"Slow and steady is best policy to collect profit"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    my dear friend we all know that Slow and steady won the race. it is most perfect for forex. never want profit in a short time.wait for you desired profit.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      h haan main bhi yahi samjhta hoon k zyda lalach ker k zyada profit ya loss kerny sy behter hy k slow trading ki jaey ur choti choti lot li jain ta k risky trad na bny ur isi lye to kehty hain k s;ow and steady wins the race
      • #93 Collapse

        Dear Friendz and Brothers salam to all ,.,.,.,.,.,.,.,. yes bhai jaan humein tarding main thora kaam karna chaiyen acha karma chaiyen slow karnqa chaiyen ta kay humein loss kay chance kaam hn,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.
        • #94 Collapse

          yes becoz ye zrori ni ke hamen forex trading main hamesha profit hi ho hamen loss bhi ho skta h r forex trading se hm aik dam hi to rich r powerful ni bn skte iss ke liye time chahye hota h r phr jaldbazi ka kam to shaitan ka hota h r shaitan kbhi successful ni hota
          • #95 Collapse

            Yes I am agree with you. maximum traders ziada profit key chakar main hotey hain aur woh jald bazi main ghalt planning kar detay hain jis ki waja sey un ko loss ho jata hy. Jo kam jaldi main kia jata hy woh saheeh nahi hota. Trading key doran hamesha lalach sey door rahain, because aik din main rich nahi bana ja sakta. Alwasy slow trading karain aur kam sey kam profit ko accept karain, warna ziada liada lalach key chakar main yeh bhi aap key hath sey chala jaye ga.
            • #96 Collapse

              yes Slow and steady is best policy to collect profit..if we do long term trade then we can easily earn money through trading..trading need more time to take more profit..so we need time for trading to earn much money...
              • #97 Collapse

                g bailkul sahi kahaa hy aap ny main aap ki baat sy 100% itfaaq kerta hoon, aur yeh b kehnaa chahtaa oon k forex main kbi jaldbazi kerni hi nahi cheay blky patience sy kaam lena chaeay hmeesha
                • #98 Collapse

                  Assalam-O-Alaikum is me koi shak wali bat nahi hey key slow and steady win the race aur yehi example forex trading key business me be fit hoti hey key slow and steady win the profit.
                  • #99 Collapse

                    g bhai jald bazi hamain nai karni chaye kyu k jaldi ka kaam shahtaan ka kaam hota hai and hamain is business main patience rakhni chaye ta k hum is business main se achi earning kar saky.
                    • #100 Collapse

                      ASSALAM O ALAIKUm
                      G bhi jan main ap ki is bat se sehmat hoon or 100% agree karta hoon k slowly se ap aggar kam karein ge tobaray faiday main rahen ge insta forex bara zabar dast online bussiness hai ye sab se best hai I like this
                      • #101 Collapse

                        ji ap ny thek kha hai k hm agr is business ko slow slow or smaj kar ksr ksry gy to hamara experience bhi zayda ho ga or profit bhi earn hoga.
                        • #102 Collapse

                          forex ke business me slow or steady chalo ge aap to is me kamyab he ho ge hamesha or losses aap ko bohat he kam ya na hone ke barabar reh jaen ge is lye slow or sahi se kam karne se he aap ki earnings is me increase ho saken gi .
                          • #103 Collapse

                            slow and steady wins the race wali policy say profit ko behtar karna hota hai trading mein jaldi na karna hoti hai jab trading mein jaldi ki jaye to trade acha earning na daity hai. thank you
                            • #104 Collapse

                              g bhai jaan waisay apne bhot he ache baat kahe hai k humay forex trading mai slow he trading karni chaiey hota hai is say best way mai samjta hu humare liye or koi nhe way hosakta hai kiu k forex trading mai humay little trading he sab say ache hota ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Assalam-O-Alaikum ap nay ye bhai jan bohat he achi baat ki hay kay jab tak hum slow and steady ka formula is forex trading kay business me nahi use karen gay tab tak kabhi be aik achey aur successful trader nahi bn saktey.

                                اب آن لائن

                                avatar Aviz
                                avatar Azaad
                                Working...
                                X