trade ko open karnay m ham ko jaldbazi nahi karna chye .
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade ko open karnay m ham ko jaldbazi nahi karna chye .
    dear agar ham chatay hein k ham ko kisi trade main nafa ho to is main ham ko chye k phelay phel ham ko trade ko open karnay say phelay ham ko is km market ko dekh lena chye agar ham aisa kartay hein to ham zaroor kamyab hon gay is k lye ham ko zyda say zyada time dena peray g .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trade ko open karnay m ham ko jaldbazi nahi karna chye .

    ji han market ko achi tarah analyse kerna chahiay bhir us ko pair main bhi soch samjh rakhny chahiay or bhir ja ky trade open kerny chahiay q kh baghair analyse ky ap trade open nh ker sakty
    • #3 Collapse

      Re: trade ko open karnay m ham ko jaldbazi nahi karna chye .

      Aap nay theek kaha hum jab bi trading krtay hai hai hum ko trade open karna main jald bazi main trade open nahi karna chaiy hum ko soch samaj Kar trade open kray gay tu hum acha trada open Kar ka achi trading Kar Kay kamyabi hasal Kar saktay hai agar hum jald bazi main trade open kray gay tu hum Galt trade open Kar saktay hai jiss say hum ko loss hi hota hai iss Lia soch samaj Kar trade open kray
      • #4 Collapse

        Re: trade ko open karnay m ham ko jaldbazi nahi karna chye .

        han g dear members hamin trade kp open kerny mein jald baazi bilkul bhi nahee kerni chaiy ager ha jald baazi krein gy to hamin ,oss higfa ir hamrui trade bhi wrong ho jaoiy gi jis ki wajha sey hamry account per negitive asrat orin gy or hamin trade lagaNY set thora sa bhi fyda hasil nahee hoga to hamin apna her work araam sey ahysta ahysta under satnd se kerna chaiy tahke ham koi bhi mistakes na krein ,,,,,,,,,,,
        • #5 Collapse

          Re: trade ko open karnay m ham ko jaldbazi nahi karna chye .

          G han bhai ap thek kah rahay hain, hamain trade open karnay main jald bazi nai karni chaheay q kah jald bazi main akasr loss hota hay, kuch traders market ko dekhtay hi jaldi karnay lag jatay hain kah yah trade abi open na ki to chance miss ho jaay ga aur woh foran trade open kar letay hain but jab woh analyse kartay hain to woh trade ghalat hoti hay aur es tarah un ko loss ho jata hay.
          • #6 Collapse

            Re: trade ko open karnay m ham ko jaldbazi nahi karna chye .

            G han trade ko opne kar ny liy jald bazi nhi kar ni chahey soch samjhe sy trade kar ni chahey koi log asay ho ty hai jb bones ata hai to jald bazi sy trade opne kar la ty hai to loss ho ja ta hai trading man jald bazi nuksan hai suber sy kam kar na chahey ta ky bones ko bhi koi loss na ho or ap acha profit gain kar sa ky
            • #7 Collapse

              Re: trade ko open karnay m ham ko jaldbazi nahi karna chye .

              bilkul teek kaha aap nay forex trading mah sab say ziada jo loss ka sabab bantha hah wo hamari jaldh bazi hothe hay kionka ye zaroori nahee hay k market har time aap k favour may jaaye our hamay faida dy is liay hamah sabar say kaam lena chahiah our trading may jaldh bazi say bachna chahiay.
              • #8 Collapse

                Re: trade ko open karnay m ham ko jaldbazi nahi karna chye .

                اصل پيغام ارسال کردہ از: yasiriqbal پيغام ديکھيے
                dear agar ham chatay hein k ham ko kisi trade main nafa ho to is main ham ko chye k phelay phel ham ko trade ko open karnay say phelay ham ko is km market ko dekh lena chye agar ham aisa kartay hein to ham zaroor kamyab hon gay is k lye ham ko zyda say zyada time dena peray g .
                Assalamu Alaikum dear forex jal dbzi ka kama hamsha se hi shaitan ka hota hy is liye hamakn hamsha se hi jald baazi se kaabhi bui kaam nhi lena cjaiye sabar se is mnn trafing aur kaam krty rehnaa chahiye q ke sabar ke phall hamsha se hi meetha hotaa hayy..
                Visit My Profile
                • #9 Collapse

                  Re: trade ko open karnay m ham ko jaldbazi nahi karna chye .

                  Ji bilkul friend trade Mein entry ke liye best time selection coffee important hai. Agar ham theek time per entry karte hain to trade Hamen profit Deti Hai. Trade main entry Karenge to trade Hamen lost Degi. Loss se bachne ke liye Soch samajhkar intry Karen. Aur analysis ke bad trade close Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: trade ko open karnay m ham ko jaldbazi nahi karna chye .

                    Salam dear friends ap ny thek kaha ha k jb b trade ko open kryn hmy jald bazi nh krni chahye hmy chahye k hm phly market ko chek kryn or apny knowledge or experience k mutabik trade lgaen agr hm trade ko open krny me jald bazi kryn gy to hmy loss hoga.
                    • #11 Collapse

                      Re: trade ko open karnay m ham ko jaldbazi nahi karna chye .

                      g han jab ham ne trade open karna hoto hamian jald bazi se kaam nhi lena chahye jab ham trade open karne man jald bazi se kaam lian ge to hamain loss bhi ho sakta hai our esa bhi dekhne ko mila hai ke hamara pehly baar hi account wash ho jai.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: trade ko open karnay m ham ko jaldbazi nahi karna chye .

                        g han aap ki bat theek hay aur main aap say agree hon kay aksar log es bat ki parwah nahi kartay aur bagair sochay samjhay es me trade open kar daitay hain jo kay baad me bohat zyada pichtaway ka bais banta hay es liye hamain chahye kay koi bhi new trade open karnay se pehlay achi traha analyze kar lain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X