Expet Trader Banane ke lye hamara mehnat ka Shoq hona Zrori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Expet Trader Banane ke lye hamara mehnat ka Shoq hona Zrori hai
    Dear forex members Forex Business main expert trader banana asan nhi hai lekin expert trader banana namumkin bhi nhi hai agar hamare andar mehnat karne ka jazba hai to ham asani se expert trader ban sakte hain kyun ke jo shaq mehnati hota hai wohi forex business mian kaamyab ho pata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Expet Trader Banane ke lye hamara mehnat ka Shoq hona Zrori hai

    G Han Mehnat Forex Business Main Kamyab Hone ke Lye Bhot zrori Hai Jab Ap Mehnat Karte Hain to Kamyabi ap Ke Peche Peche Hoti Hai Is Lue Mehnat Ko Apna Shuar Bana Lian Jab Jab Ap Mehnat Karte Rhe ge Ap Ka Expert Trader Banne Ki Taraf Sagar Jari Rhe Ga.
    • #3 Collapse

      Re: Expet Trader Banane ke lye hamara mehnat ka Shoq hona Zrori hai

      Jab tak interest na ho tou ham kisi kam ko bhi achi terha nehi ker sakty hamain sab sy pehly demo account sy trade kerty huey interest peda kerna hota hai ky ham maximum time phir forex ko dety huey apni trading ko continue kerain tou bahot jald ham is qabil ho jaty hain ky hamain trading main acha experience hasil ho jaey aur ham trade ker ky acha profit bhi hasil ker sakain
      • #4 Collapse

        Re: Expet Trader Banane ke lye hamara mehnat ka Shoq hona Zrori hai

        G bilkul sahi achi post ki hy forex me kamyabi ki pahli kunji apki mehnat hy agar ap mehnat se kam karo gay or dosron ko b sath lay kr chalao g یا to inshAllah kamyabi ap k qadam choomay ge
        • #5 Collapse

          Re: Expet Trader Banane ke lye hamara mehnat ka Shoq hona Zrori hai

          forex main agr kamyb hona hy to sab sa bhoot zeada zaroi hy kh ham dil lga kar mehant karain ga to he ham khuch hasal kar pay ga koi bhe asa expert trader ni ban jata hy os ka lia bhoot zeada mehant karni parti hay tbhe ham trader ban sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Expet Trader Banane ke lye hamara mehnat ka Shoq hona Zrori hai

            g han dear memebr apn saeh kaha h kisi bhe kammein hamein kamayab hone klye hamein is mein mehnt krna ho ge ek acha or expart trader bnne klye hamein mehnt krna ho ge agr ham mehnt krein ge to is se ham trading mein ache maharat hasil kr lein ge
            • #7 Collapse

              Re: Expet Trader Banane ke lye hamara mehnat ka Shoq hona Zrori hai

              Assalamu aliakum dear sir ap ka question bilkul correct h mhnat and fully trust ky sath h jo log hardworking karty hn in forex unko bunas mn feada hota h aisy log expert ho jaty hn aur Allah Taala per full trust rukhty hn aur knowledge and experience hona zaroori h
              • #8 Collapse

                Re: Expet Trader Banane ke lye hamara mehnat ka Shoq hona Zrori hai

                My dear ap nay bht hi piyar thread kiya hy k hamen expert trader ban jany k liay bht ziyada mahnat learning ki aur sath knowledge ki aur experience ki kafi ziyada zarorat hoti hay kiun k hamen expert hnay k liay in chizoun ki sakht zarorat part hay. Jab hamari yeh sakills pori ho jati han to hamen phir preshan honay ki zarorat nai rahti ham acha kam kar mahnat wala kam kar k ham forex say achii earning kar sakty han is liay yeh chizen hamen mahnat say milti han hamen mahnt karni hogi.
                • #9 Collapse

                  Re: Expet Trader Banane ke lye hamara mehnat ka Shoq hona Zrori hai

                  Yes mehnat ka show hona chahye kaam chori ka nahi because kaam see bhaga Jaye to kaam nahi KR skte agr krne ka show ho to aaram see skte Hain aur kaam kiya Jaye to he kamyab ho skte hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Expet Trader Banane ke lye hamara mehnat ka Shoq hona Zrori hai

                    hamy mahnet karne ho ge pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar sucess gain karna chaey hain to hamy mahnet karne ho ge pher he hum agy bar saky gy forex ak international bsuiness han

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X