Greed Ma loss ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    je haan bhai yehi waja hay loss ki kay log zyada tarh greed ki taraf chalay jatay hain jab kay ye maloom bhi hay lalach karna galat hay ma sab ko ye baat samjahna chahta hoon greedy hona big loss hay aik target kay saath chalain soch samjah kay kaam kro kabhi ap ko loss nahe hoga
     
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      yes dear apki bat thek ha isliye forex mein greed he loss krta hais liye agar ap k pass kafi balance ho tb ap bari lot lga letty ho jis sy ap loss he loss krty ho apni amout ka loss kr bethty ho
      • #213 Collapse

        G forex trading business mein greed se sab se ziada loss is waja se hota hy k jab ap trading karty han tu luck se ya kise waja se ap ko profit ho jata hy aur ap aur ziada k lalach mein aur trading karty han aur trade open kar daty han kiok ye trade knewledge experience aur learning k baghair hoti hy aur emotional ho kar trade ko open karty han aur wo loss mein chali jati hy is tarha buht ziada loss bhi ho sakta hy aur greed se ap ka account Wash ho sakta hy
        • #214 Collapse

          humain agr kam karna hay to hard work kar kay achy say kam karna ho ga ta kay market main loss km ho sakay is main greed ziada karnny say market main kafi risk hota hay humain low risk main kam karna ho ga
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #215 Collapse

            Forex trading business mein greed ki waja se loss hota hy aur greed se is waja se loss hota hy k jab hum trading karty han aur trading kar k profit earn karty han tu aur ziada profit earn Karne k liye trading karty han aur jab aur ziada profit k liye trading karty han tu Koi mistake ho jati hy aur trade Galt open ho Jaye tu loss ho jata hy is liye Jo mil jata hy wo hi buht samjhna cahaiye aur greed nhi karna cahaiye
            • #216 Collapse

              sir baat ya ha kay forex market ko samjna thora muskil ha qk forex market kasi bhi time fast move kr sakti ha agar ham greed krty ha or ham ziada lots lagatay ha to koi pta nai ha kay market hamri opposite chali jay or hamay loss ho jay islay apko forex ma dakh kr trading krni chahiye
              • #217 Collapse

                Forex trading business mein greed ki waja se sab se ziada loss hota hy aur greed ki waja se is liye loss hota hy k greed kar k trading kartay han aur ziada profit earn karne k liye trade open kartay han aur over trading kartay han aur money management ka koi kahyal nhi hota aur lot size ziada use kartay han js ki waja se loss ho jata hy aur account wash ho jata hy
                • #218 Collapse

                  Forex trading business mein sab se ziada loss greed ki waja se hota hy aur ye sab learning knewledge experience na hone ki waja se hota hy agr ap forex trading business ki learning knewledge experience hasil kartay han tu ap ko pata ho ga k market kab tak Jaye gi aur ap market k hisaab se trading kar k profit earn kar saktay han aur ap ko learning knewledge experience nhi ho ga aur greed ki waja se tukay se trading karain gay aur lose ho sakta hy
                  • #219 Collapse

                    G haan forex main greed ki vja say kafi loss hota ha. Agr forex main kamyabi hasil krni ha to greed ko completely avoid krna ho ha kyun k greed say banda big lot lga leta ha aur market ka koi trust nai hota achank loss say account wash ho jata ha aur banda bad main pachtata ha. So hmain chaheay k grees say bil kul door rahin ta k forex say profit ata rahahy.
                    • #220 Collapse

                      yes ye to real bat hai k forex me money management se ager hum hat kar chale ge to hume loss hi hoga mean account wash bi ho skta hai greed hume hamesha phansata hai or smjhdari se chalna chahye forex me
                      • #221 Collapse

                        Bilkul dear aisa he hai forex mn apko lalch nhe krnI chahye bal k kam ko smj kar agar ap thora b kama rhy hain toh wohe ap k lye bhot hai
                        • #222 Collapse

                          Y not jab bhe hum real account main khas toor pay laluch main aa k trade kerty hain to humean confirm loss hota hai because jo bhe us main greed ko control nahe kerta hai wo us main loss kerta hai our ye emotions ko control kernay wlay trader kabhe bhe kamyaab nahe hoty hean
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #223 Collapse

                            zahar si baat hai kahawat is liye hi to bani hai lalach buri bala hai agar ap lalach kary gy to apko loss hi hoga is liye lalach sy bachy chahy wo trading ho ya real life work bus hard work kary apko loss nahi hoga.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X