Waqt per kaam complete karne k faidey ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Waqt per kaam complete karne k faidey ???

    Ji hain dear aim tu load kam hota hai aur dusra es mai ap koi tenshion bhi bad mai nhi partye hai kiyu kay ap nay tu time oay he kam kiya hota hai na tu kam hamesha time pay karna chye ager ap ko time oay kamyabi hasil karnye hai tu
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Waqt per kaam complete karne k faidey ???

      Ji bilkul aap ko Baksar Apna Kam kar delete kar dena chahie aur Ishq Se Hi aapko fayda hota hai aur aap acchi trader Ban paate hain aur aap acchi profit and kar paate Hain
      • #18 Collapse

        Re: Waqt per kaam complete karne k faidey ???

        Dear brother Waqt per kam karne ke bahut se fayde Hote Hain Is Se Insan Karm ke barddan Se Bach jata hai aur Forex forum per Jo log proper apna work Karte Hain vaho apni limit ko pura kar Jaate Hain aur Vahi log Achcha bonus Hasil Karte Hain
        :1f44d:لالا تھینکس لازمی ڈیسو
        • #19 Collapse

          Re: Waqt per kaam complete karne k faidey ???

          aap nay bilkul theek kaha forex mein aap ko time pr har kaam karna chaey tab aap ko kamyabi ho gi agar aap time pr kaam nahi kray gay tu aap ko nakami ho gi iss Lia aap ko kamyabi hasal karnay kay leay lazam hai aap har kaam time pr kray
          • #20 Collapse

            Re: Waqt per kaam complete karne k faidey ???

            Brother forex aik business hay job nahi aur har business ka usool hota hay kay agr aap sahi time per apna kam mukmal kar laitay hain to aapko acha benefit milta hay esi trha forex me agr aap waqat per posts kartay hain to aap ko acha bonus mily ga aur aap us se earning kar saktay hain
            • #21 Collapse

              Re: Waqt per kaam complete karne k faidey ???

              Dear forex main wakt pr kaam krny k bht sary faidy hain jesa k jb kaam wakt pr ho jae to hm relax feel krty hain ar tension free ho kr koi bhi ar activity ya koi ar kaam kr skty hainwakt ki pabandi bht zrori hai agr hm wakt ki qadr krn gn to kamyabi zror mily gi islia apna hr kaam wakt pr kr ln
              • #22 Collapse

                Re: Waqt per kaam complete karne k faidey ???

                Jo is mein waqt per kam pora karta hai wo forex mein zaroor kamyab hojata hai aur forex mein apni mehnat ko zaya nae hone deta kun k wo trader waqt ki qeemat ko buhat achi tarhan janta hai aur forex mein apni mehnat aur waqt ki pabandi karta hai forex mein jo waqt ki pabandi karta hai kamyabi us buhat jaldi milti hai aur forex trader humesha apne waqt ki qadar karta hai aur forex mein kamyab trader bhi tab hi ban jata hai jab is mein kamyab trader ban jata hai toh woh apny waqt ki qadar karta hai aur expert trader humesha time to time apna kam complete karta hai....
                • #23 Collapse

                  Re: Waqt per kaam complete karne k faidey ???

                  Walaequm Asslam ! Dear member waqt per kam karny k buht se faidy hain sub se top per yh faida hai ke humara sara din nhi lagta hum agar time per posting karln to hum or b usefull kam karskty hain or punctuality wese b buht achi chez hoti hai insan ko time per hi sub kam kar leny chahye thank you....
                  • #24 Collapse

                    Re: Waqt per kaam complete karne k faidey ???

                    g bhai bilkull shi kha ap ny hamii apny sarey kmm apny mokrr waktbpr kr leny chaey q k jo achy logg hotey hy wo apny sarey kamm apny wkt pr kr letey hy woo bey fikr ho jatey joo es kmm me sosti krtey hy woo hamesha pechy rhy jatey hy
                    • #25 Collapse

                      Re: Waqt per kaam complete karne k faidey ???

                      forum main ager ap apna kam time ky stah kar laity hain tu es ka yeh faida hota hai ky ap phir forex market ko bhi time day sakty hain aur sath sath apna koi or work bhi kar sakty hain es lea ap ko es main success hony ky lea time table bana kar kam karna ho ga es tarah sya ap aik he time main kafi ziada kam kar sakty hain aur forex say bhi achi earning kar sakaty hain.
                      • #26 Collapse

                        Re: Waqt per kaam complete karne k faidey ???

                        Agar Ham Apna Kam complete Karenge To Hamen fayda Hoga Forex trading business Mein Hamen Apne kam per focus karna chahie Hamen daily basis per learning Karni chahie aur Forex trading ki practice karni chahie jitni acchi Ham practis Karenge Itna Achcha Hamen fayda ho sakta hai Bharat trading business 1 profitable business hai Ham is business mein kya profit Hasil kar sakte hain
                        • #27 Collapse

                          Re: Waqt per kaam complete karne k faidey ???

                          Ji friends sub se pehli bat or sub se achi bat yehi hai k har achey business man ki nishani hoti hai k wo apna kam waqt Par karta hai. Or bewaqt nei karta oa kabhi bhi aj ka kam kal Par nei chorta. Yehi uski bohat bari khubi hai isi se wo khub apne business ko kamyab karta hai.
                          • #28 Collapse

                            Re: Waqt per kaam complete karne k faidey ???

                            Dear aap ki bath sahi hay quen kay aaj ka kaam kal par nahi chorna chahiya iss say hamara hi loss hay quen kay phir wo wakat nahi aata hay iss liya kosish kartay raho kay aap ko agar aaj jo mil raha hay us ko aaj hi kar lo kal ka intizaar na karo kay ya kaam may kal karoonga ho sakta hay kay aglay din aap ko koi or masla ban jaay to bahtar hay kay aaj kaa kaam aaj hi kar lo.
                            • #29 Collapse

                              Re: Waqt per kaam complete karne k faidey ???

                              Hum ko apan Kam waqt py complete krna chahiye agr hum apan Kam waqt py complete kr len gy tu hum zaror successful hon gy hum ko Pak Forex forum mn pots krny ky liye koi Time table bana lena chahiye aur us time table ko madey nazar rekhty howy Post krni chahiye Apan Kam interest ky sath aur Aman dari ky Sath kran cahiey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Waqt per kaam complete karne k faidey ???

                                Assalamu Alaikum friend ji aap bilkul theek hai Forex Mein Waqt per kam complaint karne ki ke yah fayde Hote Hain Ki Ham ismein achha Khasa target complete kar lete hain aur ham Aise bahut jyada fayda HAL Karke Achcha Khasa bonus again kar lete hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X