Market ka utaar charhaao

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ka utaar charhaao
    asalam o alaikum dear members jesa k aap janty ho ky market open hony k different season hain or ji session 5 bjy open hota hai us me khasa utaar charhao dekha gea hai
    Achy Threads py thanks tu banta hai na
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ka utaar charhaao

    Ap ka sawal to analysis par mabni hy iska jawab apko koi senior trader hi de sakata hy ap k is sawal ka jawab is na chez k pass nahi hy q k main abhi learning main hun
    • #3 Collapse

      Re: Market ka utaar charhaao

      Yes market ka utar charhao he profit or loss ka sabab banta hai, ye utar charhao he hota hai jo account wash karta hai, khosis karni chahe k lot size asa ho k hamesa account ka bonus safe rahy,
      • #4 Collapse

        Re: Market ka utaar charhaao

        Market ka utaar charhaao gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay oor loss bhi hota hay iss liay aap ko mehnaat kerni chahay taky aap kamyab hoty hain jiss say aap ko achi earning bhi hoti hay.
        • #5 Collapse

          Re: Market ka utaar charhaao

          Dear friend forex trading men mehnat ki up down international market k sath hi hoti hey iss liay log iss men sell aur buy pe trading kartay hen kuch pairs ki apni movement hoti hey aur kuch pairs dollars k sath up down move kartay hen iss liay soch samaj kar trading karen
          • #6 Collapse

            Re: Market ka utaar charhaao

            Gee bilkul hr market apny session pe open aur close hoti hai hr market k open hony pr market ki movement different hoti hai lekin jb jb New York session start hota hai tu us waqt market ki movement khasi teiz ho jati hai jis mein traders ko boht ahtiyat se trade open krni chahiye.
            • #7 Collapse

              Re: Market ka utaar charhaao

              apki knowledge k lie mai uye bat batana chahta hu k us session pehlay 6 baje open hota tha pakistani time k hisab say or ab daylight saving ki waja say us session mazeed 1 hour late hu gaya hai jis k bad say ab us session pakistani hisab say 7 baje open hota hai or mazeed ittila k lie arz hai k us session mai ziada tar movement jo hoti hai wo major pair mtlb usd or gold wagera ki hoti hai jb k london session mai ziada tar movement oil or gbp eur wagera ki hoti hai
              • #8 Collapse

                Re: Market ka utaar charhaao

                G han dear ap ny sai kha hymarket apny session pe open aur close hoti hai hr market k open hony pr market ki movement different hoti hai lekin jb jb New York session start hota hai tu us waqt market ki movement khasi teiz ho jati hai jis mein traders ko boht ahtiyat se trade open krni chahiye.
                • #9 Collapse

                  Re: Market ka utaar charhaao

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: khansws پيغام ديکھيے
                  asalam o alaikum dear members jesa k aap janty ho ky market open hony k different season hain or ji session 5 bjy open hota hai us me khasa utaar charhao dekha gea hai
                  Market ke ups and downs ko samajhna bahut jyada jaruri hai jab tak aap market ke ups and downs ko yani market ki movement ko understand karna Nahin sikhate aap acchi trading nahin kar sakte acchi trading karne ke liye market ko understand karna bahut Jaruri Hota Hai
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ka utaar charhaao

                    Market ka utar charhao g market mein utaar charhaao ata rehta hai humein forex mein market mein har tarhan ki condition ko face karna chaiye aur trader mein jitna hum experience ko share karenge humein utni kamyabi milti hai aur forex mein humein market ko condition k liye tayar hona chaiye jitni hum is mein mehnat karte Hain humein forex mein utni kamyabi milti hai aur forex mein har trhan ki condition k liye trader ko faida hota hai trader kamyab bhi is mein apni mehnat se hota hai trader is mein jitni mehnat karta hai use itni kamyabi milti hai aur forex mein humein zaida se zaida mehnat karni chaiye mehanti trader hi is mein kamyab trader banta hai humein apni mehnat se kamyabi milti hai aur forex mein zaida se zaida mehnat karni chaiye tabhi hum is mein kamyab hoty Hain humein zaida se zaida kamyabi k liye buhat zaida mehnat karni chaiye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ka utaar charhaao

                      Ji han jnab ager ap nay es mai kam karna hai tu ap kaliye ye cheez tu hotye hai kay es mai utar charao ata rhata hai kiyu kay ap es mai ager soch samjh kay kam kartye hain tu ap ko es mai kamyabi hasil ho jatye
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ka utaar charhaao

                        Market ka utar charao hota rehta hy hamya chiyak ham mhant kry our ham is my market k oper ya nechy jany sy sb trha sy ham is ko faida uthaye kisi trha sy ham loss na kry ham shai is my ham mh atjry our ham agy jaye jb ham mhnat nai kry gy to ham is my kamyab nai ho sgy gy
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ka utaar charhaao

                          Bilkul Sar aapki baat right hai jo last season hota hai vah USD Ka Hota Hai usmein market ki movement bahut hoti hai agar aap usse season mein bahut Achcha profit Hasil karna chahte hain to aapko news read karna Honge Kyunki news ki vajah Se Hi market ki movement bahut change hoti hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X