forex m ham ko rules ko nahi torna chye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex m ham ko rules ko nahi torna chye
    dear agar ham kamyab hona chatay hein to is main ham ko chye k ham phelay phel forex kay rules ko reads karein aor is k bad ham ko chye k ham is ko follow kar k agay ki janib berin agar ham aisa kartay hein to ham kabhi bhi forex main nakam nahi hon gay is main ap ki kia ray hay dear .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex m ham ko rules ko nahi torna chye

    G han forex market main ham trade ker rehy hon ya forum main posting job hamain rules ko follow kerty huey apni job ko continue rakhna chahiay ky jab ham rules ko follow kerty huey apni trading aur posts kerty rehty hain tou ham apni job continue rakh sakty hain lekin jesy hi rules ko break kerty hain tou hamara account permanently block ker dia jata hai
    • #3 Collapse

      Re: forex m ham ko rules ko nahi torna chye

      Assalamu alaikum ji janab aapane bahut hi acchi baat ki hai Pakistan forex man business karte hue forex ke all rules ki bandi karna free hai forex aapko achcha bonus dega aur aap ek great profit hasil karne mein kamyab honge,
      • #4 Collapse

        Re: forex m ham ko rules ko nahi torna chye

        Han dost aapki baat bilkul theek hai Forex forum ke court rules and regulations Hai Jisko follow karna Har number per lajmi hai lekin Jab Kuchh members ine rules ko follow Nahin Karte to Fir management action Leti Hai Aur aur inke post ko delete kar diya jata hai ya FIR unke account ko suspend kar diya Jata Hai temporary Taur per ya FIR permanent Taur per unke account Ban Kar Diye Jaate Hain To isliye Agar aapane Forex forum per kam karna hai to Iske rules and regulations ko follow karna hoga agar aap isko follow Nahin Karenge to Fir aapko Achcha bonus Nahin Mil sakega aur na aapka account secure rahega
        Hardworking Is kEy Tu Succes 😊
        • #5 Collapse

          Re: forex m ham ko rules ko nahi torna chye

          G Han thek kaha apny k forex main hume kaam karye hue rules break nahi karne chaye balkay rules ko.follow karte hue foram main kaam karna chaye taa k hume is main ksi kisma ka nuqsan na ho q k bhot sy logo ka account banned hojata hai isliye koshish karen k mehnat karen or rules ko follow karte rahen.
          • #6 Collapse

            Re: forex m ham ko rules ko nahi torna chye

            g yasir bhai bilkul sahi kha ha apny forex m woi log kamyab hoty hen jo hamesha rules ko follow krty hen q k rules ko follow krny sy loss ka risk km rehta ha r achi earning bhi hoti ha jo log rules ko follow ni krty r laluch sy kam krty howy over trading krty hen yani rules ko torty hen to unko bht ziada risk ka samna krna prta ha unko hamesha he loss hota ha trading m
            • #7 Collapse

              Re: forex m ham ko rules ko nahi torna chye

              اصل پيغام ارسال کردہ از: yasiriqbal پيغام ديکھيے
              dear agar ham kamyab hona chatay hein to is main ham ko chye k ham phelay phel forex kay rules ko reads karein aor is k bad ham ko chye k ham is ko follow kar k agay ki janib berin agar ham aisa kartay hein to ham kabhi bhi forex main nakam nahi hon gay is main ap ki kia ray hay dear .
              Hamen Hamesha rules ko follow karke kam karna chahie Jab Ham rolls ko break Karte Hain To Tu Hamara bonus Achcha Nahin Aata Hamen chahie ke Hamen Hamesha rules ko follow karna hai
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: forex m ham ko rules ko nahi torna chye

                Dear friends hum ko cahyh k hum jub be trading karin to forex k rules ko samany rakh kar he trading kain to better ha aur hum ko cahyh k hum kabi be forex k rules ko brake na karin kau k ager hum nay forex k rules ko brake keyh to hamara account loss may ja sakta ha.
                • #9 Collapse

                  Re: forex m ham ko rules ko nahi torna chye

                  ji forex main hamain rules ko nhi torna chayie ji is business main wahain log kamyab hotay han jo is main mahnat kertay han ya is ky rules ko fellow kertay han aur hum is main kam risk ly kr achi earning kr saktay han aur hamain chayie ky rules ko follow kerna chayie
                  • #10 Collapse

                    Re: forex m ham ko rules ko nahi torna chye

                    G ap sahi kah rahy hy humme hamesha rolez ko follow krna chaheay koi kam me galti na kre jo post ka jawab de wo sahi answer ho koi galt bt Na kre topic sy hut k bat na ho jb hum rolez sy bahr kam krte hy to hamara bonus acha ni ata
                    • #11 Collapse

                      Re: forex m ham ko rules ko nahi torna chye

                      G han dear kiyu kay humIn bad mai kafi parshani hotye hai kay humarye sath ye ho ga kiyu kay ager hum rules ko follow nhi karain gaye tu ye chalta rhata hai tu hamesha he apnye rules ko follow kiya karain ta kay apnko es kai faida ho paye
                      • #12 Collapse

                        Re: forex m ham ko rules ko nahi torna chye

                        Forex main Hume chhye k hum jab b kam karain hamesha apny rules k mutabiq karain phly rules ko read karain aur phr us k according kam karain agr hum rules ko toarin gay to hum kabhi b kamyab nahi ho skaian gay kyu k rules k hilaf jaa k jo b kam karain gay wo kabhi b accept nahi hoga.
                        • #13 Collapse

                          Re: forex m ham ko rules ko nahi torna chye

                          ager hum rule ko follow nehn krian ge to forex ap ko acha bonus nehn de gi so ap rules ko follow krain aur acha bonus bana kr trading kraina ur profit earn krain . ye sirf hardworking say hi ho skta hy
                          .................................................. .................................................. .................................................. ..............................................
                          • #14 Collapse

                            Re: forex m ham ko rules ko nahi torna chye

                            g han bilkul humaen phely pak forex kay rules ko pharny chaiya or pher is ma kaam karna chaiya ....jabhe hum kamiyab hongy ,,,, and i think humaen surf is business mahe nahi balky her kaam ma rules ko follow karna chaiya ya humary lia zarori ha ... rules ko follow karna humara frz ha..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex m ham ko rules ko nahi torna chye

                              Forex k rules g haan humein forex k rules ko follow karte rehna chaiye is k rules ko kabhi nae torna chaiye kyun k jo is k rules ko follow karta hai tradibg mein woh hi kamyab hota hai kamyabi k liye humein is k rulesko follow karte rehna zaroori hai kyun k forex mein hum kamyab bhi tabhi hoty hain jab hum is k rules follow karte hain aur koi bhi business ho humein kisi bhi business k rules ko nae torna chaiye har business rules ko follow karte rehna zaroori hai agar hum is mein zaida hardworking karte hain toh humein is mein kamyabi bhi milti hai humein is mein zaida Iske rules ko zyada follow Karte Rahna chahiye Kyunki kamyabi Ke Liye Har business ke rules ko follow karna zaruri hai forex mein ap tabhi ho sakte hain Jo Forex k rules ko follow Karte Forex Mein Ham Hain mehnat Karte Rahna chahiye Hain Kyunki Ham ismein main karne ke bad hi Kamyab Hote Hain trading mein jo trading ke rules ko follow Karta Hai trading Mein wohi Kamyab Hota Hai Hamen trading k rules ko follow Karte Rahna zaruri hai to ismein rules ko follow Karta Hai Uska Bhi zarur kamyabi milti hai kamyabi k liye forex forum or trading k rules ko zaroor follow kare tabhi ap is mein kamyab hoty hsi har kisi ko hardworking k sath sath yeh bhi karte rehna zaroori hai jo is mein zaida se zaida hardworking karta hai woh hi is mein kamyab hota hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X