Acha trader kabhi nakam ni hota

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Acha trader kabhi nakam ni hota
    Assalam o alaikum my dear friend ap NY thk kha hy forex business main acha trader kabhi nakam ni hota hy bal k wo Markit main Sab sy agy hota hy acha trader ko kabhi loss ni hota
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Acha trader kabhi nakam ni hota

    ji forex main jis na achi learning ki ho aur wo trading main expert ho tu wo is business ko kabhi bhi give up nhi kerta is liay humain sub se pahly trading experience gain kerna ho ga phir is main hum kamiyabi gain ker sakty han otherwise humain nakami ka samna kerna parta ha.
    • #3 Collapse

      Re: Acha trader kabhi nakam ni hota

      acha trader kbhi bhi nakam ni hota acha trader pehly knowledge leta h experience leta h phr ja k trading ko fully janany r smjhny k bad trading krta h pehly market ko janta h k kis trf ja ri h movement phr ja k kuch invest krta h asy investment agr bgair smjhy ki jay kuch bhi hath ni ata acha trader bht ziada soch k bussiness mind s kam krta h
      • #4 Collapse

        Re: Acha trader kabhi nakam ni hota

        Asslam o aalikum
        G han dear ap ki baat thik hy forex treading karty hoy hameshan kamyaab treader hi kamyaab ho sakta hy q k jab who treading karty kpi galt kaam nahin kary ga aur na hi jaldbazi sy kaam kary isi lia who nakaam bhi nahi ho sakta hy q k os ka pas acha experince hota hy jis sy who achi treading kar ka acha profit hasil kar salta hy.
        • #5 Collapse

          Re: Acha trader kabhi nakam ni hota

          sahee kaha aap nay jo be acha trader hotha hay wo forex trading mqy kabhi be nakaam nahee hotha kionka wo mehnath kartha hay our har trade k liay ache strategy banatha hay our baghair planinv k kabhi be trading nahee kartha is liay agar hamay be forex mah ek kamyaab trader banna hay tho hamay acha experiance hasil karna hoga our sabar say trading karna hoga.
          • #6 Collapse

            Re: Acha trader kabhi nakam ni hota

            Dear brother forex trading men acha trader woh hota hey jo mehnat karta hey aur lalach aur jald bazi se perhez kar k small lot size ko use karta hey aur thora thora kar k apna profit increase karta hey aur apnay knowledge aur experience ko increase karnay k liay ziyada mehnat karta hey iss liay woh forex trading men kabi nakam nhi hota
            • #7 Collapse

              Re: Acha trader kabhi nakam ni hota

              Aap ki baat bilkul theek hai acha trader kabi nakeem nahi hotay keon ma wo mehnat say kaam krtay hai or un ka pass acha knowledge or experience hota hai tu wo acha kaam Kar ka kamyabi hasal krtay hai acha trader bana ka Lia mehnat say kaam kray gay tu kamyabi ho gi
              • #8 Collapse

                Re: Acha trader kabhi nakam ni hota

                Yes that is correct.but it also depends on your luck. Bazz dafa acha traider bhe maat ka samna kr sakta h.lakin yaqeen aur lagan sy kam krein. Baqi qismat py choorh dein. Inshallah bahter result ay ga.
                • #9 Collapse

                  Re: Acha trader kabhi nakam ni hota

                  walikum assalam g bhai acha trader waqai kabhi bhe nakam nahi hoty hain ,,hum sub ko cheye k achi mehnat kar k hum achy trader ban jaen taky hum bhe loss kam sa kam karen or kabhi bhe nakam na hoyen
                  • #10 Collapse

                    Re: Acha trader kabhi nakam ni hota

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Abdul Rasheed پيغام ديکھيے
                    Assalam o alaikum my dear friend ap NY thk kha hy forex business main acha trader kabhi nakam ni hota hy bal k wo Markit main Sab sy agy hota hy acha trader ko kabhi loss ni hota
                    Agar Ham Achcha trader banne ki koshish Karte Hain To Achcha trader Kabhi Bhi Na Kam Nahin hota hai isliye Hamen chahie ki Ham Achcha trader banne ke liye bahut mehnat Kiya Karen aur apne experience ko Aage badhane ki koshish kiya karo
                    • #11 Collapse

                      Re: Acha trader kabhi nakam ni hota

                      MERE DOSTO AP SUB KAISE HEINB UMEED KRTA HOON AP SUB THEAK HONGYE MAIUN APNE BHAI KI BAAT SY BILKUL AGREE KRTA HUN AISA HE HOTA HEIN Aacha traDER KABHI BE PEACHYU NHI REH SAKTA HEIN KEYU K USKO SUB KUCH ACHGAI TRAh sy poata hota hein
                      • #12 Collapse

                        Re: Acha trader kabhi nakam ni hota

                        g han acha trader kabhi nakam nahi hota kyu kay wo mahnat karta ha aur is ko pata ha kay mahnat se hui kamyabi milti ha aur wo kabhi bhi laalach nahi karta kyu kay laalach bori bala hoti ha
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Acha trader kabhi nakam ni hota

                          Ji sar aapki baat bilkul theek hai Achcha trader kabhi bhi ismein are Kam Nahin Hota har baar hua ismein Kamyab hota hai aur bahut accha profit Hasil karta hai aapko bhi chahie aap bhi samay mehnat Karen aur ismein achha profit Hasil Karen Taki Hamari Tarah aap bhi ismein achha kamyabi Hasil Karen aur bahut hi acchi profit Hasil Karen

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X