Knowledge comes from experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Bilkul ap theek keh rahe hai ke knowledge experience se ati hai humhe is business ko zyada se zyada time dena chaiye take hum bhi aik successful trader ban sake.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Knowledge ki bahut si eqsam hein ,Aap Subjective knowledge to kitabon sey bhi hasil kar saktey hein Lekin Kisi Field aur khas taur per Trading mai kam k liay To ziada Experience ki zaroorat hey . Esliay eh keh saktey hein k Experience knwledge honey k baad Prectice sey hasil kia jata hey .
      • #93 Collapse

        jee bhai aap yahi kaeh rahey ho key aisa hye key aap ko knolwedge experience sey nahi milti aap ko experience knowledge seyhee miti hey or agar aap ki knowledge achi hey tho expert aap khud hotey rahey gey
        • #94 Collapse

          knowledge experience sy ata hai aur newbie trader sab sy phlay is business ko samjay pir work kary aur demo account bohat acha hai newbie trader ky liye aur aap is par fully practice kar saktay hain pir aap able hon gy real trading karnay ky liye is liye aap first basic forex ko samjay pir aap achay trader ban saktay hain.
          • #95 Collapse

            knowledge ap ko experience sy ho ga aur koi bhi trader without confidence profit made nahi kar sakta hay because is tisi liye aap ko chayie kay aap forex ko achi tarha say learn karay takay aap ka knowledge mein ziafa izafa ho aur aap is say achi earning kar sakay mein tu daily is say good profit made kar leta hon because meray pass acha experience hay .
            • #96 Collapse

              aik insaan jis k paas knowlege nai hai lekin us k paas experience hai to ahista ahista us k paas knowlege bhi aa jay ga q k knowlege to experience se hi aata hai
              • #97 Collapse

                knowledge come from experience and forex aik legal business hai sab ky liye aur is mein forex ko people bohat pasand kartay hain aur new genertaion is bsuiness ko bohat like karti hai aur future mein bi yehi business legal ho ga aur people is business par work kar reh hon gy.
                • #98 Collapse

                  mare khyal main to humain experience se be knowledge hasil hota hay aur i think k experience k begair knowledge ki theory bacar hay aur us ka koi fiada ni hay is lie humain Forex knowledge hasil ker k is ka experience zroor hasil kerna chahie ta k hum aik successful trader ben skain.
                  • #99 Collapse

                    Knowledge comes from the best experiecde agar ap ko pakistan forex forum trading my acha experience hy to
                    • #100 Collapse

                      g bhai apki baat sahi ha agar hum nay knowledge haseel karli tw exprince hum may khud ba khud ajaeye ga kui ka forex hamesha knowledge or exprince hi mangta ha................................................
                      • #101 Collapse

                        jee han dear ahista ahista hony wali knowledge demo account per rcatice kerny say experience meinj badaal jati hai knowledge forex trading ka basic part hai isi ki badolat trader agay ja ker acha profit earn kerta hai or experince hasil kerta hai
                        • #102 Collapse

                          aap ne bilkul theek kaha hai k experience se hi knowledge milta hai aur sir or apny knowledge ki base py experience hota hai,,,,,,,,
                          • #103 Collapse

                            Yes Definatly aisa hi hy jab tk ap expirence hasil nahi krty apko knowledge nahi hota k kya sahi hy kya galat hy expirence le kar hi insan thik se samaj pata hy aur tajurby se hi knoweledge me izafa hota hy jis se hum acha business karvm sakty hain
                            • #104 Collapse

                              G han agr hum es main learning kren gy to humen us learning sy expriance hasil hoga or experiance ka istamal kren gy to humen es main knowledge hosil hoga or hmara work es main theek tarha hoga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                bhai jaan yeh dono opposite he hain in dono se he hamain experience and knowledge hasil hota hai and is k liye yeh zaruri hai k hum is business ko time dain and is ko achy se learn karain and demo account ko lazmi use karain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X