shortcut is terhan istamal karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    shortcut is terhan istamal karain
    agar ap forex per aik dum taraqe karna chahte hain tu apko candlist ka patern seekna hoga is ke bad ap forex may shortcut istamal karsakty hain agar apne mahnat na ke aur u hain shortcut ko istamal keya tu apko ko kamyabi nahi hoga ulta apko nuqsan hoga aur ap apne muqsad may kamyab nahi hosakty
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: shortcut is terhan istamal karain

    shortcut s aj tuk koi bi na bana kiun ka short cut s hamesha nuksan hota hai is lia short cut nahi use karna chaya kiun jub ap short cut use karian gain tu ap ko tukka lagain gain or forex mai serf mahnat wala kamyab hota hain tukka wala nahi is lia forex mai tukka na lagain balka forex mai ap full hosh wa hawas mai rah kar kam karian or acchi earning karain
    • #3 Collapse

      Re: shortcut is terhan istamal karain

      Wah wah kia tareeqa btaya hai bhai apne waqha e jisne dinno m ameer banana hai wo candel lagaya kary rat ko pher jaldi ammer hoga kion k bijli ka bill adha ho jayega aur wo jo bachat hogi wo b bandah forex m invest kardy
      • #4 Collapse

        Re: shortcut is terhan istamal karain

        mairay bhai duniya ka chahay koi bhi business kiyon na ho shortcut kabhi kaam nai ata ho sakta hai ap ko shortcut short term main faida bhi day jaye lakin jab nuksaan hota hai shortcut tu akheer hi hota hai aur wo recoverable bhi nai hota tu main tu yehi kahon ga ap logon say shortcut ka istamal karnay ki bajaye hamesha proper planning aur way kai sath kam karain takay khuch benifit ho sakay is market say.
        • #5 Collapse

          Re: shortcut is terhan istamal karain

          Gee mai ap ki baat sey agree krta ho k market mai short cut nahi use krna chahey. Market mai jo short cut way use krtey hai tou wo market mai success nahi hasil krtey. Forex market mai trade open krna hai tou proper planning krey. Es key bad trade open krey.
          • #6 Collapse

            Re: shortcut is terhan istamal karain

            Asalamu Alaikum.
            Sorry but mai is baat say itefak nahi rahkti candlestick pattern ko follow kar k trading karna acha option nahi hain kiyo k m ny bhi kafi bar candlestick ko follow kiya hain laken mera experience acha nahi raha hain
            • #7 Collapse

              Re: shortcut is terhan istamal karain

              forex mein aap koi bhi strategy use kar le aap apni Luck per success nahin ho sakte hain aapko ek discipline ke sath trading karna hogi phIR uske bad aapko success milegi candlestick pattern aik achi strategy ha jisko aap use karke profit Kama sakte hain lekin agar aap is me short cut ka use karenge to aapko bahut zyada loss degi
              • #8 Collapse

                Re: shortcut is terhan istamal karain

                hamain short cut ko use nai karna chahye so hamain is k bary main planing kar k hi hum achi trade kar skatyy hain aur hamain market main ansley kar k hi hum cahi trade kar k hi hum run karein gay aur hamain market main bi trade kar k hi hum real main bi trade kar k hi hum run karien gay tab hi hum sucss hon gay
                • #9 Collapse

                  Re: shortcut is terhan istamal karain

                  g han hamain is forex main short cut ko use kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay aur hamain is forex main planing kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay aur hamain market main bi trade kar k hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain demo main practice kar k hi hum run karein gay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: shortcut is terhan istamal karain

                    forex aik legal business hain hamy short cuts ko avoid karna ho ga pher he hum bonus kama saky gy forex aik legal business hain hum is mai mahnet kary gy to hamy kamayeb hasal ho jy ge forex aik bohat bara business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex all wrld mai bohat taze sy fmaous hony wala acha business hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X