Kamyabi ki wajohat??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    We are success in this market. Ifqe are learnnrhe Forex with the proper learning and knowledge. So that we are successful trader.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      Dear is business me kamayb wohi hota ha jo is business me mehnat se kam karta ha kyun k agr hm is business me mehnat se kam karty hain tu hm is business se achi earning asani se kr skaty hain isi liye hmen chahe k hm is business me mehnat se kam kareen hmeshah
      • #168 Collapse

        Is business me kamayb wohi hota ha jo is business me mehnat se kam karta ha kyun k is business me mehnat shart ha or hmen is business me hmeshah mehnat se kam karny se hi is business me achi earning hoti ha iis liye hmen chahe k hmen is business me mehnat se hi kam krna chahe hmeshah
        • #169 Collapse

          Is business me hmen kamaybi tb hi hoti ha jb hm is business me mehnat se kam kareen gyn kyun k mehnat se kam karny se hi is business me hm kamaybi hasil kr sakyn gyn or achi earning b hmen is business me tb hi asani se ho sakti hain
          • #170 Collapse

            Mehnat k bawajud kamyabi na milnay wali baat theek nahi ha, forex mein ap ko ap ki mehnat ka reward zarur milta ha. Jab ap mehnat kar k forex trading seekhtay hain and is mein time spend kar kay experience gain kartay hain to ap trading mein skillful ho jatay hain.
            • #171 Collapse

              kisi bhi business and job mi kamyabi sirf hard working se he hoti ha , in forex trading bhi iysa he ha kuke is buisness mi kafi trading pairs hine ke jin per online trading ki ja sakti ha and is ke ly her pair per techinical analysis kerna perta ha jo ke forex market ke trend ko sahee tara wazia kerta ha.
              • #172 Collapse

                je main ap ke bat se agre karta hon kah forex main log kunkamyab hote hain .kunkah forex ak online buseniss h as main market bohat zyada move karte rahte h log as main bohat zyada mahnat karte hain or ache knowledge ke sarth forex maintrading karte hain or ache profit hasel karte hain .kunkah koy karobar ho as main ap jab tak mahnat nahe karte ap as main kamyab nahe ho sakte as lae forex main log bohat zyada mahnat karte hain or kamyab ho jate hain.
                • #173 Collapse

                  Us ke wajha bhut simple heay dear hum market ke analyzing main weak ho jaty hain planning nahi karty yeh wajah heay jo kafi traders loss kar jaty hain ap bhut sari trads na lagao ek lagao lakin soch samj keay lagao profit ho thora ho be tu kafi heay,
                  • #174 Collapse

                    kamyabi k leye ap ko scalping karna pare ge yani k small trading es se he ap agay bhar pae gay nae tu loss hai aur life mai pechay reh jae gay market bohat taiz hai
                    • #175 Collapse

                      my dear hamain chaahye k agar hamain is mein kaamyaab honaa hai tou ham is mein bharpoor mehant karen aur working time mein hamaaraa pooraa dhyaan is per ho
                      • #176 Collapse

                        hr kam me mehnat hoti ha agr ap is kam me bhi mehna tkren gy to ap is kam ko bhi ap best ho jaen gy agr ap is me completly learning kr k kren ty to phir profit ho ga
                        • #177 Collapse

                          Success in trading

                          Bhai apki post achi h hamein forex ma hardworking karni chaye take hme iska acha result milsake hame forex ko aik achi game ki trah smjhna chaye jis ma agar hm na mehnaat sa kam kia and money management achi trah ki tu phr hm successful hosakte hain and agar aisa na kia tu phr hm successful ni bn skte hain jo log forex ko learn karne k baad bhe fail hote hoon ga unka pass phr koi acha trading plan nhi hoga.
                          • #178 Collapse

                            is main log success b hasil karty hain or is main loss b karty hain agr humain success hasil karni hay to low risk main kam karna ho ga jis say ye fiada ho ga kay humain agr loss b hota hay to wo b low hi hota hay
                            "The mind is everything, What you think you become"
                            • #179 Collapse

                              Re: Kamyabi ki wajohat??

                              Dosto forex per kamyabi aik kam ke waja sy nahi hoty ap ko educated hona chahye forex ka knowledge hona chahye is ke bad mahnat karne ka jazba hona chahye her waqt market ke moment ka pata hona chahye market may achy moqe ke talash hone chahye cool mind aur subber sy kam karna hoga is may luck ke be ihmeyat hoty hai is may faida be hota hai aur loss be hota hai dono soorton may postive atitude hona chahye kameyabi hasil karne k liye ap ko expert ko follow karna chahye ap forex per mahnat sy he senior bansakty hain bohat sy wajohaat hain jis sy kameyabi hasil ke jasakty hai forex per assane sy per mahnat sy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Re: Kamyabi ki wajohat??

                                my dear friend kamyabi ki baho si wajohat hoti hin jin min say chand ik ye hin kh forex min kabhi bhi lalch nahi karni chey agar ham lalch kartay hin to ham kamyab nahi ho saktay iskay allawo jo is ki sab say bari waja h wo h knowledge aur expariance agar knowledge aur expariance hin to ham kamyab ho gain gay agar nahi hin to bhir kamyab nahi ho saktay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X