main zayada tar traders ko starting main loss hi hota hay esleay aisa honay par hamain bar bar koshish karni chaheay aur akher kar ham kamyab zarur hon gay.
                • #9 Collapse

                  Re: Pak forex my humy bar bar koshish karni chiay.

                  G han forex per hamen bar bar koshish karni chahiye is tarah hi hum kamyab hon gay agar hum se forex per koi mistake bar bar hi rahi ha tou ap ko chahiye kay himat na haren aur koshish karty rahen tab hi ap un mistake ko khatam kar saken gay
                  • #10 Collapse

                    Re: Pak forex my humy bar bar koshish karni chiay.

                    Apni mehanat ko continue rakhen koi bhi kam hai Waqt Ke Sath Sath samajh mein a Jata Hai time dete Rahen kamyabi mil Jayegi...
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Pak forex my humy bar bar koshish karni chiay.

                      G han dear friend agr hum KO Pak Forex forum mn loss ho jaey tu hum ko himat nh harni chahiye kiun ky jo log himat har jaty hain wo kabhi bhi kamyab nh hoty hum ko chahiye ky Pak Forex forum mn bar bar khosish kren kiun kohsish krny waly kabhi bhi nkma nh hoty agr hum Pak Forex forum mn apna Kam interested ho kr aur mhnat sy Karen gy tu hum ko Forex trading main kamyabi achieve ho gi apna achy Kam ky zarye dosaron tak hum acha experience aur knowledge gain Karen tab hi hum successful hon gy

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X