kisi b pair main tradin krny k lya expireance ka hona bhot zarori hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kisi b pair main tradin krny k lya expireance ka hona bhot zarori hai.
    dear all the member humy kisi b pair main trading krny k lya sub sy aham aur zarori ya hai k humary pas expireance ho agr humary pas expireance hai to hum kisi b pair main bhot he asani sy trading kr k bhot acha profit hasil kr sakty hhai.
    First LEARN Then You Can Remove The "L"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kisi b pair main tradin krny k lya expireance ka hona bhot zarori hai.

    ji hun forex main gold aur CL ko risky pairs khaha jata ha ager humain experience ha tu hum in pairs pe trading se bhi achi earning ker sakty han aur experience nhi tu humain curency pairs pe bhi loss ho sakta ha is liay trading main jo sub se importent element ha wo experience ha ager experience nhi tu koch bhi nhi.
    • #3 Collapse

      Re: kisi b pair main tradin krny k lya expireance ka hona bhot zarori hai.

      G han bhai jaan ap ki baat thik hy forex treading min hamin kisi bhi pair par treading karny ka lia hamin experince ka hona bahut zaroori hy exprince ka bagur hum treading kar hi nahin aakty hamin experince sy markeet ko achy sy aynalize kar sakty hain aur markeet ki movement ko achy sy samjh sakty hainjis sy hamin treading lagany ka acha signal milta hy jis sy hum achi treading lga ka acha profit hasil kar sakty hain...
      • #4 Collapse

        Re: kisi b pair main tradin krny k lya expireance ka hona bhot zarori hai.

        kisi bhi pair main trading kerny ky liay expireance ka hona bahoot zaroori hay gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay oor aap achi trading ker sakhty hain oor acha expriences bhi hasail ker sakhty hain.
        • #5 Collapse

          Re: kisi b pair main tradin krny k lya expireance ka hona bhot zarori hai.

          g ha g kisi bh pair main trading karny ka lay expirence ka hona zarori hain hamy jitna bh trading main expirence ho ga hamy otna hi faida ho ga ham jitna bh mhant kary gay ham otna hi acha bonus hasil kar pay gay ham agr achi trading kary gay to acha expirence bh hasil kary gay achy expirence say ham kamiyb ho sakty hain our acha bonus hasil kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: kisi b pair main tradin krny k lya expireance ka hona bhot zarori hai.

            g dear experience hona bhut zarori hi agr kmyabi hasil krni hai tu.kyunk bgair knowledge ky experience ky hum best stratigies ko ni apnna skty so experience or learning bhut zarori hi forex mi kamyab trader bnny ky .kisi b pair mi trade krny sy pehly humy usk bary mi complete knowledge hona chye uski market value ka pta hona chye tu phr hmy zaida sy zaida munafa ho skta hi
            • #7 Collapse

              Re: kisi b pair main tradin krny k lya expireance ka hona bhot zarori hai.

              ji bhai yh bat theek hy ager ap ny trading kaliay aik pair chose ker lia hy to ap ko chahiay kh us ki pehly demo main practice karin bhir ap real account main us ko use ker sakty hn kuch members aisy bhi hoty hn jo yh sochty hn kh hum real main is ko use kerty hn experience ki zarorat nh hy to un ko loss bhi ho jata hy is liay zarori hy kh jis pair main ap ko kamyabi mili hy ap us per kam karin ager ap ny kisi nay pair main kam kerna hy to ap pehly demo main practice karin q kh kamyabi kaliay experince ka hona zarori hy
              • #8 Collapse

                Re: kisi b pair main tradin krny k lya expireance ka hona bhot zarori hai.

                ge han trade kay ly ap kay pas experience ka hona bohut zaroory hota hy ap ko jetna acha experience ho ga aap otni he ache trade laga saktay hein ap ko chihay keh ap demo par achay say practice kartay rehen takeh aik ache earning hasel ho sakay or ager ap kay pas experiene ni ho ga to ap ko trade mein loss ho sakta hy
                دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
                • #9 Collapse

                  Re: kisi b pair main tradin krny k lya expireance ka hona bhot zarori hai.

                  hum jis pair mai kam karna chatey hain hamy us ky bary mai full information gain karne ho ge pher he hum psia kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai agar lalchi bna ky kam kary gy to hamy loss h jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik am business ke nisbat acha business hain is mai hamara koi beboss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: kisi b pair main tradin krny k lya expireance ka hona bhot zarori hai.

                    forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is ma market ka balm nahi hota forex aik acha business hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy siraf los ho jy ga
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #11 Collapse

                      Re: kisi b pair main tradin krny k lya expireance ka hona bhot zarori hai.

                      Forex trading, ap kisi bhi pair main karain ager ap kay passs experience nahen hoga tu ap kabhi bhi kamyab nahen ho sakain gayy is lea isay sekhnay kay lea demo trading nikali gaye hai takay tamam new traders sab say pahalay demo trading main achay say practice kar lain or phir live trading main kisi bhi pair main trading kar lain basani.
                      • #12 Collapse

                        Re: kisi b pair main tradin krny k lya expireance ka hona bhot zarori hai.

                        forum per akser posting read ki to sab members yehi ray dety hain k new members currency pair per trade karen per mera ye swal hai k kiya bager ecperience k hum currency pair bhi trade ker saty hain no beshak currency pair per trade kerna asan hai per yahan bhi ecperiemce lazmi ho
                        • #13 Collapse

                          Re: kisi b pair main tradin krny k lya expireance ka hona bhot zarori hai.

                          Experience k baghair hm kabhi b kamyab nhi ho sakte hame forex trading main kamyab hone k liye practice karni hogi or kamyabi hasil karni hogi tb e hamari manzil hame milegi
                          • #14 Collapse

                            Re: kisi b pair main tradin krny k lya expireance ka hona bhot zarori hai.

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: zia74 پيغام ديکھيے
                            dear all the member humy kisi b pair main trading krny k lya sub sy aham aur zarori ya hai k humary pas expireance ho agr humary pas expireance hai to hum kisi b pair main bhot he asani sy trading kr k bhot acha profit hasil kr sakty hhai.
                            dear member setting karne ke liye sabse jaruri hai ki hamare pass experience Ho Gaya hamare pass experience Hai To Ham Kisi bhi pair mein bahut acche se kar sakte hain aur bahut Achcha sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kisi b pair main tradin krny k lya expireance ka hona bhot zarori hai.

                              Yes agreed kaam Aata hai to Kisi BHI pair pr acha kaam kr Skte Hain aur agr experience ho GA pehle to pta ho GA kis pair pr acha kaam jr Skte Hain aur kis pr Nahi ya kis pr kB kaam krna hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X