Forex me gold pair q risky hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex me gold pair q risky hai?
    Dear bohot se member shikayat karte hai keh hamaraa account wash ho gayaa hai aor agar in se pochoo to sunna partaa hai keh gold par trade lagaya tha qqq.???:1f61c:
    PRACTICE MAKES MAN PERFECT
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex me gold pair q risky hai?

    Asalam o Alaikum dear fellows bilkul shi kha apne forex me bht log kahty hain k hmara account wash hogyaa likn bd me pta lgta hai k usny tread py gold lagaya hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex me gold pair q risky hai?

      han g bhai gold bht hi risky pair hy q kh is ki movement bht ziyada fast hoti hy or bhir her members lot bht bari lga daity hn jis sy hmain loss ho jata hy bhai jo members is main trade kerna chhty hn to us ko chahiay kh wh pehly apna account ziyada karin q kh kam account waly apna account wash ker daty hn
      • #4 Collapse

        Re: Forex me gold pair q risky hai?

        brother gold aik high liquadity pair ha is ki movement bht teze hoti ha dosry pairs ki nisbat is main successful trdaer bhi saoch soch ker trade lagty han is se profit bhi bht avha hota ha aur ager loss ho tu wo bhi bht acha hota ha is liay humain gold pe trading se avoid kerna ho ga ager hum apny acount ko safe rakhna chaty ahn tu ager humain apni mehant piyari nhi ha tu humain gold pe trading ker liani chahaiy.
        • #5 Collapse

          Re: Forex me gold pair q risky hai?

          yes bhai ap nay thek kaha hy k ham agr gold ki treade lety hyn to ham is mn bahot hi rizk le rahy hoty hyn bhao jan agr ham gold k sath sath cl ko bhi dekhy to hym is mn bahot loss ho sakta hy or is say agr markeet ki movement mukhalif bhi chli jay to ham is say bahot hi noksan otha sakty hyn is liay jitna ho saky ap is say treade na leyn to acah hoga .
          • #6 Collapse

            Re: Forex me gold pair q risky hai?

            Asslam o alaikum dear members
            g Han bilkul pak forex trading mn gold ka pair aik risky pair hi hum ko aor jo new member is pr kam krty hain un ko forex trading mn gold pr trade ni lagni chaye gold ik risky pair hy hum ko is pr trading ni lagni chay
            • #7 Collapse

              Re: Forex me gold pair q risky hai?

              Gold 1 risky Hai Kyon Ke gold ki Hamesha kimat Jyada aur kam hoti rahti hai aur is ki kimat ekadam Se Zyada Aur ekadam se kam Ho Jaati Hai lihaza is se Hamesha Yadav profit or loss any account was hone ka Khatra Hota Hai isiliye yah bahut jyada risky hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex me gold pair q risky hai?

                gold mai kam karna asan naahi hain hamy is mai soch samj kar kam karn aho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik wasee business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Forex me gold pair q risky hai?

                  forex aik ach business hain hum gold mai kam kar ky acha bonsu kama sakty hian hamy is mai ahteyt asy kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik wasee business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy siraf or siraf loss ho jy ga

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X