"Trading with greed or fear? which is better"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    mere bhai jaan mein tou ye samjhat hoon k hum ager achi tara se tarde ko kerna chahtey hain tou huemin greed se bach ker apni working kerni chahiye tah k hum ziyada se ziyada profit safe reh ker earn ker sakein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      both are not good for trading , actualy forex mein ap ko fear or greed dono se hi bach ke rdehnaw hai , isi tarhan ap kamiyab hon gein ;)
      • #18 Collapse

        I think nor we should trade with greed nor fear, we should must have confidence to trade in Forex trading market and if we will trade with over confidence then we will feel greed, in this way we can get loss in Forex trading market.
        • #19 Collapse

          trading bilkul bhi greed kay sath na karo aur fear bilkul na ho aur demo account say ham forex ko learn kar saktay hay aur practice kar saktay hay and real par ham trading kar kay money made kar saktay hay isi liye aap ko chayei kay forex ko learn karay takay aap mustakbil mein aik achay trader ho aur achi money made kar karay .
          • #20 Collapse

            oyeee mere bhai jannn main to app ko yahi kahon ga dii chota niii karna chahyeee trade k waqttt aur 2sri bat aur na heee darna chahyeee auer ar yarr ahm batt iss main greedy factorr bilkull b na hooo yar
            • #21 Collapse

              Trading greed min karin ya fear min dono hi durast nahi hin es min to hum ye keh sakte hin k age kunwan peeche khaei wala hisab he es business min to jab tak hum logical calculation se apni trading nahi karte hin to hum agar emotions k under min trading karin to hum loss hi karin ge.
              • #22 Collapse

                greed hamesha loss krwaane ka risk brhaata he or jabke jo fear hota he woh hamko kam earning deta he lakin hamko greed se bacha leta he or ham bar bar agar win karen ge toh hamara confidence bar jata eh or fear bhe khud hi kam hote hote khatam ho jata he
                • #23 Collapse

                  ap ko trading greed ho kar nahi karni chayie aur fear na ho aur luck and experience bahot hi important hay ager ap experience gain karna chatay hay tu ap ko demo trading krni hogi kuch log kehty hay kay demo trading boring hay but yeh bahot hi important hoti hay sab kay liye is say ap forex ko understand kar saktay hay aur forex say acha profit make kar saktay hay .
                  • #24 Collapse

                    my dear brother agr hm trade greedy ho k kren gy tau ya achaa nhi hy agr hm fear k sath kren gy tau is sy hmara confidance lose ho ga which is not good for trading ... is liy hmen hmesha planning k sath confident ho k krni chahiy ...
                    • #25 Collapse

                      trading greed kay sath na karo aur forex aik legal business hia aur aap other business ko compare kary tu wo pay nai kartay aur scam ho jatay hian aur people bohat much money is meiin loss kar detay hia aur forex mein planning ki need hoti hai is liye mein bi is mein planning karta hoon.
                      • #26 Collapse

                        trading with greed nahi karni chayei aur forex aik smart business hay is mein aap ko hardworking karni hogi agr aap kay pass knowledge ho ga tu aap forex say bahot achi earning kar saktay hay isi liye mein chata hon kay mein forex ko ziyada say ziyada learn karon yeh aik great business hay .
                        • #27 Collapse

                          trading with faith and good mind and forex aik nice business hai aur aap is business mein daily money make kartay ho aur mein news trading karta hoon aur yeh best hia aur mein robot use nai karta aur mein part time job karta hon aur yehi business humara future hai.
                          • #28 Collapse

                            forex trading business aik international business hay is business me ap success hasil krna chahty hen to greed or fear sy avoid kren jub tk ap greed, so greed is killing of forex,
                            • #29 Collapse

                              trading with greed nhi krni chayie because forex aik quick making money business hai aur yeh best business hai aur aap is business par work kar ky acha profit make kartay ho aur is business mein aap effort kar ky acha earn kar leta hain aur new generation bi is business ko bohat like kar ri hai aur day by day people is business ko join kar reh hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                greedy trading mein na kary aur agr aap professional trader banna chatay hay tu aap ko ziyada mehnat karni hogi forex ko ziyada say ziyada understand karna hoga takay aap apka experience increase ho demo account par practice karna chayie is tarha ap professional trader ban jay gayn aur achi earning kar layn gayn .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X