apne jazbat py qabo rakhna
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    apne jazbat py qabo rakhna
    sllam frienz .forex trding main kam krte waqt aksr log apne jazbat py kabo nahi rakhte forex ak aisa business hai jis main jazbati log humsha loss main rahte hn kiun k agr unko thora sa bhi loss hn lage tu jazbat main a jate hn es wja sy wo bar bar loss krte rahte hn ..forex trading humsha cool ho k kro kiun k jahn profit hota hai wahan loss bhi hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: apne jazbat py qabo rakhna

    Gee haan bilkul theek kaha forex main aap ko apna jazbaat ko kabo main rhak Kar kaam karna chaiy tab aap ko kamyabi ho gi agar aap apna jazbat ko kabo main nahi rhakay gay tu aap ko nakaami ho gi aap ko kamyabi kaia apna jazbaat ko kaboo main rhakna chaiy
    • #3 Collapse

      Re: apne jazbat py qabo rakhna

      Asalamu Alaikum
      Jee bilkul sahi kaha jaldbazi or greed jesy emotions ki waja say zayda tar loss face karna parta hain. Ase jald bazi k koe trade nahi hain open profit kesy hoga asay mai trade open karna bina kisi proper analysis or without any signals trade open karnay sey hee nuksan hota hain.
      • #4 Collapse

        Re: apne jazbat py qabo rakhna

        G haan dear ap ko agar forex me acha Kam kr Kay sahi earning krni hay to AP ko es me apny jazbaat py control aur emotional nahi hona kyun Kay patience sy Kam krny Aly trader hamesha kamyab ho jaty hen
        • #5 Collapse

          Re: apne jazbat py qabo rakhna

          Hamesha Apne emotions per kab roka Chuke forest Mein profit bhi hota hai aur last bhi hota hai agar aapko pura fit Ho Jaaye to aapko Jyada over confidence Nahin Hona chahie aur Agar aapko loss Ho Jaaye to aapko Kabhi tension Nahin leni chahie
          • #6 Collapse

            Re: apne jazbat py qabo rakhna

            Tarding kay wakt ap koo apnay jabat par kaboo rakhana chiya takay ap achii tarde kar sakhay is say ap apnay experience kay badolat apnii lot koo sahii simat kii janad rawa dawa rakha saktay hay tarding may har wakt ap koo acha tarder kii tarha lot size kam rakhanii chiya takay ap kooo loss na hoo big aur loss kay wakt aur profit kay wakt ap ko apnay jazbat par kaboo rakha chaihiay
            • #7 Collapse

              Re: apne jazbat py qabo rakhna

              Ge han forex trading mein kam karnay kay ly hamen bohut zyada sabar say kam karna parta hy hamen es mein jazbaat ko qaboo mein rakhna parta hy ager ham jazbaat mein aa jatay hein to ham apna loss kar tay jatya hein es ly ager hamen loss ho bhe jata hy to hamen seniors or kamyaab logon ke help lay kar kam karna chiahy or achay say kam karen or loss say bachanay ke kloshish karen
              دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
              • #8 Collapse

                Re: apne jazbat py qabo rakhna

                welcome to pak forex.jee ha hum jub bhe forex treding me hisa lay to hame apnay jazbat pe qabo rakhna chahiye.ta kh hame loss bhut he kum ho aor hum forex pe din rat taraqee kar sake.aor apne life ko khob enjoy kare.
                • #9 Collapse

                  Re: apne jazbat py qabo rakhna

                  slam to all members.. trading k time ya khas khyal rkhna ha k apna jahan profit ha wahan sath loss b hota ha or loss cy bachny kliye well trade karen or loss ko kam cy kam rkhen ta'ke apko loss na hu.
                  • #10 Collapse

                    Re: apne jazbat py qabo rakhna

                    G bilkul apnay jazbaat par qabo pa kar hamen kam karna hoga. Kiun jb ham forex men kam karty han aur hamen forexmen jb earning milna shouro ho jati hay to ham phir apnay jazbat par qabo nai pa sakty aur ham chahty han hamen profit ziyada ho hamari earning ziyada ho ham jo kama rahy han us say ham ziyada kama len ham is lalach men par jaty han to jaldbazi karna shouro kar daity han aur jald bazi men nah hi hamara koe kam thk hota hy nah hi hamari trading achii hoti jb trading hi achii nai hoti to ham loss men chalay jaty han aur hamara bht bara nuksan ho jata hy.
                    • #11 Collapse

                      Re: apne jazbat py qabo rakhna

                      jee bhai ap ne bohat he achi baat shair ki hmaray kuch trader bhai aisey hain jab un ko kabhi kabhi aik aadh trade main loss ho jata hai to wo imotion mian aa jaty hain or us loss ko recover karnay k liye jazbaat main aa k betuki c trade karty hain or apna loss recover karty karty or bhi bohat loss karwa lety hain
                      • #12 Collapse

                        Re: apne jazbat py qabo rakhna

                        Jitne bhi traders hai apne emotion se per control rakhte Hain Vahi traders se successful hote hain Agar aapki successful Hona Chahte Hain To aapko apni motions per control Rakhna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: apne jazbat py qabo rakhna

                          Ji Sar Aisa he hai agar Ham Apne Jazbaat ko control Mein rakhte Hain To is se Ham bahut hi accha Bewafa Kama sakte hain Kyunki Hamara Dil To bahut hi Chahta Hai Ki Ham Yahan Ek Kamyab trader Bane lekin Hamen kamyabi tabhi milati Hai Jab hamare pass knowledge or experience bahut hi Achcha hota hai jo sirf time spend karne se hi Milta Hai Pakistan Forex form se
                          • #14 Collapse

                            Re: apne jazbat py qabo rakhna

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: kamranHassan پيغام ديکھيے
                            sllam frienz .forex trding main kam krte waqt aksr log apne jazbat py kabo nahi rakhte forex ak aisa business hai jis main jazbati log humsha loss main rahte hn kiun k agr unko thora sa bhi loss hn lage tu jazbat main a jate hn es wja sy wo bar bar loss krte rahte hn ..forex trading humsha cool ho k kro kiun k jahn profit hota hai wahan loss bhi hota hai
                            Reading main emotions ka koi Kam Nahin Hai emotional hokar jaldi kam Kiya Jata Hai Hamesha kharab hoti hai Jab Tu apni trading mein emotions ko Kabhi Bhi Na Aane den jisse sirf aap Ko nuksan Hoga
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: apne jazbat py qabo rakhna

                              Forex trading man aksar log ap ny jazbat pr ka bo nhi rahty hai or is waja sy on ko loss ho ja ta hai or un ka acount wash ho ja ta hai forex trading man ap ny jazbat kabo rahan ta ky ap achy sy kam kar saky or ap ko loss na ho is liy suber sy kam kar na chahey jazbati ho kar ni scoh samjhe ky trade opne kar ni chahey or analiyses kar ky ta ky ap ko loss na ho profit ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X