Forex trading ek wasee field ha aur es me kamyabi ka khwab har koi dekhta ha. Lekin es khwab ko kuch log he poora kartay hain. Wo log mehnati, mustaqil mizaj aur kabhi haar na mannay walay hotay hain. Forex trading me kamyab trader wohi banta ha jo mehnat kar k forex k baray me knowledge gain karay. Es k elawa regular practice kar k demo account se experience hasil karay. Kamyaab trader loss se kabhi nahi gabhrata aur wo loss ko recover karnay k gurr jaanta ha. Agar ham en saari baato per amal karain to ham bhi kamtaab trader ban saktay hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим