Ziyada profit ki khawaish nah karen kam profit pe bhi khud ko satisfied karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ziyada profit ki khawaish nah karen kam profit pe bhi khud ko satisfied karen
    Dear brothers jahan tak mera khayal hey forex trading men 70 percent logon ka account ziyada profit k chakar men wash ho jata hey kiun k woh bari lot laga detey hen aur trend change honay ki waja se bara loss ho jata hey aur account bhi wash ho jata hey iss liay ziyada profit ki khawaish bilkul nah karen balkay thora thora kar k apna profit increase karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ziyada profit ki khawaish nah karen kam profit pe bhi khud ko satisfied karen

    forex main bar bar yahi bat hoti ha k forex trading kerty hoay lalch se avoid karein ager lalch karein gy tu ya humain khatum ker dati ha q k lalch insan ko khokhla ker dati ha is liay humain trading kerty hoay thory profit per satisfy ho jana chahaiy ager hum ziada ki lalch karein gy loss yaqeni hota ha.
    • #3 Collapse

      Re: Ziyada profit ki khawaish nah karen kam profit pe bhi khud ko satisfied karen

      G han boos ap ki baat thik hy min ap ki is bat sy agre hon ka pkistan forex min ziyada sy ,ziyada login ka account jo wash hoty hain who seif aur srif ziyadA profit ka chakal min account wash ho jaty hain isi lia ka jab account min kam boness hony sy waho lot bari laga dwty hain tab on ka account wash ho jata hy isi lia hamin markeet ka sath sath chalna chaye aur kam profit min khud ko sarisfid karin q k him kam prodit sy bara profit earn kar sakty hain..
      • #4 Collapse

        Re: Ziyada profit ki khawaish nah karen kam profit pe bhi khud ko satisfied karen

        profit ager gain ho raha hay to ye boht good hay kr jitna bhi ho raha hay wo memers k liye enough hay zeyda k chaker main nahin rehna chahiye lekin koshish kerna acha hay or members apna expernce use kertay howay khud ko loss say bacha saktay hain
        • #5 Collapse

          Re: Ziyada profit ki khawaish nah karen kam profit pe bhi khud ko satisfied karen

          Bilkul theek kaha jab bi trading krtay hai tu aap ko zayida profit ki khwaish nahi karni chaiy aap ko jiss trada say Kam profit bi Mila tu aap ko trade colse Kar Dani chaiy taka aap ko profit hasal ho jay agar zayida ki khwaish kray gay tu aap ko profit ho Kar loss bi ho sakta hai iss Lia tora profit bi ho jay tu trade colse Kar Dana chaiy
          • #6 Collapse

            Re: Ziyada profit ki khawaish nah karen kam profit pe bhi khud ko satisfied karen

            Gee haan bhai aap ki baat theek hai zayada lalach kernay sae bhi humain loss hota hai iss lye humain chahyea kay hum zayada profit ki daur mein na jayain balkay thora profit hasil ker kay apnay account ko safe rakhnay ki koshish kerain ta kay humain iss mein zayada kamyabian milain
            • #7 Collapse

              Re: Ziyada profit ki khawaish nah karen kam profit pe bhi khud ko satisfied karen

              Gbbelkul hamai chaye ke iss Mai sahe say kaam karay ISS Mai ham zyada ka lalach nahe karai agar ham ISS Mai zyada ka lalach karaingay to hamai hamesha ISS Mai loss hoga hamaimvhaye ke iss Mai har cheez ko sahe tariqay say trade karai aur lalach na karay.
              • #8 Collapse

                Re: Ziyada profit ki khawaish nah karen kam profit pe bhi khud ko satisfied karen

                zeyada profit ka lalach hamesha greedy aur esy traders karty hey jo key market se related koi khas update nahi lety, esy hi traders key ley Forex market risky hoti hay zeyada profit ki khowahish nahi karni chaye aur safe trading karna hamara main rule hona chaye, kam profit par jo traders khud ko satisfied karna janty hey market me esy hi traders ki performance behtar ho sakti hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Ziyada profit ki khawaish nah karen kam profit pe bhi khud ko satisfied karen

                  Bilkul zabardast bat ki hai ap ne ziada profit ki khawish kabhi nahi karni chahiye kiun k ziada profit k lalch mein aa k ap apna hasil Kiya hua bonus bhi zaya Kar den gay es liye jo mil jaye usi pe sabar shukar Karen or kam profit pe bhi khud ko satisfied karna start Karen thora thora Kar k profit hasil kartay rahen to ap ko kabhi nuqsan nahi ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Ziyada profit ki khawaish nah karen kam profit pe bhi khud ko satisfied karen

                    g ha g forex main hamy ziada profiet pay bh khawsh nh karni chahy hamy forex main kam profiet main bh hush hona chahy ham jitna bh khush ho gay hamy otnaa hi acha skon miy ga ziada profiet insan ko sakn nh day skta hain our na hi acha bonus hasil hota hain hamy kam main hi khush hona chahy our acha bonus hasil karna chahy
                    • #11 Collapse

                      Re: Ziyada profit ki khawaish nah karen kam profit pe bhi khud ko satisfied karen

                      bahut hi achy bat share ki hy ager ham ziada profit ki lalch karty hn to pher hamein is mn loss hosakta hy aur ager ham is mn thory profit mn apny ap ko razy kar lety hn to pehr hamein is mn profit to thora hota hy mager hamein is mn loss bhi kam hota hy ya bilkul bhi nhe hota so hamein is mn lalach nhe karny chaye
                      • #12 Collapse

                        Re: Ziyada profit ki khawaish nah karen kam profit pe bhi khud ko satisfied karen

                        Forex business mai small profit ya big profit ka issue nahi hai. Es mai jis ney bhe profit earn krna hai tou wo greedy na krey aur market mai jo bhe profit target krna hai tou wo market key rules key mutabique ho gy tou ap market mai best profit key sath sath loss bhe control kr sakty ho.
                        • #13 Collapse

                          Re: Ziyada profit ki khawaish nah karen kam profit pe bhi khud ko satisfied karen

                          Asalam o Alaikum dear members
                          G bilkul shi kha apne pak forex forum me zeada profit sy 70% wash ho jaty hain or uski wja ye h k kuch member's lalach ka shikar ho jaty hain lalach burri bhala h to Hume chahye k km profit py bhi shukr kren or is trah hm kamyab hongy
                          • #14 Collapse

                            Re: Ziyada profit ki khawaish nah karen kam profit pe bhi khud ko satisfied karen

                            g han hamen zyada profit ka lalch belkul bhe ni karna chihay ager hamen kam profit ho jata hy to bhe hamen es kam profit say bhe khoosh hona chihay loss say bach jana hamaray ly es business mein bohut baree baat hoty hy hamen es mein koshish karni chihay kah hamen profit hasell ho chahay kam bhe laken jab hamra experience acha ho jay ga to ham log acha profit bhe hasel kar saktay hein
                            دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ziyada profit ki khawaish nah karen kam profit pe bhi khud ko satisfied karen

                              jee han bhai apne sahi kaha ziyada profit k laalch mian kasar hmaray trader bhi apna bohat sa loss karwa lety hain unehen chahiye k wo kam trade kar k roz k chahy thora thora profit len lekin acount wash se behtar hai kam profti is liye bohat badi lotsize open na kijiye or ziydada k laalch main na paden kam profit he ziyada profit ki zamanat hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X