Paris ki Condition ko Kesy Samjha Jaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Paris ki Condition ko Kesy Samjha Jaye?
    Dear Members Boht Se Log Is Koisish Mein Rehten Hain Ke Wo Kise Pair Ki Condition Ko Samjh Lyen Aur Ye Mumkin Tb He Hoga Jub Ap Ne Is Field Mein Acha Khasa Time Spent Ho. Kyn Ke Experience Time Spent Krne Se He Ata Hai 1 Ya 2 Dino Mein Koie Bhe Professional Nahe Banta Time Spent Kro Aur Market Ko Samjho Tb Ja Kr Ap Expert Bano Gye Aur Tb Ja Kr Ap Kise Pair Ki Condition Ko Samjh Pao Gye Aur Is Ki Movement Ko Ye Sub Mumkin Tb Hoga Jub Ap Mehnat Kro Gye...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Paris ki Condition ko Kesy Samjha Jaye?

    Analysis karne ke liye buhat experience chahiye aur phir buhat mehnat se analysis hota hai is tarah agar AP pairs ki know how Janna chahte Hain to AP ko un ka fundamental analysis karna ho ga phir AP ko us ka technical analysis karna ho ga
    Is tarah hi AP ko pairs ka pata chal sakta hai aur ye time ke sath sath knowledge barhta hai
    • #3 Collapse

      Re: Paris ki Condition ko Kesy Samjha Jaye?

      Assalam o oalaikum dear members mai app ko ataoon ga ke PARIS KI CONDITION KO KEY SAMJHA JAI ES ES AAT KO SAMJHNE KE LIYE OHUR EXEPERIENCE HONA CHAHIYE MEHNAT KARNI CHAHIYE DILL LAGANA CHAHIYE OR POORI KOSHESH KARNI CHAHIYE SHUKRIA
      • #4 Collapse

        Re: Paris ki Condition ko Kesy Samjha Jaye?

        without expernce or knowledge k app ney yahan sey koch bhe hasil nahi karna hai ager app chaty hain yahan per parmanent work karna to app ko chahi hai k demo ko reguler use kary or moslsal .es trha app ko yahan sey kafi help milly gee or app yahan sey bahot koch sekh payai geyai . phir app pair or lot size ko sahi trha sey samjh payai geyai.
        information for Beginners
        Complete Forex Knowledge
        • #5 Collapse

          Re: Paris ki Condition ko Kesy Samjha Jaye?

          Dear friend trade karny say pahly hamen ak acha pear talash karna chahye aur as ki pory conditionko dekhna chahye k hamen as say kitna acha profet ho sakta hy aur hamar yeh anal3ses pory tarah strong hy tab hi hum as say bahteren profet ly sakty hain hamesha market ko achay say dekhny say hi hum ak acha order ly sakty hain aur as say achi earning mil sakty hy
          • #6 Collapse

            Re: Paris ki Condition ko Kesy Samjha Jaye?

            bhai jan mn ap ki batsay agree krt hon bhai jan mna p ko btana chata hon k ham jab bhi pair ko ezay samjty hyn to meray khial mn pairs bhi hmyn lsos ka samna krva sakty hyn is liay is ar bhi khial say treading krni chaouy
            • #7 Collapse

              Re: Paris ki Condition ko Kesy Samjha Jaye?

              jii aksar dost pair pareshan hote hain keh pair ki condition ko kaise samjha ja sake iske liye hamen chahie ham kisi senior se is bare mein maloomat hasil karke Fphir uske andar tajurba hasil karne ki khoob koshish karen uski harkat ko achi tarah se samajhne ki koshish karen tabhi jakar Ham iski condition ko acchi tarah se samajh payenge
              • #8 Collapse

                Re: Paris ki Condition ko Kesy Samjha Jaye?

                Dear pair ki condition ko smajhny k leya apky pas kafi sary tareeky hotye hen jesa Kay AP analysis kr sktye hen aur sath me AP es me indicators ki madad sy kaam krty hen to apko us me bhi andaza ho jaata Hy forum me kaam krny waly tamam members ko chye Kay wo sahi trha kaam kren tabhi in ko achyu Kam ka sahi result Mily ga
                There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                • #9 Collapse

                  Re: Paris ki Condition ko Kesy Samjha Jaye?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Azizbabber پيغام ديکھيے
                  Dear Members Boht Se Log Is Koisish Mein Rehten Hain Ke Wo Kise Pair Ki Condition Ko Samjh Lyen Aur Ye Mumkin Tb He Hoga Jub Ap Ne Is Field Mein Acha Khasa Time Spent Ho. Kyn Ke Experience Time Spent Krne Se He Ata Hai 1 Ya 2 Dino Mein Koie Bhe Professional Nahe Banta Time Spent Kro Aur Market Ko Samjho Tb Ja Kr Ap Expert Bano Gye Aur Tb Ja Kr Ap Kise Pair Ki Condition Ko Samjh Pao Gye Aur Is Ki Movement Ko Ye Sub Mumkin Tb Hoga Jub Ap Mehnat Kro Gye...
                  Reliance karne ke liye bahut experience chahie aur FIR bahut mehnat se analyse hota hai ISI Tarah aap ke knowledge Ho Jaaye to aap ko Unki metal analyse karna hoga FIR aapko uski technical karna hoga Is Tarah hi aapko pata chal sakta hai aur yah time ke sath sath knowledge Ko badhata Hai Forex Mein knowledge ko boht ahmiyat hasil hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Paris ki Condition ko Kesy Samjha Jaye?

                    Dear friend practice Karen apni Kamyab strategy Apne market ko time de Soch samajhkar trade open Karen..
                    • #11 Collapse

                      Re: Paris ki Condition ko Kesy Samjha Jaye?

                      Yes time to lgta hai smjhne mein aur iss ke liye candles ki shape se bhi smjha jata hai aur indicators aur news se bhi smjha jata hai etc I think pairs ki movement ko aur sbhi treeqon ko smjhne ke liye bhi time lgta hai I think
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Paris ki Condition ko Kesy Samjha Jaye?

                        PF KYC addition ko agar aap log Samay na Chahte Hain iske liye aapka news ka padhna bahut jaruri hai Kyunki both of the pairs have some news about latest Agar the Nokia latest news padh Lenge to aapko Kafi had Tak unke bare mein idea ho jaega Jab aapko idea ho jaega to aap log obviously baat hai ki usko easy trade kar Payenge

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X