Forex trading business Mein Jab Ham trade order Lagate Hain To Hamen koshish Karni chahie ki 0.01 lot size rakhte Hue trade order lagana chahie Kyunki Hamen Jyada risk Nahin Lena chahie Is Tarah Ham Apne balance ko saaf rakhte Hue trade Lagate Hain aur profit Hasil karte hain Is Tarah Hamara experience increase hota hai aur Hamari learning Hasil Hoti Hai Hamen koshish karni hai ki Chhote se Chhota lot size apne capital ke mutabik select karna chahie
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим