best advice not focus on post

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    best advice not focus on post
    salaam meri ap all sa advice hai ka jub bhi ap post keren ya comment post keren to ankhen nechay kerka post kere warna apki eyesideness kam houjaegi maina bhout sa logon ka daikha hai jo forex use kerte he taqreban logoon ko eysideness hougai hai or ab wo log glasses pehente he am i ri8
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bhai mai to samjta hu humay posting theak say he karni chaiye kiu k is say humay acount banned hone ka dar b nhe hota hai and wrong material use b nhe hoga per yaha per humay theak posting ka he bonus mile ga
    • #3 Collapse

      ha yar sai keh rahy ho ap is se ligh ke waja se eye par bhe effect ho sakta hai is liye ya to protector use karain and phir safety k liye glasses use kiya karain ta k is ke light ka koi bhe effect ap ke eyes par na ho....
      • #4 Collapse

        g han bhai jan main b aysa hi krta houn q k mujhy ye peoblem hoi thi lakin main bach geaor main ne kabhi b desktop per deekh kr posting nahi ki. main keyboard per deekh kr hi posts krta houn or mjhy yaqeen hota he k main jo b likh raha houn wo thk hi likh raha houn. is main humain rest b krni chahiye is ko apny oper swaar nahi hony dena chahiye
        • #5 Collapse

          wel dear ap ki bat say mai agree kar raha hun or yai akhun ga k ha yar sai keh rahy ho ap is se ligh ke waja se eye par bhe effect ho sakta hai is liye ya to protector use karain and phir safety k liye glasses use kiya karain ta k is ke light ka koi bhe effect ap ke eyes par na ho........
          • #6 Collapse

            ye bat nahi hai hum agar chahye to in posts say he kafi kuch seekh sakty hain aur in pay kam kar sakty hain is k lye hume he kam ko karna hota hai aur seekhna hota hai k aesa me hum cheezon ko samjh pae gay.
            • #7 Collapse

              best admise yehi hy keh ap learn kren aur knowledge kay sath kam kren aur small lot size aur tp aor sl ko zror use kren khob success mily gay
              • #8 Collapse

                asalam o alaikum dear members ye bat to ap ne theek kahi qk computer pe zara kam he nazer rakhni chahy watna eyeside ka loss ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  aap ki batt sahi hay kah her time computer kay samnay behty rahnay say eyside me faraq par jata hay isliay mera be sub ko yahi mashwar hay kah koi post karnay kay bad thori der kayliay computer say door rahna chahiay.
                  • #10 Collapse

                    ap log jab be post kartey ho ap logo ko chaheyai ke pahle post ko ache trah read keya karay tab ap ju be karna chaheya kar saktey hay thanks....
                    • #11 Collapse

                      mere dost ap ki baat thek hai har waqat computer ki screen ko dekhty rehny se eye side ka problem ho jata hai but agr ham apn compouter screen k aage screen filter laga le jis se eye pe asar nahi hota hai aur ankhee kharab nahi hoti hai
                      • #12 Collapse

                        dear brother........achi baat share ki hai ap ney ........per zrori nai hai k post kerny say hi ho .........computer pay ap bethy ho chahy koi b kaam ker rhy ha asar tb b perta hai.
                        • #13 Collapse

                          hum ko forex trade jab tak ni aye gi us waqat tak hum ko posting ka koi faida ni ho ga hum ko learning karni hai pak forum main
                          • #14 Collapse

                            nhai jnab,,,esi koi baat nahi hay tarding aik kafi acha business hay jnab...or ager app post par nahi gore karain gayto ap k [pass information nahi ho gi jnab...it is not good
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ahan , bilklul thek bat kahi hai ap ne g, i like this , ap mein is bat ko follow karon gein , q ke mujeh glasses nahin lagwane :) :*

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X