Forex man kam kartay howay hamy ek galti KO bar bar repeat nahi krna chaiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex man kam kartay howay hamy ek galti KO bar bar repeat nahi krna chaiye
    Forex ek aisa business hay jis man ham apni Mehnat invest kartay han ager ham forex man dil laga kar or Mehnat Kay sat kam karay to ham say galtiyan nahi hoti or ager forex man ham ek galti KO bar bar kartay han to isay hamara account wash ho sakta hay is liya hamay chaiye Kay ham galtiyan na karay or galtiyan tab hi hoti han jab ham lalach man kam kartay han ya phir dhiyan say kam nahi krtay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex man kam kartay howay hamy ek galti KO bar bar repeat nahi krna chaiye

    ji hunain trading kerty hoay jub loss ho tu is mistake ko bar bar repeat nhi kerna chahaiy jis se humain loss hoa ha ager hum asa karein gy tu is se humara apna loss ho ga is liay humain apni mistakes se sabuq seekhna ho ga aur humain apni imporvement k liay in mistakes se learning kerni ho gi.
    • #3 Collapse

      Re: Forex man kam kartay howay hamy ek galti KO bar bar repeat nahi krna chaiye

      Ji ha dear aap ny bilkul theek kha hy forex mein kam krty howy hamy eik hi mistakes ko bar bar repeat nhi krna chaiy dear agar humari post mein koi bhi mistake ho jay to humy is ko correct krna chaiy aur is ko dobara repeat krny sy buchna chaty phir hi hum post ki quality bna saky gy aur kamyabi hasil kar saky gy
      • #4 Collapse

        Re: Forex man kam kartay howay hamy ek galti KO bar bar repeat nahi krna chaiye

        Asslam.0.Alikum .
        Frinds agr hm rk ghlti ko bar bar kry gy to hm ko tenshn ho skti hy hy dear ku kh accont hack ho skta hyMehnat Kay sat kam karay to ham say galtiyan nahi hoti or ager forex man ham ek galti KO bar bar kartay han to isay hamara account wash ho sakta hay is liya hamay chaiye Kay ham galtiyan na karay or galtiyan tab hi hoti han to hmra acont block ho skta hy es ly kam soch samj kr krna chay koi ghlti na kry to bhtr ho ga phr hm ko ek acha buisman bn skty hy ghlti ho jati hy par bar bar ek ghlti wo masala ban skta hy.
        • #5 Collapse

          Re: Forex man kam kartay howay hamy ek galti KO bar bar repeat nahi krna chaiye

          Asslam o alaikum g haan billkul forex ma ham kam krta Han tu ham sa bohat sari galtiyan ho jati Han Jin ko recover krna muskil hota ha ha tu hmain SB members ko chahia forex ma agr ak not galti ho jy tu us sa seekhna chahia or next wohi galti nhi krni chahia galtion sa lesson Lana chahia ta ka AP ak hi galti bar bar na kran
          • #6 Collapse

            Re: Forex man kam kartay howay hamy ek galti KO bar bar repeat nahi krna chaiye

            g bilkul forex ek aisa business hai jis main hum bar bar galtiyan nahi kar sakty agar ek bar ho bhe jati hai to try karen next kabhi bhe galti na ho .,,kun k hum jitni galtiyan karen ghy phir utna he bara loss hoga ,,bus hamen galtiyun ko dur karna cheye or soch samjh kar he kam karna cheye....
            • #7 Collapse

              Re: Forex man kam kartay howay hamy ek galti KO bar bar repeat nahi krna chaiye

              Forex mein jo mistake ho use per learning Karen Apne mistakes syy seek seekh Kar hri kamyab Bana ja sakta hai..
              • #8 Collapse

                Re: Forex man kam kartay howay hamy ek galti KO bar bar repeat nahi krna chaiye

                Kaam kernay main ghalti kerna aik aam baat hay or ye her aik member hi kerta hay kyun k ye kisi k bhi ikhtiyar main nahin hota or na hi koi bhi member ye khud say kerta hay or ghaltiyon say hi loss hota hay in ko controle kiya ja sakta hay or jo members is pay controle hasil ker letay hain wo kamyab hotay hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex man kam kartay howay hamy ek galti KO bar bar repeat nahi krna chaiye

                  Bilkul Sar main bhi Aisa Kai bar Kiya Hai Main Ek Hi Galti baar baar karta hun aur Usi vajah se mera account was ho jata hai lekin maine bhi Yahi Socha Hai Ki Main Dobara Se Vahi Galti Nahin Karunga Jiski Jaise Mera account was hota hai yah main bahut jyada loss main phans jata hun
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex man kam kartay howay hamy ek galti KO bar bar repeat nahi krna chaiye

                    Agar Ek Galti ko Bar Bar repeat Karenge to Fir Ham kabhi bhi training Nahin Sikh Sakte. Yahan per kam karne ka maksad hi yah hota hai ki Ham apni galtiyan ko control Karen. Ek Galti Karen usko change Karen aur use per Dobara na Karen.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex man kam kartay howay hamy ek galti KO bar bar repeat nahi krna chaiye

                      Apny apnko improve krna chahey agr koi mistake ho jay to is ko improve krna chahey na keh repeat krna chahey agr koi bhi ghlti ho agr repeat kro gy to us ka anjam bura hi nikly ga na so apny ap ko save kren aur ghltion sy sekhen na keh un ko duhrain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex man kam kartay howay hamy ek galti KO bar bar repeat nahi krna chaiye

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: samana پيغام ديکھيے
                        Forex ek aisa business hay jis man ham apni Mehnat invest kartay han ager ham forex man dil laga kar or Mehnat Kay sat kam karay to ham say galtiyan nahi hoti or ager forex man ham ek galti KO bar bar kartay han to isay hamara account wash ho sakta hay is liya hamay chaiye Kay ham galtiyan na karay or galtiyan tab hi hoti han jab ham lalach man kam kartay han ya phir dhiyan say kam nahi krtay
                        Forex trading Mein kam karte hue mistake ho jana koi problem Nahin Hai Lekin apni mistake so bar bar repeat Karte Rahana asali problem hai agar Ham apni mistakes se learn Nahin karte hain aur mistakes ko Bar Bar repeat Karte Rahte Hain To Hamen is business Mein success Hasil karne mein bahut jyada time lagega ya FIR kabhi bhi success Hasil Hoga hi Nahin isliye Agar mistake ho jaaye to usse learn Karen Bar Bar mistakes ko repeat na Karte Rahen
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex man kam kartay howay hamy ek galti KO bar bar repeat nahi krna chaiye

                          dear apka mashwara theek hay aik baar jis pair ya jis orders main hamkko lose ho jaye hamko us jagha us pair aur us wakt ko yaad rakhtay huvay next tardes laini chaye aur agar ham aik he mistakes ko baar baar repeat kartay hain to ham markeet say kbhi bhi kuch khaass earn nai kr saktay hain aur hmako lose ka koi andaza bhi nai rahega .

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X