loss ky bas saber kary
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ky bas saber kary
    forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota hamy loss ky bad saber karna ho ga hamy next time apne mistakes ko acvoid kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai pairs mai or currency mai kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss ky bas saber kary

    g han bhai ager hamen loss hota hy to hamary koi es mein mistake hoty hy hamen trade kartay hovay carefully kaam karna chihay phir bhe ager hamen loss ho jay to sabar say kaam karna chihay forex aik business hy loss or profit business ka hessa hotay hein hamen sabar say kaam layna chihay or apni mistake ko improve karna chihay or bihhut ache earning hasell karnay kay ly koshish karni chihay
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
    • #3 Collapse

      Re: loss ky bas saber kary

      ap na achi bat ki hy agr hamain loss ho bh gya to hamain tenshon lany ki zarort nhe hy hamain mahnet krni ho gi or us loss ko rercover krna ho ga agr ap sabr sa kam la ga to ap ka loss bh recover ho jay ga or ap ko nuksan bh nhe ay ga ziyada bs sabr sa kam la
      • #4 Collapse

        Re: loss ky bas saber kary

        Ji jab hamain is business main loss ho jata ha to him is ko chornay ki khosis kertay han lakin jab hamain loss hota ha to dabr sy kaam kerna chayie aur is main active ho kr kaam kerna chayie
        • #5 Collapse

          Re: loss ky bas saber kary

          Dear ap ny bilkal sahe kaha ha agr humy forex trading main loss ho jay to humy sabir karna chae ha or ache planning or strategy bana k humy ziada sy ziada behtar trading karni ho ge tab hum ziada sy ziada ache earning kar sakeny gy agr hum emotions sy ya lalichi sy trading karny gy to humy loss ho sakta ha is ley humy proper stop loss or take profit sy trading karni ho ge tab he hum kamyab ho sakeny gy
          • #6 Collapse

            Re: loss ky bas saber kary

            Asalam o Alaikum dear fellows
            G han shi kha apne forex main agr Hume loss hota h to sabr krni chahye q k sabr ka phal metha hota h or phr mehnat kr k acha profit hasil kr skty hain
            • #7 Collapse

              Re: loss ky bas saber kary

              Gee haan bhai aap ki baat theek hai forex mein agar humain loss hota hai tou humain market loss nahin deti aur nahi hum uss kay lye market ko blame ker saktay hain balkay humain forex mein apni ghalti ki wajah sae loss hota hai iss lye humain forex mein market ka wait kerna chahyea aur agar loss hota hai tou sabar sae kaam lena chahyea
              • #8 Collapse

                Re: loss ky bas saber kary

                g bilkul hamen jub loss hota hai to hamari mistakes ki he waja sa hota hai hum sub ko cheye k hamesha apni mistakes ki gay loss ko bear karna cheye or sabar k sath kam karna cheye,,,or dubara mistakes nahi karni cheye ,,,
                • #9 Collapse

                  Re: loss ky bas saber kary

                  Jin logon men sabr aur bardasht nhi hota woh forex trading men kamyab nhi ho saktay kiun k forex trading men loss bhi ho jata hey iss liay loss se tension lenay ki bajay loss ka mukabla karen aur loss se seekhnay ki koshish karen aur sabr karen aur ziyada mehnat karen tu loss ko profit men badal saktay hen
                  • #10 Collapse

                    Re: loss ky bas saber kary

                    Jee han aap ne sahi kaha forex market mein loss hota rehta hai lekin woh traders agy run krty hein jo loss ko bhol k apni strategies bnaty hein jis mein kuch kamyab ho jaty hein aur kuch nakaam is mein sabr krny wala jeet jata hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: loss ky bas saber kary

                      G han loss kay waqt sabar jaren kyu kay sabar karen gay tou hi tou business may load ko recover kar saken gay is liye jaab bhi loss ho tou sabar karen loss ko recover karny may jaldbazi Karen gay tou loss kaam nahi hoga balkay zeyada hi hoga jo acha nahi hota ha
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: loss ky bas saber kary

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Swin پيغام ديکھيے
                        forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota hamy loss ky bad saber karna ho ga hamy next time apne mistakes ko acvoid kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai pairs mai or currency mai kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                        Trading Karke allows kisi ko bhi ho jata hai lekin successful logon ko hi hote hain Jo launch hone ke bad Sabar karte hain aur apne losses ko apni kamjori Nahin banate Jo log losses se learn karte hain vah bahut acche trader Ban Jaate Hain Kyunki vah apni mistakes ko correct karte hain Jiski vajah se Unki trading bhi bahut acchi Ho Jaati Hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X