Loss ki bari reasons??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki bari reasons??
    New members mostly loss krwaty hain us ki reasons hoti hain ak tu knowledge ki kami hoti hy experience ki kami hoti hy mehnat ki kami hoti hy aur sub sy barh k lalch aur jald bazi hoti hy jo k loss ki vaja bnty hain tu en sub sy bach k hum achi earning kr sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ki bari reasons??

    Forex market main trade kerty huey hamain sirf is waja sy aksar loss hota hai ky ham baghair sochy samjhy forex market main trade open ker dety hain ky market tou hamari wish ky mutabiq kabhi bhi move nehi kerti tou hamain koi bhi trade open kerny sy pehly market ky achy analysis ker leny sy loss sy bacha ja sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Loss ki bari reasons??

      welcome to pak forex.jee ha bhai jaan loss is liye ziada ho rhay hum log pakistan forex ko proper time nahi de rahay hay aor hame malomat bhe nahe ho rahi hay hum jitna ziada time pak forex ko de gay utna he hamare ilm meizafa hoga
      • #4 Collapse

        Re: Loss ki bari reasons??

        g bilkul bhai jan ap ny bhot he peyara sawal keya hy forex forum main loss hony ki jo sub sy bare waja hy wo hy risk akser log zeyada profit ki lalch main trading main risk lina shuru kar dety han ya market ki movment ko achy sy ni samjhty or asy he trade shoru kar dety han jis ki waja sy tu akser logon k account tu wash bhe ho jaty han or akser ko loss ka samna karta parta hy
        • #5 Collapse

          Re: Loss ki bari reasons??

          Jald bazii hi Loss ki brri reason hy pyare bhai i think ap ny forex ko first time join kia hy i'll tell you that...asal men aksar men ko loss automatically aata hy asal waja sirf jald bazii h ye tu ho gai 1 reason aor second important reason ap ko btata hon jissy sab member ignore kartyy hein aor just profit ka hi Sochtyy hein 2# (Copy paste) ye big reason hy iss ko kaabhi b ignore nhi karna aor copy paste sy save rehna chahye iss trah loss s bacha ja sakta hy
          • #6 Collapse

            Re: Loss ki bari reasons??

            Dear ager hum koshesh karain tu un cheezon pay qaboo oa sajtye hain jin ki waja say lose hota hai tu ager wo hunarye hatg lag jatye hain tu humain es mai lose kam ho jata hai kiyu kay lose ki sub say bari waja hai kay trade ko ghkat jagha pay replace kar daina jis ka bad mai kafi masla ban jata hai na es waja say tu kabhi ghlat jagha say replace na karain
            • #7 Collapse

              Re: Loss ki bari reasons??

              my dear hamien is mn loss hamaray mistakes ki waja sy hota hy aur hamien is mn bahut ziada loss jo hy wo mistakes ky sath sath saber ka na hona hy ager ham is mn saber nhe karty to bhi hamien loss hota hy ya pher jab ham is mn lalach karty hn to pher bhi hamien is mn loss hota hy
              • #8 Collapse

                Re: Loss ki bari reasons??

                loss hamy apni hi galtio ki waja sy hota hain jab am aik hi din main ameer hony ky lalch main tukky laga kar emotional ho kar kam karty hain to hamy loss ho jata hain is main market ka yai hamary brokers ka kio ke qasoor nahi hota ham is main apni marzi sy time table bana kar din yai raat main kisi be waqt kam kar sakty hain yai aik real job hain
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ki bari reasons??

                  Agar ham shortcut aur jaldi.ameer bannaybkinkoshish na karain to hamain loss nai ho sakta. Loss ki barri waja lalach, experience ka na hona, less knowledge aur over confidence ha. Agar ham soch samajh kar trading karain aur shorcut se ameer bannay ki khwahish chor dain to ham loss se bach bhi saktay hain aur achi earning bhi kar saktay hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ki bari reasons??

                    Agar Hamen loss bahut zyada hota hai to iska matlab yahi hai ki hamare pass knowledge bhi nahin hai aur ham lalach bhi bahut hi jyada karte hain Jiski vajah se Hamen loss hota hai agar Ham Apne Lalach ko control kar len To Ham bahut hi ache trader Ban sakte hain aur acha profit bhi Kama sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ki bari reasons??

                      Loss ki bari reason kam experience or kam knowledge ha jab apky pas kam experience or kam knowledge hota ha forex sa related tab aplo loss hota ha apko chaiya ky ap forex pa mehnat karo or soch smjb ky trading kro taky apko acha rewards milsky or ap best trader ban sako
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ki bari reasons??

                        forex main ager ap k pass acha knowledge nahi hia tu ap is main loss kar sakte hain. keyon k ap tab tak earning nahi kar sakte jab tak ap is main mukaml knowledge aur experience nahi lay laty hain. Ager ap k pass perfect experience nahi hai trading plan nahi hai tu ap lot size bara laga sakte hain. ap galt time per trade open kar sakte hain. ya pher ap galt time per trade close kar sakte hain. main vaja hmesha trading main lot size big laga kar account wash karty hai log
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ki bari reasons??

                          dear friends forex main loss ki bari wajha lalach hoti hai ya phr kam knowledge hony ki wajha say bhi hum aksar loss main aa jaty hain.forex market ak boht bari market hai jis main hum agr knowledge hasil kerna chor din to humin loss hony ka khadsha hota hai.
                          Jazak ALLAH ツ
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ki bari reasons??

                            Loss ki bari reason ya hoti ha ka hum us main active mind nahi hotay hain or is lalach ka sath ka kartay hain is wjsa sa humain loss uthana parta ha is lia hamin chaiya ka hardworking ko apna maqsad banain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ki bari reasons??

                              Assalam u alaikum Friends Lose hony ka sub pehla reason ye k jub b hamy lose hota h hum market Achy sy analys nhe hota our asy hi trade open kr dety our kabhi hum thori zyada lalach krty hen tub b hojata h humain mukamal tayari our our lalach k begair kam krna chahye tub hi hum lose sy bach salhty hen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X