Loss Huna Kamyabi Ki Pehli Seerhi Hay...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss Huna Kamyabi Ki Pehli Seerhi Hay...

    Jio Sar aapane bilkul sahi kaha hai agar Hamara loss Hoti Hai To Hamen Apne dost ko recover karna Sikh Lena chahie Nahin Hoga aur Hamen profit Hoga aur Hamen Agar Ham zyada mehnat Karte Hain To Hamen kamyabi milati hai agar Ham Naina Nahin Karenge To Hamen Kabhi Bhi Nahin Mil payegi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss Huna Kamyabi Ki Pehli Seerhi Hay...

      Assalam o Alikum.
      G dear ap ny teak kaha h, ensaan jb koi kaam krta h to usy nakamiyon r pershanyon ka samana krna prta h, but kamayb woi log us ma kaam ya bussiness ma hoty hein jo sbrr krty hein r apni mehnet sa us loss ko drr kr kamayb bussiness man bnty hein, forex ma kaam krty hoye hmein loss ho jata h but hmeon tension ni lani ciye loss kamiyabi ki first seehri h, ap mehnet krty rhein r ak din ap b kamiyab hn gy r profit hi profit kamein gy.
      • #18 Collapse

        Re: Loss Huna Kamyabi Ki Pehli Seerhi Hay...

        walcome to pakistan forex .agar ap ko kbhe loss ho jay to as to as say pareshan nahe hona chahaiay forex par kam karna risky he as me loss bhe hota hay aor kamyabe bhe human chahiy k hum asko bilkul bhe dill par na le kyu k an me jitna bhe loss hota he hum as say kch sikhtay he kyu k hum dobara aihtyat say kam kam kar tay he aor dobara who glte kbhe bhe nahe dhoraty jes say loss ho.
        • #19 Collapse

          Re: Loss Huna Kamyabi Ki Pehli Seerhi Hay...

          Assalam walekum Forex mein kamyabi Hasil karna chahte hain to aapko chahie ki aap Forex mein jyada Se Jyada Kam Karen agar aap Forex mein demo kaun se start Karenge to aapko start Mein loss ho sakta hai is ko aap apna experience samajhkar isase fayda Utha sakte hain agar aap lost se experience hassil kar Sakenge to aapko Kafi Jyada experience Hasil ho jaega isliye Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada trading Karen aur jitni Jyada trading Karenge Hamare experience mein itna hi jyada Jafar hoga
          • #20 Collapse

            Re: Loss Huna Kamyabi Ki Pehli Seerhi Hay...

            Jb hamy is kam my loss hota hy to bhot zeada oos is my pechy hat jataty hy un ka is sy hi pta lg jata hy k who is qabil hi nai hy buisness k un ko is kam my agr sahi kam krna hy sahi mhnat agr un ko is my krni hy to log is my hi hi aye jo buisness ko buisness smjh k kam kry
            • #21 Collapse

              Re: Loss Huna Kamyabi Ki Pehli Seerhi Hay...

              Forex mn loss trading karte huwe mostly login ka loss hota hai trading mein is liye unhein chaiye k agar jab pehli trading mein loss hojaye toh dosri trade lein aur zayda himmat aur sabr se trade kare tab hu hum is mein kamyabi hasil kar sakty hain aur humari mehnat humari kamyabi hai is mein humein zayda se zayda mehnat kar k apne loss ko cover karna chaiye kyun k trading k liye yeh buhat zaroori hai aur trader loss hony se kabhi ghabraye mat balky aur bhi zayda mehnat aur himmat se trade kare tabhi usko is meinnkamyabi mil sakti hai jab woh is mein zayda mehnat aur himmat karta hai aur sabar se profit ka wait karta hai kyun k trading mein yeh buhat zaroori hai
              • #22 Collapse

                Re: Loss Huna Kamyabi Ki Pehli Seerhi Hay...

                G han bhi jan ap ne bilkul thek kaha k agr apko nakami ni hogi to apko pta ni chaly ga k kamyabi kesy hoti h lakin apny bilkul fikarmand ni hona ap koshish krty rahein.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Loss Huna Kamyabi Ki Pehli Seerhi Hay...

                  yes dear jub ap ko loss hota ha ap ko chahiey os loss ko dill par na le balkay ap ko chahiey kay ap ko jo loss howa ha os ko ignore karny ki bajaey ap os se learn karay os loss me Jane wali trades ko analysis kar ke os me se mistake ko theek karay takay again wo mistake na ho jis ki waja se loss hota ha

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X