Forex Pay Umeed Ka Deman Kabi A Chory..??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex Pay Umeed Ka Deman Kabi A Chory..??

    g han ap ny boht achi bat ki hai k forex main jo mahnat kar rahy hain or kam kar rahy hain wo kbhi bhi mayoos na hon or umeed kbhi bhi na choren q jub hum umeed chor dety hain tu hum kamyab ho skty hain or acha kam kar skty hain es liye hmain chahye k k mahnat kare or dil lga kar kam karen jis se humari kamybhi mumkin ho skti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex Pay Umeed Ka Deman Kabi A Chory..??

      g friend buisness ma loss aur profit dono chaltay rehtay hain mgr hmain hamesha achay ki umeed rakhni chaiay agr hmain loss ho jae to usay mind par sawar na kar lain bl k us sa sabak hasil karain aur apni mistakes ko correct karnay ki koshish karain, tension free ho k trading karain tb hi hm profit hasil kar sakain gay
      • #18 Collapse

        Re: Forex Pay Umeed Ka Deman Kabi A Chory..??

        Acha kam kr k hame umeed b ache ki rakhni Chahiye. Agar hm kamyab hona chahte hain to Hame mehnat karni hogi. Positive sochna hoga inshaAllah hame kamyabi milegi
        • #19 Collapse

          Re: Forex Pay Umeed Ka Deman Kabi A Chory..??

          Ji aapane theek kaha hai ky umeed ka Daman Kabhi Nahin chhodana chahie Hamen ummid rakh kar kam karna chahie Forex Mein Hamen Jyada Se Jyada knowledge or experience ko Hasil karna chahie Taki ham ismein profit Hasil kar sake Forex Mein Hamen mehnat Karke acchi earning kar sakte hain
          • #20 Collapse

            Re: Forex Pay Umeed Ka Deman Kabi A Chory..??

            welcome to forex. jee ha hame forex pay kabhe bhe umeed khtam nahe karne chahiye. hame din rat mehnat karne chahiye ta kh hame hamare mehnat ka sila hame milna chahiye.aor jub hum forex pay khob dil laga kay mehnat karne chahiye. aor hame forex bhe acha bonus deta hay.aor hum apne life ko bhut he acha bana sakte hay.
            • #21 Collapse

              Re: Forex Pay Umeed Ka Deman Kabi A Chory..??

              Pak forex Al blhat acha forum Hy .is my humy umeed ka Daman kabi bi ni chorna chiay .agar hum chaty hayn ka hum kamayabi hasil Karyn to us ka liay zarory Hy ka hum forex my Kam karty rahayn.akhir Thora Thora karty insan ak na ak din zaroor kamayab ho jay ga .or acha profit zaror hasil Kary ga .
              • #22 Collapse

                Re: Forex Pay Umeed Ka Deman Kabi A Chory..??

                Je mery dost apki bat thek hy..pak forex forum main kmyab hony k lye umed ka daman thamy rakhen..insha Allah aik na aik din kmyabi zaror milyge..agR umed ka dan chorengy to nkam ho jaingy so hmen umed ka daman kbhi nae chorna chahye..
                • #23 Collapse

                  Re: Forex Pay Umeed Ka Deman Kabi A Chory..??

                  g bilkul forex main ap ky sath jesy bhi halta hon forex main ham ko mehnat karna nahi chorni chaehay kyon ky yeh aik asa busines main jis main ager ap regular mehnat karty rehty hain tu aik din ap ka experience acha ho he jata hai jis ky bad ap ko success mlni hoti hai es lea forex main himmat nahi harni chahea lagatar forex main mehant jari rakhni chahea.
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex Pay Umeed Ka Deman Kabi A Chory..??

                    Eik na eik din kamyabi zaror r her hal mai mily gi bus forex ko jab eik bar join ker hi liya hai to irada ker len k ab is ka daman ka hi nahi chorna r wesy bhi ye bhi mind mai rakhen k kamyabi lazmi hasil lerni hai beshak kuch bhi ho jay irada mazboot ho bus r umeed per dunya qayam hai ye business apka future bright ket sakta hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex Pay Umeed Ka Deman Kabi A Chory..??

                      walikum assalam g bilkul hamen bhot zeada mehnat k sath he kam karna cheye ....acha kam kar k forex ka daman kabhi bhe nahi chorna cheye or bhot zeada achy sa kam karna cheye..

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X