greedy man dnt join forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    greedy man dnt join forex
    g han hamain chahye is main dil lga k kam karna ho ga ta hi hum sucess ho skaty hain aur is ko hum sab join kar ksayt hain but hamain is k bary main learning karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur greed say avoid karein gay tab hi hum kamyab ho sakty hain uar hamain market main bi trade kar k hi hum apni har zarorat ko pora karein gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: greedy man dnt join forex

    Asaalam o alikum. Dosto. Firex par lalchi logo ka koi kam nhe ha dost trading world main sab bari bemari ha lalich ye jis bhe trader ko lagi ha us ko hameesha he loss howa ha islye dosto sabar sa kam. Len lalich sa bachen. Taky loss sa bach sagen or achi earning karty hovy acha profit hasil karen
    • #3 Collapse

      Re: greedy man dnt join forex

      G dear ap ny bilkul sahi bat ki hy mehnat ky bagair kisi bhi kam my kamyabi mumkin nahi hy is liay humain forex forum py quality work krna hoga tb hi kamyab hn gy or forex market my trade krty hoay gareed ko side py krna hoga tb hi kamyab ho sakty hy
      • #4 Collapse

        Re: greedy man dnt join forex

        Forex trading main hamein greed nahi karni chahiye our forex trading main aksar logon ka account wash greed ki wajah se hota hai is liye forex trading main kamyabi hasil karne k liye hamarec liye greed se bachna bahut hi zarori hai jis se forex main hum achi trading kar sakte hain our achi earning bhi hasil kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: greedy man dnt join forex

          yes you are right
          i agree with you
          greed is a curse
          forex is not for greedy people
          they can't get anything here
          forex is just for good one
          • #6 Collapse

            Re: greedy man dnt join forex

            Dear member ap ne bilkul sahi kha ha Greedy man don't join forex so this is right agr koe insan greedy hatu forex py uska koe kam nhi ur na he kise dosry kam ma Q k this is not good job insaan lalach krta ha woh zaror dobta ha ye ajmoda ha hme cheye proper way se kam kry apni mahnat se kamye ur kahe
            • #7 Collapse

              Re: greedy man dnt join forex

              Yes forex member ko chahiye k woh trading ka kam dill lga kr krain aur us p apna zyada sy zyada time spend krain aur sakht mhnat krain aur kuch mehnat kr k hii hasil krain koi jaldi na krain balky jitna acha aur aram sy kam krain gy utna hi zyada faida hasil hoga to gready ho k kaam nh krna chahiye
              • #8 Collapse

                Re: greedy man dnt join forex

                greedy main don't join forex gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor perishan nai hona chahay oor ager aap achi trading ker sakhty hain oor acha knowledge oor expriences hasail kerain gay too aap zaroor kamyab you work hard and fast learner hain too aap zaroor kamyab hoty hai gee aap mehnaat jari rakhain gay too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay Gee dear broth.
                • #9 Collapse

                  Re: greedy man dnt join forex

                  han g dear jo log lalichi hoty hain wo kabhi bhi kamyaab nahi ho skty is lye forex ko join jab krna hai tu lalich sy bachna chahye
                  Achy Threads py thanks tu banta hai na
                  • #10 Collapse

                    Re: greedy man dnt join forex

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Zenat پيغام ديکھيے
                    g han hamain chahye is main dil lga k kam karna ho ga ta hi hum sucess ho skaty hain aur is ko hum sab join kar ksayt hain but hamain is k bary main learning karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur greed say avoid karein gay tab hi hum kamyab ho sakty hain uar hamain market main bi trade kar k hi hum apni har zarorat ko pora karein gay
                    Hello senior fellow.
                    mai ap ki baat se agree karti hoon . trading mai greedy na hoon. thoray ww he trade karien or ahista ahista barhaty jaien.experience karty jaien apny ilam mai izafaa karty jaien sekhtay jaien tab he loss kam se kam kar sakieen gy. or kamyab ho jaien gy.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: greedy man dnt join forex

                      Han g bilkul sahi kaha apne.. Forex main kam karne walon ko lalach se door rehna Chahiye. Q k lalach forex main loss k siwa kuch nhi deti. Forex main mehnat sabar or lagan hame kamyabi deti hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X