Mistakes repeat na krn aur mistake sy experience hasil krn
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistakes repeat na krn aur mistake sy experience hasil krn
    Assalamu Alaikum friends. Friends trade karte waqt yah form per kam karte waqt Ham bahut sari mistakes Karte Hain. Mistake ho jana Insan Kafi natural Amal hai. Lekin use mistake se Sabak sikhana Ek acche Insan ki Pehchan hai. Hamen mistake se Darna Nahin chahie aur repeat mistakes Nahin Karni chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mistakes repeat na krn aur mistake sy experience hasil krn

    yes dear kisi bhi kaam main mistakes hona to normal baat hai lekan mistakes ka repeat hona thek nahi hai hamain apni mistakes sy seekhna chahiey aur un ko har giz dohrana nahi chahiey..aur jo sabaq aap ko mistakes kar k hasil hota hai woh kisi bhi cheez sy hasil nahi hota..hamain iss sabaq sy faida uthana chahiey..
    • #3 Collapse

      Re: Mistakes repeat na krn aur mistake sy experience hasil krn

      aap nay buhut ache baath ke hwy forex trading may ziada members k loss ke waja yahe hay k wo apnay mistakes ko note nahee karthah our osay per kise jaga par repeat karthwy hay is liay hamay apnay mistakes par control karna chahiwy our os say seeknay ke koshish karne chwhiay.
      • #4 Collapse

        Re: Mistakes repeat na krn aur mistake sy experience hasil krn

        Trading mein agr koi mistake hoti hai tu is se loss hota hai aur forex mein acha trader wo hi ban sakta hai js se mistake ho aur loss ho tu wo is mistake se learning karain aur us mistake ko phr na karain agr hum mistake ko bar bar karain gay tu is se loss hi ho ga hum ko mistake se sekhna cahaiye aur us ko bar bar nahin karna cahaiye
        • #5 Collapse

          Re: Mistakes repeat na krn aur mistake sy experience hasil krn

          Mistake ko bar bar repeat krny waly hemsha nakaam hoty hain aur kabhi avhay trader nehi ban aotay aoni ghalyio se seejhay aur in ghaltio ko duabra naa honay den to he ap kamyaab ho skty hain aur achaa earn kr skty hain kamyaab hona hai to ghaltio se bchy
          • #6 Collapse

            Re: Mistakes repeat na krn aur mistake sy experience hasil krn

            Dear friend your mistake ho use per itni learning ki JK next hua mistake Na ho aapane mistake se sikhen tabhi kamyab banenge..
            • #7 Collapse

              Re: Mistakes repeat na krn aur mistake sy experience hasil krn

              Salaam,
              Dear friend ap ny thk kaha, apko chahye k ap Forex trading mai apni mistakes ko repeat na kren, balky apni mistakes sy acha experience hasil kren, aur bar bar galti na kren, ta k ap kamyab ho jaen.
              • #8 Collapse

                Re: Mistakes repeat na krn aur mistake sy experience hasil krn

                G dear umeed hy ap thek hogy.
                Plz mistakes ko repeat na kry bar bar na kry or apni.galti sy sabaq ly ta k appko faida ho sky
                • #9 Collapse

                  Re: Mistakes repeat na krn aur mistake sy experience hasil krn

                  Dear friend yah bat sahi hai misteks repat na karin or misteks sy eaxpirense hasl karin g han agr ap hum sy koi bhi mistek ho ja ti hai forum pr kam man yah trading man to dobara nhi ho ni chahey is sy sheekna chahye or pahr misteks ko repat bhi nhi kar na chahye or kosahash kar ni chahey pahr koi misteks nhi ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Mistakes repeat na krn aur mistake sy experience hasil krn

                    YeS MisTaKe RepaT KaRna ChahYe IssE Se KuCh KnowledGe HaSil KaRna Chahye KnowledGe Se HaM KamYaB Ho SakTe Hain AuR HamEn chahYeKe HaM ApnA KnowledGe Aur ExPerienCe Zaroor ShaRe KaRan chaHye To Hi Apna KnowledgE IncreasIng Kar Sakte Hain Aur iS MaIn KnwoeldGe Aur ExperIeNce Ka HonA BuHut ZaRooRi Hota Hai Isi Liye HAmen CHAye Ke Hma Is Main Se Knwoledge Aur EXperinCe ZarOor Gain Karen
                    Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                    :1f4af:
                    • #11 Collapse

                      Re: Mistakes repeat na krn aur mistake sy experience hasil krn

                      g han mistakes are our best teachers so hamen chahey k hum apni mistakes say learn karnay ki koshish karen kion k yh bahot e difficult business hy or hum say mistakes ho jati hyn but kam tab kharab hota hy jab hum apni mistakes say learn ni karty or un say kuch seekhty ni halan k har ghalti k pechay koi na koi sabaq zarur hota hy so hamen apni mistakes ko repeat karnay say bachna chahey kion k is say hum kbi b axhy trader ni ban saken gy is lye yeh bahot zaruri hy k hum repeat karnay say bachen
                      • #12 Collapse

                        Re: Mistakes repeat na krn aur mistake sy experience hasil krn

                        Aslam o alikom dosto kya hal chal hy or ap ki bat theq hy k forex main jo log kam kr rhy hain on kly zarori hy k wo forex main is bat ko zhin main rkhin ky wo forex main jb kam kam krain to apni ghalti ko bar bar na dohrain blky os ghalti ko khatam krni ki koshesh krain
                        • #13 Collapse

                          Re: Mistakes repeat na krn aur mistake sy experience hasil krn

                          Dosto assalam o alaikum .
                          Dear ham se agar koi mistake hoo jaati hai to hamey pareshaan nahi honaa chahiey dear hame apni ki gai mistakes se sabbaq haasil karnaa chahiey na keh us mistake ko repeated.
                          PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Mistakes repeat na krn aur mistake sy experience hasil krn

                            welcome to instaforex. jee ha jub aap ki kahe mistaiks ho jaay to koshish kare pata lagay ke kaha mistakes hui hay.aor koshish kare ke ainda na ho.aor agar dobara wohe galate ho jaay to aap samajh lay aap ne apne mistakes kuch nahe seek ha.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X