Mehnat main hi azmat hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat main hi azmat hy
    Assalam o alaikum my dear friend umed karta hon k ap Sab khariyat sy hon gy to my dear Agar ham is Kam main mehnat or Lagan sy Kam ko Karin gy to hamain acha bounass bhi milly ga or ham aik kamyab trader bhi ban sakty hain yeh aik best Kam hy jis ko hm ghr bhth Kar bhi Kar sakty hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat main hi azmat hy

    Ji bilkul asp ny theek kha hy mhant mein azmat hy dear agar hum mhant krein gy to hi hum kamyab ho gy dear jo log forex mein mehnat nhi krty hain voh kbhi bi kamyab nhi hoty hain dear mhant k bghair koii bhi member forex mein kamyab nhi hota hy isliye hum chaiy k forex mein zyada sy zyada mehnat krein
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat main hi azmat hy

      mehnat hi mein azmat ha kyo ky mehnat hi ha jo hamein kamiyabi ki taraf ly ja sakty ha our hamein agy barhnein ki takat dy sakty ha is liye hamein har kam mehnat lagan our dimagh ky sath karna chahiye is liye tu log kehtein hain mehnat mein azmat ha
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat main hi azmat hy

        G han dear ap ny sai kha hy agar ham is me mhenat sy kam Kary gy to ham kamiyab ho pay gy or agar mhenat nhi kary gy to ham kamiyab nhi ho pay hamy chaiye ky ham jo bhi kam kary ham mhenat sy kam kary or mhenat me hi azmat hy
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat main hi azmat hy

          Dear ap ki bat bilkul sae h mahnat main hi azmat h hamin pakistan forex main bhut ziyda mahnat karni chihye is main hamin rozana ka kam rozana karna chihye hamin chahiye k maximum posting rozana karin aur achi achi thread create karin jis sy hamin ziyda thanks milain is sy hamin bonus bhi acha milta h
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat main hi azmat hy

            G han dear members mehnat me he azmat hote hy koke mehnat ke begar na to hum knowledge hasil kar sakty hy air na he experiunce hum jb mehnat kary ge to hmare pas knowledge bhe ho ga aur experience bhe ho ga aur hum ak sucifull insan bn jye ge mehnat se har kam ho sakta hy
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat main hi azmat hy

              Aslam o Alikum Dear brother apki baat theek Hy mehnat me he azmat Hy Jo mehnat karta Hy har bnda uski ezat karta hybm or Jo mehnat nahen karta koe bhe us ki ezat nahen karta es se sabit howa k mehnat me he azmat Hy hum ko apne Kam me bhe mehnat karna chahye q k mehnat log kabhe bhe naqam nahen hote wo hmesha apna name peda karte Hain mehnat me azmat Hy kse be such kaha hy
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat main hi azmat hy

                Asslam o Alaikum g han mahant mn azmat hy jo mahant krta hy us ka phal usy zaror milta hy as lay humy dil lga kr mahant k sth acha or complete kam krna chye jas say humy acha bonus hasil hn or humy zyda say zyda earning hasil hn humri kamyabii humri mahant or kam pay deapnd krti hy
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat main hi azmat hy

                  G han mahnat may hi azmat ha is liye mahnat karn mahnat jaren aur Riq e halal piasa hasil karen kyu kay is may hi apki balai ha aur Allah bhi is tarah bohat kush hoga aur apko zaror madad kary ga kyu kay Allah bi mahnat karny walay logon ko bohat pasand karta ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat main hi azmat hy

                    dear aapki baat bilkul theek hai mehnat mein Azmat Hai Jab tak Ham mehnat Nahin Karte Ham kabhi bhi kisi bhi Business mein Kamyab Nahin ho sakte kamyabi ke liye Hamen mehnat karna bahut jaruri hai Forex trading business Ek Aisa business ka jismein hai qualification ki jarurat Nahin Hoti sirf mehnat aur experience ki jarurat hoti Ham Jitna Jyada ab mehnat karte hain aur Apna experience increase Karte Hain Ham easily Forex trading business Mein Kamyab ho sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat main hi azmat hy

                      Jooo logoo mahanat kartay hay on koo mahnat ka matlab bhii pataa hotaa hay is liyaa ap koo chahiya kay mahanat say kam karhay asa karnay say ap koo mahanat kaa jazbaa Batha ho ga is liya mahnat karhay too dill say karhay asa karna say ap koo bhii mahnat may azmat kaa pata chalay ga jab ap apna work may kamiyab ho gay to
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat main hi azmat hy

                        Asslam o alaikum dear members
                        G Han bilkul ap ki bat Tek Hy k mehnat hi hoti hy jo hamein kamiyabi ki taraf ly ja sakty ha our hamein agy barhnein ki takat dy sakty ha is liye hamein har kam mehnat lagan our dimagh ky sath karna chahiye is liye tu log kehtein hain mehnat mein azmat ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat main hi azmat hy

                          Pak forex forum my mehanat karna bohat hi lazmy Hy. Zindagy my koai bi Kam ho us my mehanat karna lazmy Hy . Agar hum mehanat karayn gy to kamayab ho jayn gy or agar hum mehanat ni karayn gy to hamary liay kamayab hona bohat hi mushkil ho jay ga.mehanat karna her insan ka liay lazmy Hy .mehanat ka bagir koai bi insan kamayab ni ho sakta Hy .agar hum mehanat karyn gy to kamayab ho jayn gy.is liay humy chiay ka Jo bi Kam karayn usy mehanat zaror karayn.
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat main hi azmat hy

                            Dear friend may Karen learning Karen aur practice Karen Apna experience aur knowledge banaen kamyab bany...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat main hi azmat hy

                              ham log agr kuch be hasal karna chata ha to is ka liya ham logo ko chayia ka ham log zada sa zada mehnat wagra karya ku ka mehnat ma hi azmat ha is liya ham logo ko chayia ka ham log forex paar be zada sa zada mehant wagra kiya karya tay ka haam llog is par kuch na kuch lazami hasal karta rahya is liya ham logo ko kabhi be mehnat wagra karna nai chorna chayia

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X