Hmain kamyabi kaliay kam to kerna pary ga.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hmain kamyabi kaliay kam to kerna pary ga.
    bhaio main ap ko yh kehna chahti hon kh ager hmain kamyab hona hy to kam to kerna pery ga werna hmain kamyabi nh mily g jo members yh sochty hn kh hum kam nh krin gy lakin senior members tak pahunch jain gy lakin aisa mumkin nh hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hmain kamyabi kaliay kam to kerna pary ga.

    Friends bilkul theek kah Rahe Hain Ki Hamen kamyabi Hasil karne ke liye kam to is business Mein karna Hi Padega Agar Ham kamyabi ke liye Kam Nahin Karenge To Hamen bilkul bhi acchi earning Hansi Nahin ho sakti Kyunki is business Mein Hamen sirf aur sirf mehnat per focus karna chahie Agar mehnat Karte Hain To samjhe Ham Kamyab Hain Agar Ham mehnat Nahin Karenge To Ham Kamyab Nahin Kyunki is business Mein mehnat Hi bahut jyada ahmiyat rakhti hai
    • #3 Collapse

      Re: Hmain kamyabi kaliay kam to kerna pary ga.

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men aesi hi kamyabi nhi milti balkay iss k liay mehnat aur bahut ziyada kam karna parhta hey iss liay jesay hi forex trading ko join kartay hen tu achi learning aur knowledge hasil karen aur phir mehnat karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Hmain kamyabi kaliay kam to kerna pary ga.

        ji hamain kamyabi ka leya kaam to kerna paray ga aur agr hamain is main kamyab hona ha to kaam to lazi ha aur hamain is main mahnat bhi karni paray gi kamyabi hasil kernay ka leya agr mahnat nhi karain gy to hum is main kabbi bhi kamyab nhi ho saktay han
        • #5 Collapse

          Re: Hmain kamyabi kaliay kam to kerna pary ga.

          ji ha aap ny bilkul theek kha hy humy kamyabi kleiy kam to krna pry ga dear agar humy forex mein kamyab hona chahte hain to humy is k liye kam to krna hi pry ga agar hum forex mein dill laga kr kam krein gy aur is mein zyada sy zyada mehnat krein gy to hum zaror kamyab ho sake gy
          • #6 Collapse

            Re: Hmain kamyabi kaliay kam to kerna pary ga.

            boss hum koy bhe kam kartyn hen jab tak hum os kam men mehnat sy kam nai naai karen dill laga lky kam nai karen gy tab tak hum achi kamyabi hassil naoi kar saken gy ,es ley humen chaia keh hum forex men nzeada sy zeada mehnat sy kam kaaren dill laga lkyu kam karen jab hum forex men dill laga ky kam karen gy tab he hum achi kamyabi hasil kar saken gy ,forex men hamne chaia keh hum zeada sy zeada mehnat karen
            • #7 Collapse

              Re: Hmain kamyabi kaliay kam to kerna pary ga.

              bilkul friend agr hm forex ma kamyabi chahtay hain to is ma acha kam karna paray ga, hm apnay targets ko isi tarah achieve kar sakain gay jb mehnat aur lagan sa kam karain ga, lihaza roz ka kam roz karain aur kbi b aj ka kam kal par mat chorain warna baad ma hmain problems ho sakti hain
              • #8 Collapse

                Re: Hmain kamyabi kaliay kam to kerna pary ga.

                ji bilkul forex forum per agr ham kamyab hona chahty hain to hamain kam kerna ho ga aur achy se acha kam kr k apni km ki quality aur mayar ko bhtr banana ho ga q k jb hm km zeada krain ge to hamain uska acha reward mily ga aur ham acha bonus hasil kr k achi trading se acha profit hasil kr sakty hain..zindgi k kisi bhi maidan me kamyabi hasil kerny kelia hamain zeada se zeada mehnt kerni ho gi..
                • #9 Collapse

                  Re: Hmain kamyabi kaliay kam to kerna pary ga.

                  Ji bilkul Agar aapane kamyabi Hasil karni hai to uske liye aapko kam to karna padega to aapko hard working Karni chahie Taki aap success Hasil kar Sako
                  • #10 Collapse

                    Re: Hmain kamyabi kaliay kam to kerna pary ga.

                    g han hamy kamyabi kay liye kaam tou karna hi paray ga aur kamyabi asay tou nahi milti is kay liye apko bohat acha kaam karna hota ha aur din raat ik karna hotay han aur tab ja kay kahin hamen kamyabi milti ha aur jo is ka maza hota ha wo bayan nahi kiya ja sakta
                    • #11 Collapse

                      Re: Hmain kamyabi kaliay kam to kerna pary ga.

                      Kisi chij ke bagair yahan per market mein sirf karna chahte hain to yah Hamare liye theek work Nahin Hoga Hamen chahie Kya Main proper method ke sath kam karne ke liye market Mein regular working Karte Rahana chahie jisse Hamare working aur Hamari earning bhi bahut jyada confidence ke sath suitable method ke sath increase ho sakti hai Hamen Yahan per kamyabi to Forex trading ki vajah Se Mil Jati Hai Lekin Ham Yahan per practice Nahin karte hain skills development Nahin Karte Hamen
                      • #12 Collapse

                        Re: Hmain kamyabi kaliay kam to kerna pary ga.

                        Dear Friend aap bilkul theek kah rahe hain Hamen Forex trading Mein kamyabi ke liye kam to karna Hi Paray ga Agar Ham forex Mein kam Karenge to hi Kamyab ho sakte hain otherwise Mein Hi isliye Sab members ko chahie ke product mein jyada Se Jyada kam Karen Fir Bhi Ham Kamyab ho sakte hain aur Jyada Se Jyada mehnat Karen Agar Ham itne mein baat karenge to hi Kuchh Hasil kar sakte hain Sab members ko chahie ki forex mein jyada Se Jyada hard work Karen aur zayda sy zayda Forex per time spend kary taka hum acchi kamyabi Hasil kar sake.
                        • #13 Collapse

                          Re: Hmain kamyabi kaliay kam to kerna pary ga.

                          How are you frnd g bulkul forex business me khamyabi k liya km ko krna hota hy km krny k bagir koi successfully bhi howa hy ni to phr ham kesy ho sekty hy is liya ham ko chiya k ziyda sy ziyda menat krni chiya forex business me khamyabi mumkin hy butt muskhil hoti hy menat krny sy khamyabi hasil ho jati hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Hmain kamyabi kaliay kam to kerna pary ga.

                            dear friend agar ap forex main kameyabi chahty hain to ap ko as main mahnat karni pary gi as main manat say hi ap log ak kameyab trader ban sakty hain as leye ap ko cahye k ap forex ko achay say sekhn ki koshesh karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hmain kamyabi kaliay kam to kerna pary ga.

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: aatiqaambreen پيغام ديکھيے
                              bhaio main ap ko yh kehna chahti hon kh ager hmain kamyab hona hy to kam to kerna pery ga werna hmain kamyabi nh mily g jo members yh sochty hn kh hum kam nh krin gy lakin senior members tak pahunch jain gy lakin aisa mumkin nh hy.
                              Agar Ham is business Mein success Jante Hain Tum Hamen mehnat Karke kam karna hoga tabhi Hamen kis Businessman success mil sakega otherwise I'm is business Mein Kabhi Bhi success Nahin milega
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X