Kya forex men education ka ho na zarori he ?
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya forex men education ka ho na zarori he ?
    Assalam o alaikum friends i think education ka ho na zarori he pak forex bussiness men jin logon k pas knowledge kafi ho ga wo apna knowledge share kren ge aur is se jo joniors hen un ka apna knowledge bhi improve ho jae ga istrah friends ham aik good bussiness man ban sakte and one who has a good education he can follow the all rules of forex .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya forex men education ka ho na zarori he ?

    bhai is main education lazmi nh hy lakin ager hum educated hon gy to hmain achi tarah forex trading ki samjh ay g or hmain learning bhi achi tarah ay g hmain chahiay kh hum forex trading ky sath education bhi jari rakhin ta kh hum kamyab trader bn sakin.
    • #3 Collapse

      Re: Kya forex men education ka ho na zarori he ?

      g nhi education ki zrorat nhi hoti lekin ek uneducated shakhs se edcated shakhs zyada kamyab hota hai our earning bhi zyada karta hai is lye agar ham study kar rhe hain to use lazmi jari rakhna chahye our hmari umar zyada hai our forex ko join karna chahte hain to jaldi karen.
      • #4 Collapse

        Re: Kya forex men education ka ho na zarori he ?

        Gee haan forex main education ka hona bohat zurori hai agar aap ka pass education ho gi tu aap acha Kaam kray gay tu aap ko kamyabi ho gi agar aap acha Kaam nahi kray gay tu aap education baghair na hi posting Kar saktay hai na hi trade Kar saktay hai iss Lia education ho gi tu posting bi Kar saktay hai or trade bi tab aap ko kamyabi ho gi
        • #5 Collapse

          Re: Kya forex men education ka ho na zarori he ?

          forex main main education ka hona zarori nhi ha is business main education ki koi bhi had nhi hoti ha ya aik on line business ha ya sab sy acha business ha is main kamyab honay ka liya bhaot mahnat ki zarorat hoti ha aur is main exprience aur knowledge ki zarorat hoti ha
          • #6 Collapse

            Re: Kya forex men education ka ho na zarori he ?

            dear and respeced member apki bat to bilkul hy hamin forex mein achi education ki zarorat hy hamin ziada bhi nhi lekin hamrey pas education ka honaa zarori hy kue keh iss mein hamin post threads aor trading her cheez mein education ka use hota hy ager hamarey pas education achi hogi tub ham forex mein apni earninig bhi juldi kein gy ..
            • #7 Collapse

              Re: Kya forex men education ka ho na zarori he ?

              salam .. nhi sir forex forum per kam kerny kelia hamain kisi education ya qualification ki zarurt nhi hia..aur lazmi nhi hai k forex per sirf wahi kamyab hoty hain jin ka pass qualification aur dgrees hn.. yahan per her wo bunda kamyab ho sakta hia joo mehnt kr sakta ho..q k akmyab wahi lopg hoty hain jo mehnat kerty hain mehnt k vbaghair kbhio kloi kamyab nhi hota aur kbhi zindgi me age nhi berh sakta. is lia agr ap agy berhna chahty hain to apko chahea k ap zeada se zeada mehnt karain...
              • #8 Collapse

                Re: Kya forex men education ka ho na zarori he ?

                Assalam o aalikum
                G bhai ap ki baat thik hy pkistan pk forex min kaam karny ka lia knowledge ka hona bahut zaroori hy jis member ka pass knowledge nahin hy to who forex min kaam nahin kar sakta isi lia hamin pk forex min pnline treeky sy kaam karny ka lia knowledge ka hona bahut zarooei hyjis sy hum achy treeky sy kaam kar sakin gy aur acha peofit hasil kar pain gy..
                • #9 Collapse

                  Re: Kya forex men education ka ho na zarori he ?

                  G haan forex min Kam kerny kily education key zarrorat pariti Hy kio ky is per Kam kerny kiliy education key zarrorat pariti Hy kio ke kis bhe Kam kerny kily education key zarrorat pariti Hy kio ko an kal ka door education ka hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya forex men education ka ho na zarori he ?

                    Forex mein agar aap education Hasil Karke kam Karenge to aapko Jyada aasani Hogi Agar aapke pass certification Nahin bhi hai to bhi aap college mein kam kar sakte ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya forex men education ka ho na zarori he ?

                      G han dear members ap ki bat bilkul thk hy pak forex education ka hona bhut hi zroori hy q k koe bhi business ho us my education ka hona zrori hy education ka beghair koe bhi kam ni hoskta education k sath sath experience my bhi izafa hoga aur mhnt k sath kam kraingay to education aur experience my izafa hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya forex men education ka ho na zarori he ?

                        No in any way no
                        Education is not essential for trading in forex ,people having less education can also work in forex trading and get profits and bonus.its all knowledge experience and risk for more profit
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya forex men education ka ho na zarori he ?

                          g han forex me knowledge ke sath acha work kr sakte han kuin knowledge hoga tu work bhr kar sake ge forex me ache experience hasil kr acha profits bhe le sakte han g han bilkul education ke bhot zrorat hoti hy
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Kya forex men education ka ho na zarori he ?

                            Forex trading seekhnay k liye aap ka boht zyada education ka hona b zaroori nhi education aur achhi ho to forex learning ki ability zyada hoti hai jis trah aik student kisi b knowledge ko barri juldi pick kar leta hai agr education normal b ho tb b forex ko Samjha ja sakta hai is mein education k sath sath practice ki b zaroorat hoti hai aur practice hamesha practical karny aur mehnat karny se he aati hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X