Forex ma loss kyu hota ah ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    dear me kahna chahunga k forex me na kamyab hony ki main waja yahi hy k isme log join to hojaty hyn lkn wo isme kam thk se nai krty hyn hard work nai krty hyn islye na kamyab hojaty hyn or jo log isme din rat hard work krty hyn wohhi isme zyda tar kamyab hy....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      loss is lye hota hai is business me kiun ke forex ke business ki jin logo ke pas knowledge nhi hoti hai un ko he is me loss hota rehta hai loss aap ko ap ki galati ki waja se he hota hai warna is business me kabhi bande ko loss nhi hota .
      • #63 Collapse

        My dear friends is business main sirf lalach or lack of knowledge ki waja se loss hota ha. forex trading market main forex traders ko real account main trading hi proper learning ke bad karni chahiye.
        • #64 Collapse

          Forex trading mein loss is waja se hota hy k forex trading mein mehnat aur hardwork nhi karty aur forex trading mein mehnat aur hardwork kar k forex trading mein experience aur knowledge hasil nhi karty aur forex trading mein achi learning hasil nhi karty js ki waja se forex trading mein loss hota hy
          • #65 Collapse

            well, do not exaggerate ... so no there's nothing heavy. how to use the terminal - complete step by step video instructions, so it is with many turkeys.
            And by the way, even better, it seems to me that no one teaches. The teacher can only teach how to become just ... will show the same methods, the same TC, which he enjoys. but it is not you. It is better to read everything and to choose what trade.
            • #66 Collapse

              Forex trading mein loss ziada new trader ko hi hota hy kiok new trader k pas knowledge aur experience kam hota aur loss ziada knowledge aur kam experience ki waja se hota hy agr experience aur knowledge ziada ho ga tu forex trading mein profit earn ho ga agr loss nhi ho ga tu loss hi ho ga
              • #67 Collapse

                forex main loss iss liey hota hai k humy itna exprins nhi hota or hum toky say treading krty han or humy kuch smj nh ati k hum kia karen or hum nakam ho jaty han iss mai.....
                • #68 Collapse

                  forex trading mien bhai jana loss to apki ghalti ki hi wajah se hota hai is mein agar ap tareeqe se trading karenge is mien proper money management ke sath agar ap trading karenge to ap phr zaroor kamiyab hosakte hian.
                  • #69 Collapse

                    Agr analyse kiya jaye to sirf 10% traders hi trading mai kamyab ho patay hai or 90% traders ko trading mai loss hota hai or jha tk mene assume kiya hai to mostly traders ko trading mai loss honay ka main reason knowledge na hona or greedy ho kr trading krnay ki wja say hota hai lakin agr inhi cheezo ko ignore krtay huway trading ki jaye to yakeenan trader loss say btch skta hai or profitable trading krnay mai kamyab ho skta hai.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #70 Collapse

                      Forex main profit market key trend par depend karta hy aur market key trend key ko judge krna mushil hota hy. Market continuously movement main rehti hy, is leye trend key sath chalna difficult hota hy. Jab loss hota hy to traders tension maun aa jatey hain aur loss ko recover krney key leye big lots lagana shuroo kr detay hain jis ki waja sey mazeed loss hota jata hy.
                      • #71 Collapse

                        Forex trading business mein loss hone ki buht ziada waja hoti han aur forex trading ki sab se bari waja hy loss ki learning forex trading business learning sab se ehm aur buht se new trader forex trading ki learning nhi karty aur trading karty han tu loss ho jata hy aur loss ki waja knewledge ka na hona aur experience ka na hona bhi hy aur
                        • #72 Collapse

                          forex main loss ki bht se wajah hain ek to ye k hum galat strategy pai kam kar rhy hote hain us k ialwa agar humey loss hota hai to hum apne mistakes ko dhondhte ni hain balkie forex ko dosh daite rehte hain bajaye apne ghalti daikhne k usko dor karne k
                          • #73 Collapse

                            dear loss hamesha traders ki ghaltiu ki waja se hi hota hay agar koi trader soch samaj kar achi trading kary ga to us ko kabi b loss nahi ho ga
                            • #74 Collapse

                              loss hone ki aik nahi bohat sari wajah hoti hain hamare samne ham khud galati kar rahe hote hain aksar lekin woh samajh me nahi aa rahi hoti ham ko bas agar ham sahi se analysis karen or trading samajh kar karen to to kabhi loss na ho lot size or apni equity thik se ham manage karte jaen to hamesha sahi se kamane ko milta rahe ga forex se .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                jab ham lalch kr lyty hy us taime hi ham ko lalach ki waja sy ham ko loss hona shoro ho jata hy our ham ko phr account my kuch bhi nai bachta hy hamaara sara pesa kaatam ho jata hy our ham ehsy hi bethy rhty hy jab ham lot siz balaance k hesab sy zeada ly lyty hy to ham ko lalach ki waja y loss ho jata hy our accpount hamara wash ho jata hy
                                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X