in forex trading effect on mood

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    in forex trading effect on mood
    g han hamain jab is forex main loss hota hai tou hamara mood khrb ho jata hai lekin asan nai hona chaye qn k jahana dukh hota hai whan sukh bi hota hai so hamain or mhtn karni ho gi kya pata hamary us loss k bdly aallah pak nay hamain kuch or dena ho aur hamain is forex main sabr say hi trade karni ho gi ta k earn karein gay aur hamain market main bi sab say pahly learning karni ho gi ta k earn karin gay it is good
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: in forex trading effect on mood

    Forex market main jab hamari trade running main ho tou mood bhi market ki movement ky sath sath change hota rehta hai ky agar hamain running trade main profit hasil ho raha hota hai tou hamara mood bhi acha hota hai lekin jab hamain open trade main bara loss ho raha ho tou hamara mood bahot harsh Ho jata hai ky ham kisi ki taraf tawajo bhi nehi kerty
    • #3 Collapse

      Re: in forex trading effect on mood

      Ji bilkul friend aapane theek Kaha loss Ki Surat Mein mood kharab Hota Hai aur profit Ki Surat mein mood Achcha ho jata hai. Aapki baat Kafi had Tak theek hai. Lekin jo Ek successful trader hai hi vah serious ok Apne kam per focus Karta Hai Chahe loss ho yeah profit vah apne aap per control karta hai. Loss Hamen Hamari mistakes ko indicate karne mein help karta hai.
      • #4 Collapse

        Re: in forex trading effect on mood

        jee bhai ap ne bohat he pyari baat shair ki kabhi kabi hmen loss ho jae to hmara kaam karny ko dil nai karta or hm kaam karna chor daity hain or hum markete ko bulra bhala kehna shiroo kar daity hain aisa nai hona chahiye ap ko iss ko mukammal seekhna chahiye or achi tarh practice karni cahiye
        • #5 Collapse

          Re: in forex trading effect on mood

          jee bhai ap ne bohat he pyari baat shair ki kabhi kabi hmen loss ho jae to hmara kaam karny ko dil nai karta or hm kaam karna chor daity hain or hum markete ko bulra bhala kehna shiroo kar daity hain aisa nai hona chahiye ap ko iss ko mukammal seekhna chahiye or achi tarh practice karni cahiye jo loss hua un se sabaq hasil karen
          • #6 Collapse

            Re: in forex trading effect on mood

            Yes mood khrab hona to nahi chahye but of course loss hota hai to kuch to ho ga he na jese profit hone PR khushi hoti hai to loss PR bhi sad to kuch hon ge he but try kren keh zyadah asr na pre
            • #7 Collapse

              Re: in forex trading effect on mood

              yeh dear friends apny bahut hi achy ba share ki hy hamien forex trading mn ager profit hota hy to pher ham jump lagaty hn aur khushi karty hn aur jabh hamein loss hojata hy to pher ham is mn pershan hojaty hn aur mood bhi kharab hojata hy so hamein ager kamyabi hasil karny hy to pher hamen is mn loss hojaye to saber karna chaye
              • #8 Collapse

                Re: in forex trading effect on mood

                is forex main hamain is k bary main planing kar k hi hum achi trade karein aur loss hony par hamra mood khrb ho jata hai so ahmain is k bary main pahly elarning karni ho gi ta k earn karin gay aur hamain market main bi demo main practice kar k hi hum loss say bach sakty hain tab hi hum real main bi scuss hon gay
                • #9 Collapse

                  Re: in forex trading effect on mood

                  Assalam o alaikum , my dear friends , m umeed kerta hoon k ap sab Allah k kram se theek or khush hon gy , m ap se ye kehna chahta hoon k jee han mery bhai jan , apki bat sahi he , or traders ko apna mode hamesha hi happy and fresh rakhna chahiye .
                  Malik Fiaz khokhar
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: in forex trading effect on mood

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Zenat پيغام ديکھيے
                    g han hamain jab is forex main loss hota hai tou hamara mood khrb ho jata hai lekin asan nai hona chaye qn k jahana dukh hota hai whan sukh bi hota hai so hamain or mhtn karni ho gi kya pata hamary us loss k bdly aallah pak nay hamain kuch or dena ho aur hamain is forex main sabr say hi trade karni ho gi ta k earn karein gay aur hamain market main bi sab say pahly learning karni ho gi ta k earn karin gay it is good
                    Forex trading market Kisi Ke Mod per depend nahin karti yah Ek business hai jismein emotions ka koi Kam Nahin Hota aur na hi emotional hokar Koi Yahan Se Kuchh Hasil kar sakta hai trading main aapko apni emotions ko control Mein Rakhna Hota Hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X