Real account mai trading itni mushkil or complicated Q hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Real account mai trading itni mushkil or complicated Q hain
    Asalamu Alaikum friends
    .
    Good evening everyone.
    Mera sub senior sy members say ye sawal hain k real account mai trading itni mushkil Q hain?
    Kiyo trading demo mai asan or real mai mushkil lagti hain???
    Jab k same method same pair par trade karo phr bhi difference Q.
    Kindly guide kary please.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Real account mai trading itni mushkil or complicated Q hain

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeshaaa پيغام ديکھيے
    .
    Good evening everyone.
    Mera sub senior sy members say ye sawal hain k real account mai trading itni mushkil Q hain?
    Kiyo trading demo mai asan or real mai mushkil lagti hain???
    Jab k same method same pair par trade karo phr bhi difference Q.
    Kindly guide kary please.
    Dear trading main Jo real account hota Hy us main log apna trade confidence k sath nahi krty Hain r dill main kaheh na kahen loss ka khauf b hota Hy is liy in ko real main loss hi jata Hy agr so saber krain r ek accha trade kr k ek accha experience hasil krain r time trading ko dain to kamyab ho sakty Hain
    • #3 Collapse

      Re: Real account mai trading itni mushkil or complicated Q hain

      Mere dost Aisi Baat Nahin Hai real account mein bhi Vahi market hoti hai jo Ham Dam account mein use kar sakte hain lekin ek bar yar ke demo account mein Hamen Dar Nahin Hota kya Hamari investment waste Hogi lekin Jab Ham real account mein trading karte hain to use Waqt Hamara confidence loss kar jata hai aur Hamen Dar hota hai ki ham har Jaenge ya nuksan kar baithenge isliye acchi trading Nahin Hoti Hamesha confidence ke sath trading kijiye
      Hardworking Is kEy Tu Succes 😊
      • #4 Collapse

        Re: Real account mai trading itni mushkil or complicated Q hain

        Basically baat ye hoti ha k demo me hamari amount invest nahi hoti aur hamain loss ki pareshani nahi hoti. Esi leye hamara jahan g chahta trade laga detay hain. Lekin live trading me hamari amount invest hoti ha aur hamain uski fikar hoti ha. Agar market aik point b minus me chali jai to hamari tension barhti jati ha. Yahi main reason ha.
        • #5 Collapse

          Re: Real account mai trading itni mushkil or complicated Q hain

          real account men trading itni mushkil r complicated ni h bs hnen lgta h q k hm seekh ni paty r na hi dosrun s experience lety hn r guidelines ki to bilkul meed ni smjhty bs bussiness r trading thori tricky zror h pr yeh itni mushkil ni h iski smjh ho to id s ziada easy koi kam ho hi ni skta
          • #6 Collapse

            Re: Real account mai trading itni mushkil or complicated Q hain

            Real may aur demo may farkha hota hay demo may ap real say ziydha achay tarikay say work kartay hay Q kay ap koo real may ak khof hota hay kay kahii ya lot galt na lag jahay aur opar say ap ka account balance bhi kam ho too ap koo aur dar lagha rahata hay is liya ap lot lagtay wakt galtii kar jahatay hay aur lot galt lag jatiii hay phalay apnay mind koo fresh rakhay os kay bad ap small lot laghay too ap ko tension nai hoo gii
            • #7 Collapse

              Re: Real account mai trading itni mushkil or complicated Q hain

              I think to aisa nahi hai same he hoti hai I think to wese demo PR I think itna ghor nahi krte aur real account pr Dr bhi hota hai aur jld profit milne ka intazar bhi wese trading hai he mushkil market ki smjh nahi aati I think
              • #8 Collapse

                Re: Real account mai trading itni mushkil or complicated Q hain

                forex trading business me real trading es liye kafi mushkil lgti hy kuin ke loss me trade jati hy to tantion se hona shro ho jati hy es liye hamin phly demo account se parctice kerni chye hamri demo ke parctice hamin read account me help keryn ge kam kio bhe asan nh hota thora mushkil or complicated to zror hota hy kuin ke kamna itna asan nh es liye mehnat kryn ge to kamyabi bhe hasil keryn ge
                • #9 Collapse

                  Re: Real account mai trading itni mushkil or complicated Q hain

                  Rael trading m itni Mushqil iss lye hy ye real account hy real account mn fake nahii hita fake jiss m na ho wo account real hota hy Pak forex trading business real account mn trade aisy kbhi nahii hotii pehly ap achii trah su concept hasil karein acja experience hasil karein ya Demo prr acha s practice karein achii practice hi ap ko real account mn kam k kabil banata hy forex business is a good business ap kp real account mn trade kagany kalye telent bhit Zyda usr karna chahhy
                  • #10 Collapse

                    Re: Real account mai trading itni mushkil or complicated Q hain

                    forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai kma kar ky ache eanring gain kar sakty hain or hum apne zarorto ko pura kar sakty han forex kabe b band na hony wala business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex aik legal business hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Real account mai trading itni mushkil or complicated Q hain

                      w slam dear member g bilkul sahi kha apny sister forex m demo accounts m hamain ye dr ni hota k hamari investment dob jy gi is leay hum bht asani sy r bina dr k trading krty hen lakin jb hum real accounts m trading krty hen to hamain apni investment r bonus k dobny ka khatra hota ha isi leay hum hr wqt dry rehty hen lakin agr hum rules ko follow kren hamesha to drny ki zarort ni pry gi

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X