Acha confidence bhi kayaabi ka hissa he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Acha confidence bhi kayaabi ka hissa he
    Ji haan janab Agar hamare pass Forex Mein kam karte hue achcha confidence hai to Ham Forex Mein achcha profit Hasil kar sakenge aur acchi tarah Se kamyab bhi ho jaenge lekin acche confidence ke liye hamen achcha experience Hasil karna hoga aur acchi tarah Se analysis karna hoga bad Mein Ham acche confidence ke sath trade open kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Acha confidence bhi kayaabi ka hissa he

    Ji ha dear aap ny bilkul theek kha hy forex mein kam krny aur kamyab hony kleiy acha confidence hona bhi zarori hy dear agar humary pass a ha knowledge ho ga to hi hum kamyab ho saky gy aur humy khud pr bhi yaqeen krna chaiy
    • #3 Collapse

      Re: Acha confidence bhi kayaabi ka hissa he

      ji hun ager humain apny ap per acha confidentce ha k hum achi trading ker sakty han yani acha profit earn ker sakty han tu is se humain trading strat ker daini chahaiy is se hum achi earning ker sakty han ager humain apny ap per yaqeen nhi ha tu humain trading kerty hoay confuse hon gy aur humain acha profit bhi nhi mil saky ga.
      • #4 Collapse

        Re: Acha confidence bhi kayaabi ka hissa he

        Asslam o aalikum..g han dear ap ki baat thik hy pakistan forex min hum.jab bhi kaam.karin aony confedece ka sath kam.karin gy hum kamyaab ho sakty hain iis lia hamin forex min ziyada sy ziyada mhenat karni chaye jis sy hum forex min kamyaab ho sakty hain is lia jitna ziyada sy ziyada mhenat karin gy otna hi hum forex min acha treading kar pain gy air jis ay hum treading karny min tuuky sy nahin experince ki zaroorat hoti hy jis sy achi treading kar ka acha peofit hasil kar sakty Hj .
        • #5 Collapse

          Re: Acha confidence bhi kayaabi ka hissa he

          Gee haan jub hum forex mein serious ho ker kaam kerain gay tou humain forex ka acha knowledge ho ga aur trading ka acha experiance bhi ho ga aur humain confidence bhi build ho ga iss lye humain iss mein serious ho ker kaam kerna chahyea
          • #6 Collapse

            Re: Acha confidence bhi kayaabi ka hissa he

            ji han bhai jaan aapki baat bilkul theek hai agar hamen Forex trading karte hue kisi trade per achcha confidence hai to Ham acchi tarah Se kamyab bhi ho jaenge aur hamen use trade Se accha profit Hasil hoga
            • #7 Collapse

              Re: Acha confidence bhi kayaabi ka hissa he

              G ban thek kaha apnh is main koi shak nahi k forex amin acah confidence bhi hume kamaybi dilata hai isliye hume chaye k hum is main mehnat k hard work k sath kaam karen or acha confidence level set karen taa k hum.is main kamayb h0 saken or achi earning kar saken.
              • #8 Collapse

                Re: Acha confidence bhi kayaabi ka hissa he

                Assalamu Alaikum dear friends ji bilkul aapane theek kaha hai sir I think confidence b kamyabi ka hisa hota ha is sa hmen Kam krny mn bht asani hoti h or hm apna Kam bht yakeen k sath krty hn.ager confidence na ho to bnda Kam ne karta or darta ha k kahen galti na ho jae.
                • #9 Collapse

                  Re: Acha confidence bhi kayaabi ka hissa he

                  G ha bilkul thek kaha hy apny , ager hamary ander confidence hy to pher ham is mn kahbi bhi nakam nhe hosakty asal cheeze hi apny ap per yaqeen ka hona hy ager hamien apny ap per yaqeen hy to pher ham is mn kahbi bhi nakam nhe hosakty hn so hamein is mn mehnat aur lagan sy kam karna chaye aur pher ik achy earning hasil karny chaye
                  • #10 Collapse

                    Re: Acha confidence bhi kayaabi ka hissa he

                    Assalam o Alikum dear members of forex.
                    G dear ar ap ny teak kaha h ma ap ki bat sa agree krta hn, dear forex ma kamiyabi hasil krny k liye hamry ander self confidence b hona bht zarori h, kyn k jb tk ap k ander trading krny k liye confidence e nai ho ga to ap dar dar k trading krein gy k pta nai profit ho ga ya loss.
                    • #11 Collapse

                      Re: Acha confidence bhi kayaabi ka hissa he

                      g hai main apki baat say agree krta hun ke acha confidence hamesha apko achi kamiybi hi dyta hai qk forex main hamri mehnat say humin confidence hsal hota hai.humin chaye ke hum mehnat ko kisi hal main bhi nai chaorin or apna kam har hal main jari rakhin qk hamesha mustaqil mijaz hi kamiyb hoty hain.
                      Jazak ALLAH ツ
                      • #12 Collapse

                        Re: Acha confidence bhi kayaabi ka hissa he

                        Bilkul sahi Baat Kiya bhaijaan hai yahan per Hamara Kaun si tension bahut Leta Karta Hai Jab aapka confidence level Yahan per bahut kam ho jata hai to aapko Yahan per kabhi bhi profit Nahin ho sakta Kyunki Aap Yahan per acche se kam nahin kar sakte acche lod bhi nahin Le Sakte is hisab se aapko kabhi bhi yahan se profit hi nahin ho sakta
                        Click On Name And Visit My Journal
                        Naseer953 Trading Journal
                        • #13 Collapse

                          Re: Acha confidence bhi kayaabi ka hissa he

                          G han bhai jan confidence bhe bahut important hota hai forex trading main confidence he ham ko us kabil bnata hai ka ham trading krta han confidence ham ko milta kahan sa hai ya ham ko hamara analysis sa milta hai jitna acha analysis hon ga confidence bhe us hisab sa he ho ga laikin ak confident admi forex trading sa bahut kuch earn kr sakta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Acha confidence bhi kayaabi ka hissa he

                            G han shi kha ap NY forex online buht acha business h agr es main hmary andar confidence hai to hum kbhi nakam ni ho skty hain or kamyab rhen gy to forex main confidence k st km krna chahye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Acha confidence bhi kayaabi ka hissa he

                              Welcome to all forex members.jee ha hame dunya Kay har kam.may kamyabi Kay liye confidence ke zarorat part hay.isi liye forex pay hame kamyab honay Kay liye acha confidence hona lazme hay.tub aap forex may acha profit Gene kar sakte hay.aor apne Zindagi ko bhut acha bana sakte hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X