Real Trading Account Ki Kiya Galtiya Hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2851 Collapse

    real accounts me mistakes ho jati hai un traders say kay jo pehlay apnay apko demo account pe tilize nai karwatay hai aisay types kay traders real account pe trade kartay waqt under presure ho jatay hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2852 Collapse

      hum jab is main mistake karty hain to trade main kafi loss ho sakta hay humain demo ko use kar kay achy say ana ho ga kun kay bar bar mistake karny main market main kafi loss ho sakta hay demo ko use karna ho ga
      • #2853 Collapse

        mistake real accoun mai durast nahi hai ku k koshish kray k mistakekam say kamho tou ap real account mai behatr preform kr sakty ho. jo regular mistake krtay hai tou en kayaccount bhe regular wash hotay hai.
        • #2854 Collapse

          agher hum apny real account main mistakes nahi krna chahyty tu hmain demo account par apni practice karni chahye es liye demoa account par apni skills itni improve kar len k apko real main loss na ho
          • #2855 Collapse

            mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur experience ho ga tab hi hum market main sucess ho skaty hain aur demo main practice kar k hi hum real main trade kar skaty hain it is best
            • #2856 Collapse

              mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k acha earn karny main koi mushkil na ho skay aur demo main practice kar k earning karein gay
              • #2857 Collapse

                mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k acha earn karein gay aur rules ko follow kar k hi hum sucess hon gay aur greed ko avoid kar k hi hum run karein gay aur trend ko use kar k hi hum earning ho gi
                • #2858 Collapse

                  Rral account men to mistakes ki go jaish ni hoti q k demo account ka maqsad b yehi hota hae k bnda jo jo mind men plan rakhta hae wo azmaa ly aur apny aap ko parh ly tan k real account men usko mistakes ka samna na krna parey.
                   
                  • #2859 Collapse

                    dear demo aur real mai log iss leay fail ho jaty hain kun k real mai wo tention lay kar kam karty hain aur demo mai wo serious ho kar kam nahi karty hain jiss say unko real mai loss ho jata hai iss leay real ko bhi demo samjh kar kam krna chheay.
                    • #2860 Collapse

                      Ap bilkul thek keh rahay hain akdar traders demo account main trade krty wakat profit bna jatay hain kr real main loss main jaty hain iski ye wja ho skti hai k wo real account main kam krty hoy prrsure laity hon gy
                       
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #2861 Collapse

                        real account men mistake kerna ap ko loss ki traf lay ker jata ha ap jab real account men mistake kerty hei tu apko forex men us ka loss ho ga, or ager ap achy treekyse kam kerein gay tu apko real account men profit bhi ho ga
                        • #2862 Collapse

                          aap ko cahy kay jasy aap dmoe ma tansan free ho kar trad karty ha is ma be aap ko asa he karna cahay aap ko real ma gred nhe karne cahy trad kay opan hotay he aap ko apnay emotion ko control karna cahy asa karnay sa aap success hasil kar lay gay
                           
                          • #2863 Collapse

                            real account ma aap ko galte nhe karne cahy q k is sa aap ko loss ho sakta ha our isma aapapne galte tek be nhe kar sakty hais kayliay aap ko demo account ko ues karna cahay our real ma aap ko bcarfull ho kar kaam karna cahy
                             
                            • #2864 Collapse

                              Yes bat bilkul thek hai ke forex ke real account main bhi mistake ho jati hein aur kafi lose ho jata hai kuon asan khata ka putla hai wo jitna bhi experience aur knowledge hasil kr le us se kahen na kahen mistake zaror ho jati hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2865 Collapse

                                hamain mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky ga aur profit hasil kar k hi hum market main achi trade kar k run karein gay aur greed ko avoid karny main bi asani ho saky gi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X