Forex forum ma posting karty waqat jald bazi ni karni chahe,

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex forum ma posting karty waqat jald bazi ni karni chahe,
    Friends forex ik asa plat form hai jo hamary online any or jany ka time note karta rehta hai, forex ma usko he acha bonus melta hai jo regularly forex ko acha time dyta hai, forex posting ma jald bazi ni karni chahe or har post ka jawab asa dena chahe k wo justify ho jae ap kya kahyn gy plz comment karyn,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex forum ma posting karty waqat jald bazi ni karni chahe,

    forex forum men posting karty waqt jaldbazi s kam ni lena chahiay hmesha sbr s kam lain r tbhi kamyab hn gy ap isi liay hmesha achy s kam krain r mehnt s kam lain jitna ho skay hardworking rahain r jaldbazi s kuch bhi hath ni ata isi liay hmesha aram s r mehnt s kam krain
    • #3 Collapse

      Re: Forex forum ma posting karty waqat jald bazi ni karni chahe,

      Forum pe hr members ki posting ka time note hota hai members kb forum pe online hoty hein aur kb offline aur kitni bar forum ko open kia jata hai lekin agr ziada bonus ki baat ki jaye tu members ko daily ziada posting krni hogi tabhi unko acha bonus milny ki umeed krni chahiye.
      • #4 Collapse

        Re: Forex forum ma posting karty waqat jald bazi ni karni chahe,

        G achi bt ke ap ne agr hum ko forex se acha bonus hasil krna Hai to humko posts ko BHT soch samjh kr krna chahye qk agr quality posts hn ge to acha bonus ae ga.posts pe reply krte wqt kbhi bhi quantity ke chakar men a kr fazool posts Ni krna chahye qk uska faida Ni hota.
        • #5 Collapse

          Re: Forex forum ma posting karty waqat jald bazi ni karni chahe,

          Dear brother ap ki bat bilkul theek hey jiss tarah trading soch samaj kar Kartay hen issi tarah posting bhi soch samaj kar karen kiun jo log jaldi men posting kartay woh spelling mistakes ya words mistakes kar detey hen jiss ki waja se posts ki quality low ho jati hey aur logon ko samaj nhi aati jiss ki waja se thanks nhi kartay
          • #6 Collapse

            Re: Forex forum ma posting karty waqat jald bazi ni karni chahe,

            AoA, g han dear forex me ap successful hona chahty hen to ap ko chey Kay Kay es me patience Kay sath chalna jald bazi AP ko es me lay dobti Hy es leay koshish kren Kay acha Kam hamsha jari rakhen aur acha Kam krny ka hi hamen faida Hy lalach aur jald bazi ye dono facotr forex me ap ko loss me lay kar jaty hen
            • #7 Collapse

              Re: Forex forum ma posting karty waqat jald bazi ni karni chahe,

              Hum Pak forex forum par posting karain ya forex mein trading karain hum ko jald bazi Kabhi Bhi nahin karna cahaiye kiok agr hum jald bazi mein posting kartay han tu is se spelling mistake hotay han aur spelling mistake ho tu Post ki quality low hoti hy aur post ki quality low hoti hy tu bonus bhi Kam milta hy
              • #8 Collapse

                Re: Forex forum ma posting karty waqat jald bazi ni karni chahe,

                dear member forum pe kam aram or sakoon ke sth kiya jata hai 50 posts karni hoti hai agar us mein bhi ap jaldi bazi kare gye to apki mehnat zaya or time bhi waste hoga jald bazi kiya jane wala kam mayari nahi hota bhot c mistake hoti hai jo forum mein na qabol hoti hai or jald bazi wala kam wo aksar delete kar diya jata hai is liye rule ke saab se time table banna kar kam kare to apke liye bethtar rahy ga.
                Mehnat Me Azmat hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex forum ma posting karty waqat jald bazi ni karni chahe,

                  Forex Kaju form hai uske upar ham log Jabi posting kar rahe hain Ham Logon Ko Samajh Kar sochkar kam karna chahie Jab ham log Soch samajhkar kam Karte Hain To Ham Logon Ko posting se bahut jyada fayda hota hai aur ham Logon Ko kamyabi milati Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex forum ma posting karty waqat jald bazi ni karni chahe,

                    g baai forex forum par be hamay kabhi be posts karthay waqth jaldh bazi say kaam nahee lena chahiay kionka os say aap k posts ke quality ache nahee rahaige our jab aap araam araam say soch samajh k saath posta karangay tho oske quality be ache hoge our forex forum say os par bonus be acha milega.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex forum ma posting karty waqat jald bazi ni karni chahe,

                      G han forex form m Kam krte waqt hm jldbazi see post Ni krna chahie hmri post achi quilty wali hongi to hmra bonuse bhi acha hoga hmen apna kam mhnt se krna chahie dil lga KR krna chahie bad hmen kmybi hi hoti h jldzabi m insan see kbhi koi Kam thk see if hota
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex forum ma posting karty waqat jald bazi ni karni chahe,

                        G Han dear ap ny Sahi Kaha hai Forex main hamen posting karty waqt jldbazi Nahin Karni chaheay Soch smjh Kar posting Karni chaheay
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex forum ma posting karty waqat jald bazi ni karni chahe,

                          g han bilkul bhai jan ap ny bhot he achi bat ki hy humen posting karty waqat jalde bazi ni karni chye ager hum jald bazi main posting karen gy tu hamare posting main bhot sare mistak ho jati han akser memberon ki posting main is liye zeyada ter mistak hoti han q k wo posting karty waqat jald bazi kar jaty han
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex forum ma posting karty waqat jald bazi ni karni chahe,

                            G han forex per posting may kabhi bhi jaldbazi nahi karni chahiye kyu kay jaldi kay kaam may ap ko loss hi hoga is liye jaab bhi ap forex per posting karen tou kabhi bhi jaldi na karen is se apko loss hi hoga aur ap agar kamyab hona chaty han tou mahnat karen

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X