Jo Trader Apni Kamzorion Ko Jan jata Hai Woh Expert Trader Ban Jata Hai ※※※

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jo Trader Apni Kamzorion Ko Jan jata Hai Woh Expert Trader Ban Jata Hai ※※※
    dear forex business main hamain loss us waqt hota hai jab ham se kisi bhi qisam ki mistakes hoti hain lekin jab ham in mistakes ko cover karte hain our jab ap apni ghaltion our jab jate hain our man bhi jate hain bhi ao ka exlerience banne lagta hai our ap expert trader ban smjate hain our ap ki earning bhi achi hone lagti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jo Trader Apni Kamzorion Ko Jan jata Hai Woh Expert Trader Ban Jata Hai ※※※

    g han hamain apni mazorion ko samajhne ki zrorat ko samajhne ki zrorat hoti hai jab ham apni makzorion ko qabo kar lete hain to hamain phir profit hasil karne ke markit ki movemnet nhi rok sakti phir hamain main itni salahiyat peda ho jati hai jis ki madad se ham achi earning kar pate hain.
    • #3 Collapse

      Re: Jo Trader Apni Kamzorion Ko Jan jata Hai Woh Expert Trader Ban Jata Hai ※※※

      Gee haan bilkul theek kaha forex main jis trader ko apni kamzori ki samaj a jati hai wo apni kamzori ko khtam Kar ka zayida mehnat say kaam Kar ka kamyabi hasal Kar saktay hai Jo trader apni kamzori ko nahi samaj saktay in ko nakaami hi hoti hai iss Lia expect tradar bana ka lia apni kamzori ko khtam karna chaiy
      • #4 Collapse

        Re: Jo Trader Apni Kamzorion Ko Jan jata Hai Woh Expert Trader Ban Jata Hai ※※※

        Aoa good morning kysy hn sb log omeed krti hon sb theek hon gy g han bahot hi acha swal kia ap ny kh jo trader apni mistake ko jan jaty hn wohi log kamyab hoty hn g han mn agree hon ap ki es bat sy hmin khud ko bhi check krna chahiy kh hmin loss ku ho rha hy kon si mistake py hmin loss howa agr hm khud ki glti man lity hn or glti py kabo pa lity hn asal kamyabi wohi hy hmari hm tb hi achy trade bn skty hn jb apni glti ko jan or man lin gy or os py kabo pa lin gy
        • #5 Collapse

          Re: Jo Trader Apni Kamzorion Ko Jan jata Hai Woh Expert Trader Ban Jata Hai ※※※

          Gee haan janab aap ki baat theek hai jis ko apni trading mein kamzorioun ka pata chal jata hai woh unn ko khatam kernay kay lye bahut zayada mehnat kertay hain aur uss kay lye woh apnay dostoun sae bhi mashwara kertay hain aur wohi forex mein kamyab bhi hotay hain
          • #6 Collapse

            Re: Jo Trader Apni Kamzorion Ko Jan jata Hai Woh Expert Trader Ban Jata Hai ※※※

            welcome to pak forex.jee ha jo bhe forex pe treding karte hay.un ki koi na koi kamzore hote hay.afar wo apne kamzore ko Jan lete hay.aor usay dor karnay ki koshish bhe karte hay.wo zaror taraqee kar sakte hay.forex pe.
            • #7 Collapse

              Re: Jo Trader Apni Kamzorion Ko Jan jata Hai Woh Expert Trader Ban Jata Hai ※※※

              Aslam o alikom dosto kya hal chal hy or ap ki bat theq hy k forex main jo log kam kr rhy hain on kly zarori hy k wo forex main is bat ko zhin main rkhin ky wo forex main jo member apni trading ky wqt apni kamzori ko jan jta to phr wo os ko darust krnin main kmyab ho jta hy to bhtr hy wo tradar
              • #8 Collapse

                Re: Jo Trader Apni Kamzorion Ko Jan jata Hai Woh Expert Trader Ban Jata Hai ※※※

                Jo bhi sahi is my apni kamzoriya jan k us pr kamo krta hy us pr apana cou trol bnata hy to who hi acah our kamyab trader hota hy jis ki mhnat rang lati hy our usy kamyabiya zeada hasil hoti hy agr ham kamyab ho ham sahi kam kry mhanata k sth ham rahy is my to hmay is my apni galtio ko b sath sahi krna hota hy
                • #9 Collapse

                  Re: Jo Trader Apni Kamzorion Ko Jan jata Hai Woh Expert Trader Ban Jata Hai ※※※

                  G dear bilkul acha trader ka lia humain apna kamzoor points ko thk krna ki zarorat ho gi.age hum forex ma ziada dair tk kam krna chahta han tu humain chahea ka apna loss sa kuch sekhanin na ka usa apna lia zehni tention bnain.Forex trading ma agr ap mehnat or lagan sa kam krain ga to apko uska profit zaroor mila ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jo Trader Apni Kamzorion Ko Jan jata Hai Woh Expert Trader Ban Jata Hai ※※※

                    Dear friend hamen apni kamzoreon ko janna chahye aur hum tab hi achay trader ban sakty hain hamen malom hoga k hum kis galty ki waga say loss karty hain aur hamary ander knowlldge ki kon si kami hy tab hum as main acha knowlldge hasel kar pain gay aur achay say forex ko join karny k bad hum as say bahteren earning hasel kar pain gay aur kameyab bhi ho pain gay
                    • #11 Collapse

                      Re: Jo Trader Apni Kamzorion Ko Jan jata Hai Woh Expert Trader Ban Jata Hai ※※※

                      Ji haaaan aaaap Ki baaat biLkul sahi hai Forex Main jo bhi Trader apNi kamzoRion ko Jaaan LeTaaaa hai Woh kaamyaabi haaasiL KaR Letaaa Hai Lihaaaza humEn bhi chaahiye k loss Se BaChen Q k Jitnaaaa zyaada MEhnat se Kaaam KaRen Gy or Loss Se BaChen Gy Utnay hi Kaamyaabi k Chances Hi zyaada Hoon gy....
                      • #12 Collapse

                        Re: Jo Trader Apni Kamzorion Ko Jan jata Hai Woh Expert Trader Ban Jata Hai ※※※

                        Jo trader apni mistake se sikhata hai hi Kamyab strategy banaa leta hai vah Kamyab ho jata hai..
                        • #13 Collapse

                          Re: Jo Trader Apni Kamzorion Ko Jan jata Hai Woh Expert Trader Ban Jata Hai ※※※

                          Apni Mistake ko follow kar k ussy i mean phir achii trah sy recover karna aik acha trader ji aik azeem Nishani hy acha trader hamesha apny account ko wash hony sy save rajhata aor kabhi b risk nahii laita hy aor hamesha jab b trade kagata hy achy knowledge experience sy lagata hy iss trah ussy loss nahii ho sakta hy aor ussy pakistan Forex trading business bhot acha profit provide karta hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Jo Trader Apni Kamzorion Ko Jan jata Hai Woh Expert Trader Ban Jata Hai ※※※

                            Yes apni mistakes ko Jan KR Jo unhe sahi bhi KR pata hai woh kamyab ho skta hai agr Jan payen but solution na mile koi problem ka to bhi kuch nahi ho skta ISS liye solution hona bhi zroori hai I think
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jo Trader Apni Kamzorion Ko Jan jata Hai Woh Expert Trader Ban Jata Hai ※※※

                              Assalam o Alikum dear members of forex.
                              G ap ny teak kaha h har bnda ak aca trader tbi bnn sqtach jb wo apni kisi glti ya kamzori ki wja sa loss krta h lakin us loss sa gubrta ni h bulky us loss r gilti sa lesson learn kr h t oagrcwo un galtiyon r apni kamzoriyon ko durr kr lata h to wo ak bht aca trader bnn jata h r bht sa profit kamata h.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X