Ziadaa education se ham ziadaa profit gain Kar sakte hai kiaa?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ziadaa education se ham ziadaa profit gain Kar sakte hai kiaa?
    #dear slaam too all of you...
    Dosto Kia ham agar ziadaa educated hai to ham earning bhi ziadaa Kar paey ge Kia education kitnaa apnaa ehm qirdar ada karti hai earning me aor Kia hame forex me kaam ke saath saath apni study ko bhi jaati rakhnaa chahiey????:1f61c:
    PRACTICE MAKES MAN PERFECT
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ziadaa education se ham ziadaa profit gain Kar sakte hai kiaa?

    Zayida education say hum zayida profit hasal Kar saktay hai aap nay theek kaha forex Main humra pas jitni zayida education ho gi hum atni zayida kamyabi hasal kray gay agar humra pas education nahi hai tu hum acha kaam nahi kray gay tu hum ko business main nakaami ho gi forex main acha profit ka Lia education honi chahiy
    • #3 Collapse

      Re: Ziadaa education se ham ziadaa profit gain Kar sakte hai kiaa?

      iss mein educatin itna ziada mater nhi kerti hy dear mery jhan tak khiyal hy iss mein daily work kernuy sey ham acha knowledge aur experince hasil ker sakty hein ziada education key mukablety mein hamin acha aor ziada sey ziada forex knowledge amnd trading experince ki wja sey ham ziada proftt gain ker sakty hein.
      • #4 Collapse

        Re: Ziadaa education se ham ziadaa profit gain Kar sakte hai kiaa?

        g han dost pane theek kaha kyun ke educated shakhs kisi bhi uneducated shakhs se zyada jald knowledge hasil kar leta hai jis ki madad se woh forex business main easly kamyab ho jata hai is lye agar ap education hasil kar rhe hai to pehly study karen bad main trading karen.
        • #5 Collapse

          Re: Ziadaa education se ham ziadaa profit gain Kar sakte hai kiaa?

          education matter krti h pr paractice bht ziada matter krti h isi liay hmesha paractice krain r ziada s ziada knowledge lain r bht mehnat s kam lain tbhi ap kanyab hn gy education bhi zrori h pr lazmi ni h ap bgair education k bhi easily Forex men bussiness kar sakty hn
          • #6 Collapse

            Re: Ziadaa education se ham ziadaa profit gain Kar sakte hai kiaa?

            bhai jan ap ki bat sahi hy bhai jan ham k pas jab bhi ziada knoldge hota hy ksis kam k bary mn to ham os kam mn bahot achi erning akr sakty hyn jab bhi ham forex k knoldge say vabasta hon gay to bhai jan ham kabhi bhi is kammn nakanam nahi ho skaty hyn is liay is k liay apna konidge barao or kamayb ho jao
            • #7 Collapse

              Re: Ziadaa education se ham ziadaa profit gain Kar sakte hai kiaa?

              welcome to pak forex. jee ha aap ne he k kaha hay.hame jitni malomat hame forex bare may hoge hame utna hi faida hay.aor jo bhe nay forex members aanay walay hay un sub ko pata hona chahiye ziada knowledge hoga to hum forex pe taraqee kar sakay gay.
              • #8 Collapse

                Re: Ziadaa education se ham ziadaa profit gain Kar sakte hai kiaa?

                Education her Business mein bahut important Hoti Hai ISI Tarah Forex trading main bhi Jin Logon ke pass Jyada education Hui vah Jyada acchi Tarah kam Karenge aur Agar Unse Koi mistake ho jayegi to vah usko improve bhi kar lenge jaldi isliye education Hogi to Jyada profit Bhi Milega
                • #9 Collapse

                  Re: Ziadaa education se ham ziadaa profit gain Kar sakte hai kiaa?

                  jaisa k hum jante hain k forex main work karne k liye taleem ki koi limit nahi hai lekin forex main work karne k liye hamare pas ache experience our knowledge ka hona bahut hi zarori hai is liye forex main hamein ziyada se ziyada apne experience our knowledg ko increase karna chahiye jis k liye forex main demo account best hai is liye forex main hamein demo account par practise karni chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Ziadaa education se ham ziadaa profit gain Kar sakte hai kiaa?

                    Assalamualaikum Forex Main Agar aapke pass Forex ka knowledge hai to aap Forex mein Kafi Jyada kam kar sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain Forex mein aapke pass Jitna knowledge Ho Aise aap ki posting mein Main Jyada quality e Mein izafa hoga aapko apna knowledge Jyada karna chahie Taki aap ko Apne knowledge Se Jyada Se Jyada Prophet Hasil ho sake agar aap knowledge Hasil karna band kar denge to aapko isase Kafi loss ho sakta hai isliye Apne knowledge mein izafa Karte Rahe
                    • #11 Collapse

                      Re: Ziadaa education se ham ziadaa profit gain Kar sakte hai kiaa?

                      Asalamu Alaikum..
                      No doubt education is very important phly study bad mai sub kush and forex mai high qualification zayda earning kary ase koe baat nahi hain haan asa keh skty hain k ek qualified member forex ko jaldi sehk skty hain asani sy samhj skty hain laken high earning to srif experience ki base par hee hoti hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Ziadaa education se ham ziadaa profit gain Kar sakte hai kiaa?

                        Beshak study ko continue rakhna chahiye. Ye to hmara apna knowledge hai forex main hame forex k about hi knowledge ki zarurat hoti hai jis se hm bht hi zyada earning kar sakte hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Ziadaa education se ham ziadaa profit gain Kar sakte hai kiaa?

                          Ziadaa education say ham ziadaa profit gain Kar sakte hain gee dear friend aap ki baat bilkul theek hay ky forex main education bahoot zaroori hay oor acha profit bhi hasail hota hay oor aap achi planning ky sath trading kerain too aap zaroor kamyab hoty hain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X