Trading ap k emotions pa bhi chalti ha.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ap k emotions pa bhi chalti ha.
    Assalam o alaikum dear forex members.
    Dear members forex trading main ap k emotions ka bht ehm role hota ha is lia ap jb bhi trade kren apnh mind ko relex aur cool rehty hwy kren kisi bhi pareshani ya jaldbazi main trade na lagaen q k aisi trades aksar loss ki taraf jati hain jo tension ya jald bazi main lagai jati hain. Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ap k emotions pa bhi chalti ha.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: rizwan5560 پيغام ديکھيے
    Assalam o alaikum dear forex members.
    Dear members forex trading main ap k emotions ka bht ehm role hota ha is lia ap jb bhi trade kren apnh mind ko relex aur cool rehty hwy kren kisi bhi pareshani ya jaldbazi main trade na lagaen q k aisi trades aksar loss ki taraf jati hain jo tension ya jald bazi main lagai jati hain. Thanks
    Emotional reading karne se Hamesha nuksan Hota Hai Jab aap emotional hokar kam Karte Hain To aap ki trading acchi Nahin Hoti kabhi bhi emotional hokar kam na Karen trade Mein emotions ko Dur rakhen
    • #3 Collapse

      Re: Trading ap k emotions pa bhi chalti ha.

      g han bhai aap ki baat bhi sahi hai agar ham is main ye soche ke ham apne emotion par control karen ge tu ham is main trading main kamyabi hasil kar sake ge tu hamen aesa sochna chahiye agar ham is main apna emotions par control karen ge tu ham is main kamyabi hasil kar sakte hain ye mera kehna hai aor trading main jaldi kamyab ho sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Trading ap k emotions pa bhi chalti ha.

        G han dear ye bat tu hai kay ager ap es mai jafi zayda emotinal ho jatye hain tu samjh jain kay ab ap es aay faida nhi kaye pain gaye kiyu kay es say faida laina hai tu apnye emotion ko control mai rakhain tabhi ja kay ap es mai achi trading kar kay es say kamyabi hasil kar saktye haib
        • #5 Collapse

          Re: Trading ap k emotions pa bhi chalti ha.

          g han apne theek kaha jab ham kisi bhi kaam ko emotions ke sath karte hain to hamain is ka result bhi hamesha acha hi milta hai is lye hamain forex business main kaam karte howe zyada se zyada mehnat karni chahye is ka ye faida hota hai ke hamain forex business mian kamyabi jald mil jati hai
          • #6 Collapse

            Re: Trading ap k emotions pa bhi chalti ha.

            expert trader forex mein trading karte huwe kabhi apne emotion ko trading mein nae lata kyun k expert trader humesha trading dimagh se karta hai aur tab hi kamyab hojata hai humein bhi is mein kamyabi chaiye toh apne dimagh se hi trading karni chaiye aur yeh buhat zaroori hai trading k liye..
            • #7 Collapse

              Re: Trading ap k emotions pa bhi chalti ha.

              G han bhai jan ap ny bilkul thk kaha hy mn ap ki is bat ay agree karti hon trading mn jab hm ko loss ata hy to hmara dil toot jata hy ya hm dar jaty hn agr profit aa jai to hm ko khushi hoti lakin hm in dono sorathal mn apny mind ko loss kar daity hn jis sy hmara plan bhi zaya ho jata hy r loss hmara mukadar bnta hy isi liy trading krty wqt hm ko apna mind clear rakhna chahiy
              • #8 Collapse

                Re: Trading ap k emotions pa bhi chalti ha.

                ji han chal sakti hai emotion par bhe ager emotion k sath sath thora knowledge or expernce bhe ajayai to or maza ajata hai traiding main . emotion main just app ney sbr sey or himat sey kam linaa hai cool mind ho kar traiding karni hai lalach bilkul bhe nahi karni app ney traiding main .ager ham yeah method use karyai geyai to ham ko aise sey kafi faida honey wla hai traiding main . main to yahi method hi requmend karo ga app ko jo bhai ney bataya hai .
                information for Beginners
                Complete Forex Knowledge
                • #9 Collapse

                  Re: Trading ap k emotions pa bhi chalti ha.

                  g bilkul trading hamri emotions par bhe jalti hai or emotions par bhe depend karti hai hamen try karna cheye k hm is main hamesha positive ho kar he tarde karen zeada emotions main trdae nahi karni cheye us sa phir nuksan he hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading ap k emotions pa bhi chalti ha.

                    Trading emotions ko khud py heavy ni honay dena chahy is sy hmy loss hota hymmy trading analyse ky mutabik krni chahy r over trading loss mn ni kerni cahhy is sy hmy r bhi loss hoga jis sy hmra r bhi time waste hoga
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading ap k emotions pa bhi chalti ha.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Fairynaz پيغام ديکھيے
                      g bilkul trading hamri emotions par bhe jalti hai or emotions par bhe depend karti hai hamen try karna cheye k hm is main hamesha positive ho kar he tarde karen zeada emotions main trdae nahi karni cheye us sa phir nuksan he hota hai
                      dear friends trading must be not emotional if we work with emotional we will fail in our future

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X