Keya mehnt kamyabi ki kunji hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Keya mehnt kamyabi ki kunji hy?
    Assalam o alaikum !Dear main ap sy yeh pochna chahta hon keya frex main mehnt kamyabi ki kunji hy?Mery khayal main jo kam bi mehnt sy keya jy is main zaror kamyabi melti hy.mehnt ky bagair kamyabi ki umeed rakhna pagal pun hy.aik student sara sal perhai na kary. exam main woh pass hony ki umeed rakhy to woh kabi kamyab ni ho sakta.isi tarh frex main mehnt ky bagair hum kamyabi ka tasawur bi ni ker sakty.ager kamyab hona hy to mehnt kerni pary ge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Keya mehnt kamyabi ki kunji hy?

    han g mehant he kamyabi ke key hy ahr ham bhoot achay trader banana chahaty hain to hamy din raat aik kar daina chaheya ku ka hamy kamyabi bs sirf our sirf mehant sa hesal hoti es ka bagor ham kbhe bhe kamyab ni ho sakty
    • #3 Collapse

      Re: Keya mehnt kamyabi ki kunji hy?

      walcome to pak forex.jee ha bhai jaan mehnat he hay kaamyabi ke liye.pakistan forex me aap koshish kare full time de ta kh hum bhe forex me taraqee kar sake.aap khud bhe forex ko use kare aor apnay dosto aor reshtedaro ko bhe dawat de.
      • #4 Collapse

        Re: Keya mehnt kamyabi ki kunji hy?

        G ham Pakistan forex main ham ko mahnat hi kamyab karte sakte hain ham ko chahiye k ham Pakistan forex forum main mahnat karin kio k ham mahnat se hi kamyab ho sakey hain is k leay ham ko mahnat karni chahiye.
        • #5 Collapse

          Re: Keya mehnt kamyabi ki kunji hy?

          Walaikum Asalam
          Gee han bilkul hamesha bary khety rahty hain k mehnat karo mehnat kamiyabi ki kunji hain mehnat karny wala shaks kabi nakam nahi ho skta hain is liay forex mai kamiyabi or zayda say zayda profit hasil karny k liay jitna hosky mehnat kary.
          • #6 Collapse

            Re: Keya mehnt kamyabi ki kunji hy?

            Ji Haaan bilkul Forex Main Mehnat k BaGhair Kaamyaabi HaasiL kaRnaaa Naa MuMkin Hai Hum mehnaT KaR k Hi FoRex Main kaaam Kar k kaaamYaabi HaasiL KaR Saktay hain To humEn Chaahiye k Zyaada se zyaada MeHnat KaRen or Daily DeMo ko Bhi timE Den q k Jitnaaa Zyaada Hum FoRex Main deMo Ko timE Den Gy Utnaaa hi Achi TaRhaa MaRket ko Samajh Bhi SaKen Gy....
            • #7 Collapse

              Re: Keya mehnt kamyabi ki kunji hy?

              G bilkul mh t kamiyabe k phly kunji h app mhnt kro ge r app ko ise se bht se knoewledge mily ga app ka is forym p work krne se appkt experience mae izafa hoga r app ko bht se information mily ge to app mh t kro r acha quality wala work kro app ko iska bht acha fayda hoga
              • #8 Collapse

                Re: Keya mehnt kamyabi ki kunji hy?

                Dear bro hamen chahye k hum mahnat karen qu k mahnat karny say hi hum kameyab ho sakty hain mahnat jo hy kameyabi ki kubji hy as leye hamen forex main ziada say ziada mahnat karni chahye ta k hum as main kameyab ho gain
                • #9 Collapse

                  Re: Keya mehnt kamyabi ki kunji hy?

                  Ji janab aapane bahut hi achcha sal Kiya hai forex mein mehnat kamyabi ki kunji hai isliye agar aapke pass yah kunji hai FIR aap ke liye tamam mushkil 8 Hasan honge aur aap ek senior member forex mein banoge,
                  • #10 Collapse

                    Re: Keya mehnt kamyabi ki kunji hy?

                    As-salamu alaykum doston yah baat hai aapka thik hai Kyunki Forex trading wali sabse behtarin ke pass koi Kam Nahin Hota ki sabse behtarin sabse sabse Forex trading
                    • #11 Collapse

                      Re: Keya mehnt kamyabi ki kunji hy?

                      dear sir bilkul ap ny correct application di h mahnat kamyabi ki kunji h jistrah namaz janat ki kunji h fully trust and confidence ky sath jo reply karty hn wo kamyab ho jaty hn knowledge and experience bhi important rules ada karta h in forex hm ko fully fucus hoona chahay in forex
                      • #12 Collapse

                        Re: Keya mehnt kamyabi ki kunji hy?

                        g bilkul ap ny thek kha hy mehnat kamiyabi ki kunji hy q k mehnat he wo chez hy jis sy ap dunya k har imtehan main kamiyb ho sakty han mehnat he sy sab koch mumkin hy mehnat k bager ap kisi bhe karobar ya job main kamiyab hasil ni kar skty jab tak k ap mehnat ni karen gy
                        • #13 Collapse

                          Re: Keya mehnt kamyabi ki kunji hy?

                          g haan mehnat hi kamyabi ki kunji hai is mein hum mehnat ki waja se hi kamyab ho sakty hain aur forex mein bina mehnat kar k hum kamyab nae ho sakty hain mehnat forex mein har kisi ko karni chaiye kyun k forex mein mehnat short way hai kamyab hone ka...
                          • #14 Collapse

                            Re: Keya mehnt kamyabi ki kunji hy?

                            g han bilkul ap ne bhot sawl kiya hy mehnat kamyabi ke kunji hy aam se bt jisa tala chabi ke bagir nh khul skta wse hamin mehnat ke bagir kamyabi nh milti ham khe sakte han mehnat wqi kamyabi hone ke aik kunji hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Keya mehnt kamyabi ki kunji hy?

                              g han mahnat kamyabi ki kunji ha is liye sirf mahnat se hi kamyabi milti ha jo log kamyab huway han wo saab mahnat se hi howay han is liye ap bhi mahnat karen aur kamyabi ki taraf ayen mahnat karen aur riq e halal hasil karen is se Allah bhi kush hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X