new trader direct trade na karein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    new trader direct trade na karein
    is forex main hamain trader banany k liye learning karni ho gi aur hamain market main kam kar k hi hum sucess ho sakty hain aur new tradeer ko chahye is main pahly practice karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain demo main practice jitni achi ho gi tab hi hum is forum main kam kar k hi hum real main bi perform karny k kabil hon gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: new trader direct trade na karein

    G Han dear ap ny sai kha hy hamy acha treder banny kalye hamy achi learning karni chaiye or ham market ko aynales kar ky pher ham kamiyab hosakty hy or jo new member hy on ko chaiye ky who phely month tread na karo phely demo account par practice kary pher who tread kar sakty hy
    • #3 Collapse

      Re: new trader direct trade na karein

      agar hum forex mai new haion to hamy learning gain karne ho ge hamy aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik acha busienss hain hum is mai pat time be kam kar saktyh ain hum is mai full time be kam kar sakty hain yai kabe be band an hony wala business hain
      • #4 Collapse

        Re: new trader direct trade na karein

        dear aisa kuc bhi nai hay k jo new traders hain wo direct trades na karain balk unko sath sath zarur trades main hissa laina chaye agar wo aisa nai krtay hain to unko kaisay forex markeet k baray main kuch samjh ayege aur kaisay wo is say kuch achi skills hasil kr sakaingay aur kaisay wo markeet main apnay hichkichat ko khatam kr sakaingay is liye better yahi hay k wo kam say kam risk k sath markeet main apni trading ko jari rakhain yahi unk liye sab say better solutions hay.
        • #5 Collapse

          Re: new trader direct trade na karein

          G my dear friends pak forex main hum unlimited knowledge ky sath treade kr sukhty hn forex is the best business of pakistan as main new trader ko cheay ky wo sath sath trading main bi husa lin tb ja ky as main unlimited benefit earn kr pin gy kue ky pak forex main unlimited struggle ky sath hr koi acha bouns earn kr sukhta hy so as main planing ky sath work karin aour both zyda earning kr sukhti hy .
          • #6 Collapse

            Re: new trader direct trade na karein

            g han hamain acha trader banany k liye trade lganay ka intezar karna ho ga tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain acha trader banany say pahly is k bary main planing karnbi ho gi ta k loss km ho sakty hain aur hamain is forum main bi greed ko avoid kar k hi hum market main bi trade kar k hi hum sucess hongay
            • #7 Collapse

              Re: new trader direct trade na karein

              Forex main new members ko ziyada se ziyada learning ki zarorat hoti hai is liye forex main new members ko chahiye k woh apni learning ko increase karen our bad main forex main trade karen our forex main trading se pehle market ko analyse zaror kar lein jis se forex main wohn achi trrading kar sakte hain ourv achi earningb hasil kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: new trader direct trade na karein

                g han dear ap ne bilkul sai kaha hy forex business mein new trader thora sabar ke sath kam keryn or acha knowledge or expericne hasil kerne ke bad bhe direct trade na lgye bilke apne senior se zror masgwra ker ke trade lye ta ke loss hone se bach sake or kamyab hasil ker payn
                • #9 Collapse

                  Re: new trader direct trade na karein

                  Assalam o aikum. Dosto. New trader ko chahye ha ka woh driect trade na karen kun ka esa karny sa un acount 1 ya 2 din main he wash ho jaye ga new trader ko chahye ha ka phely woh trading ko sekhen ka trading hoti kasy ha lot kasy lagaty han market ko kasy analysis karty han new trader ka lye exprince bahut zarori ha new trader ko chahye ka phely demo par practice kar jab ye sab kar ly phr trading shuru kar sab sa choti lot sa taky usy agar loss ho bhe sahi to bahut kam ho
                  • #10 Collapse

                    Re: new trader direct trade na karein

                    Pahle demo account mein jyada Se Jyada practis Karen Jyada experience increased Ho Jaaye Iske bad real account mein trade open kar sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: new trader direct trade na karein

                      Direct trade g dear forex mein new trader ko bina practice k trade nae leni chaiye kyun k bina trade start karne mein buhat zaida loss hota hai aur kisi bhi new member ko jis ko trading ka koi experience na ho unhe chaiye k woh trading mein pehly experience hasil Kare us k bad e trade Kare kyun k is mein experience k bina trading karne se buhat zaida loss hota hai humein forex mein zaida se zaida mehnat karni chaiye mehnat karne Wala hi kamyab hota hai aur forex mein Jo zaida mehnat karta hai woh kabhi naakam nae hota kyun k forex mehanti trader ko hi kamyabi deti hai humein is mein zaida se zaida mehnat karni chaiye mehnat karna buhat zaida zaroori hai Jo trading mein mehnat karta hai woh forex mein zaroor kamyab hota hai aur trade toh bilkul bhi is mein bhi practice k nae karni chaiye kyun k practice karne se hi forex mein hum kamyab hote Hain humein is mein zaida se zaida mehnat kar k hi hum forex mein kamyab hoty Hain humein is mein mehnat karne se aur practice karne se hi kamyabi milti hai humein forex mein zaida se zaida mehnat karne se kamyabi milti hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: new trader direct trade na karein

                        Asslam o alaikum dear members
                        G Han bilkul new members ko ziyada se ziyada learning ki zarorat hoti hai is liye forex main new members ko chahiye k woh apni learning ko increase karen our bad main forex main trade karen our forex main trading se pehle market ko analyse zaror kar lein jis se forex main wohn achi trrading kar sakte hain ourv achi earningb hasil kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: new trader direct trade na karein

                          Koshish Karni chahie ki new traders kabhi bhi Khud Se trade na Karen vah sabse pahle practice Karen jitni jyada practis ho sake Dam account ko use Karen aur FIR Kisi authentic signal ke through vah log trade open kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: new trader direct trade na karein

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Binya پيغام ديکھيے
                            is forex main hamain trader banany k liye learning karni ho gi aur hamain market main kam kar k hi hum sucess ho sakty hain aur new tradeer ko chahye is main pahly practice karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain demo main practice jitni achi ho gi tab hi hum is forum main kam kar k hi hum real main bi perform karny k kabil hon gay
                            New traders ko chahiye ke vah pahle Jo unke pass knowledge aur information hai usko demo account per Jyada Se Jyada use Karen aur jab unko demo acount per continuously profit hone Lag Jaaye to Uske bad unko real account mein trading start Karni chahie Agar vah loss ke dar se demo account per Hi Kam karte rahenge to real account mein kabhi bhi successful Nahin Ho Sakenge Jab demo per continuously profit Hone Lage to real account mein trading Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: new trader direct trade na karein

                              ji han dear you new trailer the unko chahie ki vah ekadam se dedo per na Karen pahle knowledge or experience Hasil kar le Uske bad hi delete Karen agar vah aisa Nahin Karenge to unhen yakin na Kami Hogi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X