Struggle kr ky hum bhot kuch hasil kr skty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Struggle kr ky hum bhot kuch hasil kr skty hain
    A.o.A dear forex member main umeed krta hon ap sb khariat sy hon gy ..Struggle mean hota hai jidojhaid krna ya baar baar koshish krna jb hum koi bhe kam krty hain to agr nakam ho jaty hain to hmain bilkul ghbrana nh chahiye balky ziyada sy ziyada struggle krni chahiye jis sy hmain bhot sara profit ho skta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Struggle kr ky hum bhot kuch hasil kr skty hain

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sherii پيغام ديکھيے

    g han dost apne theek kaha g han jitni srugle ham karte hain hamain utni zyada kamyabi hasil ho sakti hai zyada se zyada mehnat karen our zyada se zyada learning karen our zyada earning hasil karen.
    • #3 Collapse

      Re: Struggle kr ky hum bhot kuch hasil kr skty hain

      ji hun hum forex main mehant ker k namumkin ko bhi mumkin ker sakty han forex main jitni hum mehant karein gy tu is main humain utni achi earning ho gi ya most profit able business ha is main hum mehant ker kamiyabi ki rah ko pa sakty han.
      • #4 Collapse

        Re: Struggle kr ky hum bhot kuch hasil kr skty hain

        yah baat to bahut khyal hai ki Ham struggle karke bahut kuchh hasil kar sakte hain kyunki struggle Hi to hai Jo hamen bahut jyada upar lekar jaati hai uske alava Koi chance bhi nahin hai ki Ham forex mein bagair kuchh padhe likhe Ham upar ja sake to struggle hamen bahut jyada karni chahie knowledge hasil karna chahie sikhana chahie gayon aur last ka pata karna chahie use jyada Jo chij important hai vah hamara trading stlye
        • #5 Collapse

          Re: Struggle kr ky hum bhot kuch hasil kr skty hain

          Yeh dunyan ka asool Hy k Jo bhe kse Kam me struggle krta Hy wo zaroor kamyabi hasil krta Hy q k Allah Pak kse ki bhe Kam me ki gae mehnat ko zaya bilkul bhe nahen karte es lye hum ko agar apni mehnat se earning krna chahte Hain to hum ko Pak Forex me etni struggle krni chahye k kamyabi hmare qadmo me ho or hum Pak Forex se acha profit hasil KR saken
          • #6 Collapse

            Re: Struggle kr ky hum bhot kuch hasil kr skty hain

            Struggle Kar ka hum bohat kuch hasal Kar saktay hai aap ki baat bilkul theek hai forex main hum acha kaam Kar ka kamyabi hasal Kar saktay hai agar hum mehnat nahi krtay tu hum no nakaami hoti hai forex main hum ko business mein kamyabi hasal karni hai tu hum ko struggle Kar ka kaam krna say kamyabi ho gi
            • #7 Collapse

              Re: Struggle kr ky hum bhot kuch hasil kr skty hain

              G ha struggling time har kisi pe ata hai wohi waqt hota hai jab kuch karna hota hai agar us time AP mehnat Kar lain aur hosle se apne kaam mein maharat hasil Kar lain to phir AP ko Zindagi mein kameyabi milti hai agar AP aesa nahi karte to moka nikal jata hai hath se aur AP apni life zaya Kar dete Hain
              Forex bhi aesa hi hai abhi hmare pas waqt hai agar Ham is ko seekhain ge learn karain ge mehant karain ge to ham kameyab hon ge
              • #8 Collapse

                Re: Struggle kr ky hum bhot kuch hasil kr skty hain

                Struggle ker ky hum bhot kuch hasail ker skhty hain gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi earning bhi hoti hay too mehnaat jari rakhna chahiye.
                • #9 Collapse

                  Re: Struggle kr ky hum bhot kuch hasil kr skty hain

                  Waslaam..yes bhi Jan AP ne bilkul thek kaha ha k ham forex forum per struggle ker k bht kuch hasil ker sakty Hain q k struggling ki madad se dunia ki koi b Chez hasil ki ja sakti hai bilkul isi trah AP forex forum per mehnat kr k AP acha bonus hasil kr k AP achi trading kr k acha profit kama sakty hain..agr mehnat nhi karain ge to phr kamyabi hasil kerna apkelia bht mushkil ho jie ga..
                  • #10 Collapse

                    Re: Struggle kr ky hum bhot kuch hasil kr skty hain

                    Bilkul Forex ke upar ham log kam karte ho Chi struggle ke sath bahut Kuchh kar lete hain Jab ham log mehnat Karte Hain Tumhare pass experience bhi a Jata Hai experience ke sath sath ham log ka knowledge bhi badh Jata Hai To Main abhi Kidhar Chale Jaate Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Struggle kr ky hum bhot kuch hasil kr skty hain

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sherii پيغام ديکھيے
                      A.o.A dear forex member main umeed krta hon ap sb khariat sy hon gy ..Struggle mean hota hai jidojhaid krna ya baar baar koshish krna jb hum koi bhe kam krty hain to agr nakam ho jaty hain to hmain bilkul ghbrana nh chahiye balky ziyada sy ziyada struggle krni chahiye jis sy hmain bhot sara profit ho skta hai
                      Kisi bhi kam Mein success Hasil karne ke liye struggle karna bahut jyada Jaruri Hota Hai Jab aap Satakli hi nahin karte hain to Aapka kam Achcha Nahin Hota Jab aap kam karne ke liye struggle Karoge aur aapke andar Shauk Paida hoga to aap bahut Achcha kam Karoge
                      • #12 Collapse

                        Re: Struggle kr ky hum bhot kuch hasil kr skty hain

                        ji han dear user apnuy bht hi acha swal kiya hy keh ham strugglre ker key ham bht kuch hasil ker sakty hein isi liuy hamin bhi chahiy keh ham is mein mhnat ziada sey ziada krein jo work aur rules hamin btouy gaey hein hamin un key mutabk kam kerna chahiy forex mein bhi ager ham sencere ho ker kaam ker leinto yakeenan ham iss sey bht hi achi kamiyabi aor apni earninig ko bhi strong bna sakty hein.
                        • #13 Collapse

                          Re: Struggle kr ky hum bhot kuch hasil kr skty hain

                          Struggle kar k hi Bhot Kuch hasil kar Sakty hein
                          Pk Forex trading business men Koshish sy hi Kamyabi Mil jaata hy
                          Pak forex trading business mn Mehant hi good Struggle hi achyyyy C kamyabi ka behtreen Zarya hy
                          Achiii C kamyabi hi Behtreen Mehant sy hi Possible hy
                          Mehnat kar k hi good success hasil karny ka behtreen Zarya hy
                          Mehnat ka bgair kabhi b kamyabi Possible nhi hy
                          Pak forex trading business bhot acha business hy
                          Dil sy hi mehnat Pak Forex mn karein
                          Firex mn trade achii lga kar hi good profit hasil kia jaa sakta hy
                          Firex is a good job
                          Pak forex trading business men jitna achii c struggle ki jay tu achiiii struggle hi aik well Success hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Struggle kr ky hum bhot kuch hasil kr skty hain

                            G han agr hm struggle KR ke hi hm bht kch hasil kr skte hn agr hmen kamyb hona h to mhnt krni hogi agr forex pr mhnt krte hn to ap bht achi earning kr skte hn apki mhnt apko bht jld bht zyda kamiyb bna deti h forex pr apki mhnt kbhi waste Ni hoti bs apko sabr see Kam krna chahie aur dil lga ke Kam krna chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Struggle kr ky hum bhot kuch hasil kr skty hain

                              Ager ap mehnat kerna janty hain to ap k liye kuch bhi mushkil nahi hai forex her us insan ko zaror kamyab kertya hai jo khud per bharosa rakhty hu yahan boht mehnat kerta hai is business mai more and more struggle se boht jald kamyabi ki manzil ko choo sakty hain r forim k zariye apny halat badal sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X