Best trading time.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Best trading time.
    Forex main hamain trade karty time agar time ka khiyal hoga to is se bhi hamain bohoot faida ho skata ha jesy hi market open hoti hai to hamain chahiye ka hun 15 mints tak koi trade na lagaen keunky usme market ka move ka koi etibaar nahi hota din 12 bajy se rat 10 bajy tak trading ka best time hota ha keunky isme hamain ziyada tar profit hi hsail hota ha agar hamary pas acha knowledge ha to.
    Jazak ALLAH ツ
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Best trading time.

    Ge Apki baat bilkul theek Hy so ne acha mashwra deya Hy hum ko chahye k him market k open hone oar trade na open kren hum ko chahye k hm Thora ruk jae sabar kren jald bazi bilkul bhi na kren jald bazi krne Wala hmesha nuqsan uthata Hy wo kabhe pofit nahe hasil KR sakte loss uthate Hain or hum ko chahye k jub market open ho jae us kafi deer bad market k anylsis KR k trade open Kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Best trading time.

      Her woh time trading ky liay best hota hai jab market fast move ker rehi hoti hai aur jab market aik hi direction main move ker rehi hoti hai ky ham same direction main trade open ker lety hain tou hamain acha profit bhi hasil ho jata hai lekin market jab aik hi time main dono directions main move ker rehi ho tou hamain bara loss bhi ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Best trading time.

        Aoa, g han bhai kah tu ap theek rhy hn kah hmy market pah thori dare nazir rakhni chye takh humy market k ups and downs ka pta chil sky phr hum apny blance ko dhkty hwy shi jiga pah trading krn gy tu humy zarore fadia ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Best trading time.

          Dear baat ya hay k lnstaforex trading aak aasa bussniss hay jis main aap daily jis time cha hsin trade kar saktay hain markit 24 hours open rahti hay jahan tak markit k trading time ka chakar hay to instaforex trading main sham 4 sa raat 10 bajay tak best time hay trade open karna ka kyun iss waqat markit ki movement main bhot tazi hoti hay
          • #6 Collapse

            Re: Best trading time.

            Forex trading dunia ka wahid business hey jiss men market weekend k ilawa 24 hours open hoti hey aur forex trading men time ki koi pabandi nhi hey iss liay jab bhi jitna time milay trading kar saktay hen iss liay koshish karen Pakistani time k mutabik sham 5 bajay trading karen kiun k iss waqt achi movement hoti hey iss liay acha profit hasil kar saktay hen
            • #7 Collapse

              Re: Best trading time.

              kam mn faraq hota hy ager time per kia jaye aur time per na kia jye to hamein is mn time per kam karny ka bahut ziada fiada hosakta hy so hamein is mn chaye ky ham is mn sahi sahi time per trade kairen aur wo sahi sahi time jo hy wo 6am sy 9am tak aur rat ko 6pm sy 9pm tak iska sahi sahi time hota hy
              • #8 Collapse

                Re: Best trading time.

                Mere kahayl main to forec main kaam karne ka koi bhi beat time hoksta hai ager apki kismat aap k sath hai or analysis achi hain to aap is main easily kamayb hoskte hain or achi earning or kamaybi haisl kar sakte hain or successful hoskte hain or best way main earn kar skatw hajn
                • #9 Collapse

                  Re: Best trading time.

                  G han dear ap ny sai kha hyForex trading dunia ka wahid business hey jiss men market weekend k ilawa 24 hours open hoti hey aur forex trading men time ki koi pabandi nhi hey iss liay jab bhi jitna time milay trading kar saktay hen iss liay koshish karen Pakistani time k mutabik sham 5 bajay trading karen kiun k iss waqt achi movement hoti hey iss liay acha profit hasil kar saktay hen
                  • #10 Collapse

                    Re: Best trading time.

                    Assalamu Alaikum dear members forex trading ke liye Koi time fix nahin hai. Ham jab chahe straight kar sakte hain jahan tak posting ki baat hai Ham Kisi bhi waqt post kar sakte hain agar trade Karni Ho to usmein hamen market ke hisab se chalna hota hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Best trading time.

                      Asslam o alaikum dear forex member best trading time waisay to new time mn hotaa hay lekin us wkt ka condition buht hi risky ban jata hay lekin iskay ilaawa achhi trading mn din 12 bjay sham 7 air raat 9 se 11 bjay kr sktya hain q ke is time mn market ki movement at least 5 to 8 pips move krtaa hay normal movemnet mn..
                      Visit My Profile
                      • #12 Collapse

                        Re: Best trading time.

                        welcome to forex. jee ha aap nay bhut ache bat ke hay. hum jub bhe forex treding karne ho to sub say pahlay aap market ka jaiza lay.aor phir apnay seniores say zaror mashwra kare.phir aap apne tred open kare. lakin ye khyal rakhay ke lot size ko zaror use kare.
                        • #13 Collapse

                          Re: Best trading time.

                          Jitna ho sake market ko time de Kisi bhi time market ki movement best ho sakti hai trade mil sakti hai..
                          • #14 Collapse

                            Re: Best trading time.

                            Dear brother!
                            Bht hi aala post ki hae mostly jo newbies hain unko market timing ka koi bhi idea nae hota. Timing bht matter krti hae forex ki trading main. Agr ap time ko bhi consider kr k hi trade lgaty ho to there are no chances of loss.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Best trading time.

                              G han trading ka best time suba ka ha is waqt hum forex per kaam kar sakty han ye best time ha trading karny ka kyu kay is time per mind fresh hota ha aur hum is waqt achi posts kar sakty han aur is time per mind fresh hota ha aur quality bhi achi hogi han posts ko aur is par acha bonus bhi milay ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X