sawap say trade na krein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    sawap say trade na krein
    sood ko forum ki zuban main swap khty hain so hamain is k bary main learnign karni ho gi aur phar hi hum sucss hon gay aur hamain market main trade kar k hi hum achy say trade karein gay aur hamain is main jis kam ki hamara islam ijazat nai detaa wo nai krnaa chahye aur sood ko haram kha gya hai is main hamain mhnt kar k kam karna hog a tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is say faida ho saky ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: sawap say trade na krein

    sawap say trading na kran warna akhrat khatam
    .................................................. .................................................. .................................................. .............................
    • #3 Collapse

      Re: sawap say trade na krein

      g han apki bat thk hy hamin swap sey trading nhi kerni chahiy .trading mein swap ka option bhi hota hy ager ham uss key zariy hi trading krein to hamin ziada profit bhi mill sakta hy lekin hamin chahiy keh ham uss option ko use na krein belkeh emmandari sey kaam ker key apny knowledge aor experince key sath iss mein trading krein.
      • #4 Collapse

        Re: sawap say trade na krein

        Bhai jab ham forex market main account register kerwaty hain tou hamain same time per apna account hi swapfree Islamic account register kerwana chahiay ky hamari trading main swap shamil hi na ho aur konsa swap ka hamain faida hota hai swap hamesha hamari open trade sy lia hi jata hai hamain koi charges nehi diay jaty ky hamain iska kuch faida hasil ho saky
        • #5 Collapse

          Re: sawap say trade na krein

          Dear aksr swap AP ko sahi profit day jaata Hy ye serf fast moving pair par Kam kr skty hen kyun k fast moving par Kam tabhi mumkin hu jab AP es me kam kren apko confirm kho trend movement ka tab hi mumkin ho ska Hy
          There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
          • #6 Collapse

            Re: sawap say trade na krein

            haa g trading main yeah bhi opshion hota hai humein swap se kaam lena chahye our ap jo bhi kaam karty hain us kaam ko pori emandari se karna chahye our pori learning se karta chahye
            • #7 Collapse

              Re: sawap say trade na krein

              Dear swap bohot fit strategy Hy is Sy Kam kr Kay ham behtreen eanrnign kr skty hen agar ham Shai Kam kren gay to sahi kamai krcsktyceb
              • #8 Collapse

                Re: sawap say trade na krein

                U r right dear. Sood haram hai or hame forex main b swap se trade nhi krna chahiye. Hamesha apni mehnat se kam karte rehna cya
                • #9 Collapse

                  Re: sawap say trade na krein

                  hamy forex mai sood sy pak account bana kar kam karna cahey pher he hum halala rozi kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese b wakr ak time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy liss ho jy gha is mai market ka koi qasur nahi hota
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: sawap say trade na krein

                    G han dear ap na bhut hi achi bat ki b k swap sy trade na karon main ap ki bat sy bolkul agree karta hn k swap sy kabhi trade ni karna chihye q k ya kam islam main jaiz hi ni h tw hamin is main kabhi succes ni mil skti hamesha na kami ho gi tw hamin sawap sy trading bilkul ni karni chihye

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X