Hum loogo ko frox ko kitna time dana chia kis waqt post karni chia

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hum loogo ko frox ko kitna time dana chia kis waqt post karni chia
    Aslam e Alaikum Dear frox member aslam gbha dosto ya jo hum khaam karta ha ya humra jo business is ma hum loog jo khaam larta ha isa hum ko kia chia kha is ma hum apna frox ko bhut zidia time da is sa huma acha experiences or acha knowledge bhi hasil honor hum loog ko chia kha is subha waqt post karni chia
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hum loogo ko frox ko kitna time dana chia kis waqt post karni chia

    Forex main aap log ko zayida time Dana chaiy Aap jitna zayida time datay hai tu aap ko atna acha knowledge or experience hota hai tu aap ko acha bonas milta hai agar aap time nahi da gay tu aap ka pass acha knowledge nahi ho ga tu aap achi posting nhai kray gay tu aap ko acha bonas nahi Mila ga iss Lia jitna zayida time da saktay ha da
    • #3 Collapse

      Re: Hum loogo ko frox ko kitna time dana chia kis waqt post karni chia

      dear humy forex ko daily 2 sy 4 ghanty debmny chaiy aur itna time is mein kam krna chaiy jis sy hum apny posting limit ko pura kr saky dear agar hum forex mein mehnat krein gy to hi mum kamyab ho gy so forex mein dill laga kr kam krein gy to hum zaror kamyab ho
      • #4 Collapse

        Re: Hum loogo ko frox ko kitna time dana chia kis waqt post karni chia

        G han ham ko Pakistan forex forum ko baht ho zayada time dena chahiye our ham ko is main subha ya sham ko posting karni chahiye ta k ham Pakistan forex main se acha bonus hasil kar sakin our kam hon sakin ham ko is main mahnat bhi karni chahiye.
        • #5 Collapse

          Re: Hum loogo ko frox ko kitna time dana chia kis waqt post karni chia

          Walakum Slam Bhot Hi Acha Sawal Kia Hai Hamain Zuada se zyada Waqt Forex Trading Our Pakistan Forex Forum Main Guzarna Chahye Kyun Ke Jo waqt Ap Pakistan Forex Forum Main Guzarte Hain Woh Ap Ka Recored Hota Hai our bonus Milne Ke Waqt Ap ka Time Chek Kia Jata Hai.
          • #6 Collapse

            Re: Hum loogo ko frox ko kitna time dana chia kis waqt post karni chia

            Dosto ham log is kaam main apna jitna waqt dya sakta hy da aur is main apni marzi sa jis waqt ap ka dil chaya is waqt post karni chaya is main ap ko kisi ka order fallow karna ki bilkul zararat nhi hy agr ap kisi ka order ko fallow nhi kara ga to ap kamyab ho sakta hy nhi to nhi
            • #7 Collapse

              Re: Hum loogo ko frox ko kitna time dana chia kis waqt post karni chia

              Forex pay Ham kisi time ki limit nahi di jati ham jab chahy forex pay achi earning kar saktay han lakin is Kay liya forex ko time dena zaroori hota hay forex man hamay Ziada post us waqat karni chaiye jab ziada day ziada loog online hotay han kiu Kay isay apki post Ziada say xiazay view miltay han or phir isy aoka bonus acha hoga
              • #8 Collapse

                Re: Hum loogo ko frox ko kitna time dana chia kis waqt post karni chia

                Dear jab ham forex ko learn kr raha hota han tu phr ham ko chaya ka ham forex ko ziada sa ziada time dan kiun ka jitna ziada ham time dan ga hamara utna he fiada ho ga aur jab ham posting jrta han tu ham ak time set kr lan mera khyal main subha ka time sab sa best time hai posting ka lya ham ko chaya ka ham dil laga ka posting kran us trah sa ham kafi acha bonus earn kr sakta han jitna ziada time dan ga utna he hamara fiada ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Hum loogo ko frox ko kitna time dana chia kis waqt post karni chia

                  Assalam o alaikum , my dear friends , m umeed kerta hoon k ap Allah pak k karam se theek or khush hon gy , m ap s e iss k bary men ye kehna chahta hoon k traders ko chahiye k subah k time posts kerni chahiyen Q k us waqt mind fresh hota he.
                  Malik Fiaz khokhar
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Hum loogo ko frox ko kitna time dana chia kis waqt post karni chia

                    ji han bhai jaan aapane bilkul theek hai Main Itna Kahana Chahta Hoon ke hamare pass Jitna Bhi time hai Hamen chahie ki Ham Forex ko vo time den Kyunki Jitna Jyada Ham time denge Hamare knowledge or experience Mein izafa Hota Rahega

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X