forex me robots use karna .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear mai to abhi new trader houn or mene to forex k business ko abhi abhi start kiya hai or mai abhi sirf posting hi kar raha houn mene abhi trading start nahi ki iss liye mai abhi robots k bare mai kuch nahi keh sakta ................
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bhai jan bohat se log robots use karte hain or unhain isse faida bhi hasil hota hai or bohat se log robots ko use nahi karte q k unhain lagta hai k unhain isse koi faida hasil nahi hoga ..............
         
      • #18 Collapse

        meray khyal se ye to aap pe depend karta hai k aap iss k bare mai kiya sochte hai or aap ko robots ka istimaal kaisa lagta hai but meray khyal se humain robots ka use kam or hard working ka use zyada karna chahiye.........
         
        • #19 Collapse

          brother many yahnpar esa aksar suna hai but jo kuch b nmany yahn par isky bary me suna hai wo sub bora hai kooi b baat many yahn par isky bary me many achi ne suni hai ye suna hai k ye apko yahn par zayaadh tar loss hi dyta hai ye apko kam hi proft dyta hai
          • #20 Collapse

            dear bilkul theek kaha hy ap ne ke forex pe ap donoon trading kar sakte hain manual trading bhi r robot trading bhi kar sakte hain robot trading karne ke lie ap ke pas money bahut honi chhaye ta ke ap ko loss kam ho
            • #21 Collapse

              dear mein tu yahi kaho ga k humy kbi b ni uze krna chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry tub eckamyab ho skty hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnst kry tub e kamyab ho skty hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry tub e kamyab ho skty hain tub e kamyabi mik
              skti
              • #22 Collapse

                my dear kuch trader forex mei robot b use krte hain or earning b krte hain but mein samjta hoon sab se best trading manual hai jb tak ap manual trading ki madad se earning nahi kr sakte ap ko robot b koi faida nahi dey ga
                • #23 Collapse

                  mere bhi hume chaye k hum forex par trading k liye koi robot use na karn qk jb b hum forex par koi robot use krte han to is sy hume koi fida ni hota ha or loss he hota ha is liye hume chaye k hum forex par trading k liye proper training kr k khud he trade karn ye he best ha
                  • #24 Collapse

                    Dost mujhe is bare me itna nahi pata kun keh mene use nahi kia hai lekin mene suna hai kuch log kehte hen keh robot use krna thek hai aur kuch log mana krte hen lekin mera khayal haikeh hamen robot se sirf ishare lene chayeen.
                    • #25 Collapse

                      Forex main robot use karna khatarnak hai aur chonkeh ye aik risky business hai. Aur chonkeh market bari risky hai lehaza is main manual trading best hai. Forex trading without risk trading ki jaey to best rahe ga.
                      • #26 Collapse

                        robots use karna bari bewaqofi hai aur mein future mein aik good trader banna chata hon aur aik achi earning karna chata ho meray pass knowledge bhi bahot acha hay aur experience bhi hay mein chata hon kay future mein daily good income made karon yeh aik great business hay .
                        • #27 Collapse

                          ji han forex may bht sa log robot ko use karte hy or o is lia kay os kay pass time nae hote kue kay ya to o job karte hy ya koi or kam jis ki waja sa os kay pass time nae hota is waja sa o robot use karte hy or ager app os ki setting ache sa kar do to ap bht profit lay sakte ho
                          • #28 Collapse

                            dear robots ka bara ma na suna zarror hay laken is ka bara idea nah hay ma to app sa yeh he khao ga ka manual kam karien to acha hay kuy ka manual karna sa app ko experience bi hasil ho ga
                            • #29 Collapse

                              bhai jee Forex ki duniya main new hain. Main ne kafi arsay say Forex ki field ko join kya hua hai. AGar aap mehnat kartay hain aur apni madad aap kay tehat kutch karna chahtay hain to aap please Robots ki taraf dehaan mat dain. Robots aap ko more than 90 percent loss main hi lay kar jayen gay. Yeh mera experience hai. Ap kabhi bhi robots buy karnay ka mat sochna. Yeh sirf Demo per hamen bewakoof banatay hain. Aap sirf aur sirf apni hardworking aur trading strategy say working karen aur kamyabi hasil karen????????
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                haan jii ye jo robots hay is say forex ki tareding os waqat ki jati ja mirkit ki momint donoo taraf horobot os waqat tareding karta hay aur profit bhi karta hay warna yw bhi loss hi karta hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X