Forex ma loss kyu hota ah ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ma loss kyu hota ah ?
    forex ma sab se ziyda loss kyu hota ah forex k bussine ko 100 % logh join karty hain lkain kamyab 5 % hi hoty hain is ki koi main waja ...???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex mai loss humain hmari apni hi ghalatiyu ki waja se hota hay just like humain SL ka na pta ho means (stop loss) or jab stop loss ka pata hoga tou bhut kam chance hota hay kay humain loss ho waise our bhi bht reasons hain loss hony ki.
    • #3 Collapse

      brother different countries ki economies up down hony ki wajah sy market move hoti hai jab up hoti hai to apko profit hota hai r jab down hota hia to loss yahi wajah hai
      • #4 Collapse

        ji haan dear forex mai loss is liye hotaa hai ku kay hum forex mai binaa expirience kay tradinh start kartay hain or jis kay paasss expirience nahi hotaa hai wo kabhi bhi profit nahi kaama saktaa hai is liye hamay chaiye kay hum learning kay baad hi earning karen/......................
        • #5 Collapse

          Because we have no good earning knowledge and no good strategies for us.There are many traders who have not good skills and tips about this business.We have minimum knowledge therefore we face loss in this business.
          • #6 Collapse

            nahi bro main apki baat se agree nahi karta is kaam main maine khud apni ankho se kafi logon ko kamyab hoty dekha hai or is kaam main kafi log kamyab bi ho rahy hain is liye main ap ko yahi kaho ga k is kaam main yahi shakhs kamyab hai jo is kam main achi mahnat karta hai..
            • #7 Collapse

              Forex main loss is waja se hota hai k users forex k form rules k mutabiq kam nai kertay asal topic k bajay kisi or topic ka jawab day rahe hotay hain loss ki aik or bari waja yeh hai k answer minimum two lines ka hona chaheye lakin users aik ya half two lines ka jawab dainty hain...
              • #8 Collapse

                yar jab ap forex main hardwork nahi karte hain or experience or knowledge ke bagair kam akrte hain to ap ko forex main loss hota hai or account bhi band ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  In my view the main cause for the loss in the forex trading for the new trader is this that they join the forex trading without having a knowledge and practice . Practice in the Demo account with the guide line of some senior traders make you trade perfection in the trade. You can make the start with proper learn in the filed of forex trade. You should minimize the loss chance if you learn the forex proper before start the real account
                  • #10 Collapse

                    Forex trading main bilkul loss hota hai aur is main profitable traders kam hai aur losers ziyada hain. only 5% successful traders hain aur 95% losers hain lehaza achi strategy ki badolat hi hum is main successful ho sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      Dear sir Forex trading aik risky business hay and es mian earning kay liay bohat zaida learning ki zaroorat hay and without learning jo trader live tade karty hain wo loss hi kartay hain es liay forex mian loss hota hay.
                      • #12 Collapse

                        forex ma loss us waqat ha jan hum is ko eassy samjaty ha aur lalach kar k kam karty ha agar hum forex ki taleem hasil kar k kam karay gay to loss nai ho ga
                        • #13 Collapse

                          Forex men loss agr hota hy to wo apki apni wjah se hota hy. apko sai knowledge nhi hota ya market trends ka nhi hota k kb up and downs hota he or bs isi wjah se apko loss hota hy.
                          • #14 Collapse

                            dear Forex main hamain tab he loss hota hai jab hum is main lalch karty hain and tension main is ko karty hain and is k sath jab hamain is ka koi knowledge nai hota..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex main los is liye hota hai ka humy trend ka sahi se patanhi chalta aur hum mistake karyty hai aur wrong trade kar dety hain. agar hum mistakes na karain aur sahi se trend ko follow karain tu hum loss se bach sakty hai aur apni earning ko barha sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X