Ziyada profit ki khawaish nah karen kam profit pe bhi khud ko satisfied karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ziyada profit ki khawaish nah karen kam profit pe bhi khud ko satisfied karen

    jee han bhai apne sahi kaha ziyada profit k laalch mian kasar hmaray trader bhi apna bohat sa loss karwa lety hain unehen chahiye k wo kam trade kar k roz k chahy thora thora profit len lekin acount wash se behtar hai kam profti is liye bohat badi lotsize open na kijiye or ziydada k laalch main na paden kam profit he ziyada profit ki zamanat hai is liye ehtyaat se apna capital bada karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ziyada profit ki khawaish nah karen kam profit pe bhi khud ko satisfied karen

      Aslam o alikom dosto kya hal chal hy or ap ki bat theq hy k forex main jo log kam kr rhy hain on kly zarori hy k wo forex main is bat ko zhin main rkhin ky wo forex main zyda profit hsil krni kly lalch na krain blky apny thory profit py khush rhain
      • #18 Collapse

        Re: Ziyada profit ki khawaish nah karen kam profit pe bhi khud ko satisfied karen

        Asslam o Alaikum g hsn bilkul janab forex pay zyda profit kamny ki bjy apny indr kam profit k lay satisfie hona chye ku k har dfa zyda profit hasil nii hota kbi zyda tu kbii kam as lay kud ko har surat main kush rkny wla bano ap k indr sabr or hosla hona chye jas say humy fida hota hy...
        • #19 Collapse

          Re: Ziyada profit ki khawaish nah karen kam profit pe bhi khud ko satisfied karen

          respected members market Mein Thoda Thoda profit nikalenge isliye nikal Sakenge Jyada ki lalchi Karenge to problem Banegi..
          • #20 Collapse

            Re: Ziyada profit ki khawaish nah karen kam profit pe bhi khud ko satisfied karen

            dear apki bt bhot achi ha bad trade memeber zaida profit ke chakar mein mehant se bonus kiya howa zaya kar lety ha zaida lot lagane ki wajha se lalach word hi nakami ki wajhaa hai jis se acha bhala account wash karwa lety hai or bad pastatay hai is liye trading thori thori karke lagay takay ap loss se bach jaye or achi profit hasil kar sakay.
            Mehnat Me Azmat hai
            • #21 Collapse

              Re: Ziyada profit ki khawaish nah karen kam profit pe bhi khud ko satisfied karen

              bilkul ap nay thek kaha hai forex main hamain ziada ky chaker main nahi parna chaheay es ky bohut sary nuksanat hain kyon ky jab ap forex main ziada jaldi rich banny ka sochty hain tu ap ky mind main lalch ata hai aur forex main har wo lalch trader fail hoa hai jiss say forex main lalch say trading ki hai es lea forex main aik target bana kar km karna chaheay aur lalch sy avoid karna chaheay phir he ap success sakty hain forex main kabhi bhi jaldi rich bany ka nahi sochan chaeay .
              • #22 Collapse

                Re: Ziyada profit ki khawaish nah karen kam profit pe bhi khud ko satisfied karen

                Zyada profit ki khwahish naa kry is se ap main lalch brrhy ga aur lalch se apko loss hogaa ap kabhi bhi kamyaab nehi hongy is lye lalch kabhi na kry aur lalch se bchy rhy ku k lalch se al kabhi bhi agay nehi brh skay gay is lye lalch se bchna chahhye
                • #23 Collapse

                  Re: Ziyada profit ki khawaish nah karen kam profit pe bhi khud ko satisfied karen

                  welcome to pak forex.jee ha hame aesa he karna chahiye.jub bhe hum forex pe treding ka agaz kare. to sub se pahlay lot size kum rakhay. agar aap ko 5 10usd profit ho jaay. to kia ye thora hay ?isi liye ziada profit ke chakar me apna acconte wash na Kara bathay.
                  • #24 Collapse

                    Re: Ziyada profit ki khawaish nah karen kam profit pe bhi khud ko satisfied karen

                    trading ka first rule e yai hai k is ko sabar say kiya jay aur agar ap mein sabar ni hai to pohr ap yai kaam ni kar saktay q k is kaam ko boht aram say tasali say karna hota hai aur agar ap is k baghair kaam kartay ahin to apko loss bear karna paray ga. hum hamesha yahi ghalti kartay ahin k zyada profit k lalach mein a k apni real investment ka b loss karwa detay hain to mera manna hai k zyada k lalach mein na parain aur sabar say is mein kaam karain
                    • #25 Collapse

                      Re: Ziyada profit ki khawaish nah karen kam profit pe bhi khud ko satisfied karen

                      G belkul hamai vhaye ke hamesha iss markwt ko sahe say analyse karai aur hamesha sahe tariqay say trade keya karai agar hamai kam profit mil raha hai to uss ko lai zyada ka koshish na karai to ham iss mai acha profit kama sakaingay.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Ziyada profit ki khawaish nah karen kam profit pe bhi khud ko satisfied karen

                        Han g blkul me apki bt say agree kerta hun zaida profit ki khuwais na krain blkay km profit me e khud ko setesfied rakhain kyi br aisa b hota hy k ap zaida profit ki khuwaish me km profit say hth dho bethtay hyn isi liye km profit k sth b khud ko adjust kerna sekhain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X